Apne emotions ko control mein rakhen
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Apne emotions ko control mein rakhen

    Forex mein kam karne ke liye apne emotions ko control mein rakhna chahie agar aap ko kabu mein nahin karenge to loss ka samna karna padega Ham forex mein Koi bhi aisa kam na Karen jis se loss Ho
       
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Apne emotions ko control mein rakhen

      Dear jab b hum koi business kate hain chahte wo Forex trading ho ya koi b traditional business ho jab tak hum es business mai learning aur apne emotions pe control nhn rakhain gain hum kabi aage nhn bhar sakain gain e sliye ap ko chaiye k apne greedy nature pe control karain sab se zyda loss karne wali cheez he ap ko greed hai es liye pa ko smjhna hai seekhna hia os k bad he kam karna hai warna ap kabi b es business mai acha earn nhn kar sako gy...
      • #18 Collapse

        Re: Apne emotions ko control mein rakhen

        Forex mein emotions ko control krna chaye ham jitni mehnat karenge utna he huma faida hoga huma chaye k hum apny emotions ko control mein rakhen or koi bhi asa kam navkren jis se huma loss ho
         
        • #19 Collapse

          Re: Apne emotions ko control mein rakhen

          Hamary emotions hi hamen barbad karty hn ham sochty hn k hamari bahut sari zarorten hn aur ham jetna ziyada lot size lagen gy ham outna ziyada aur jaldi profit hasal kar saken gy es liy ham phar apna lot size ziyada lagaty hn aur ham kuch bar tou profit vakeiy mn ziyada hasal kar laty hn liken phar aik time mn ham apna ziyada loss karva beathty hn.
          • #20 Collapse

            Re: Apne emotions ko control mein rakhen

            Assalamualaikum forex members forex ak online business ha forex maie knowledge or experience k sath emotion ko hmy control maie rkh kr jam krna chaye or lalach nhi krni chaye jb tk hm lalach ko nhi chorhy gy ir apny emotion ko control kr k trade nhi kry gy tb tk hm achi earning nhi kr skty or na he achy traders bn skty hain Forex 1 online business all world mein famous business Hai Is per Ham Ghar baithkar kam kar sakte hain Agar lalaj ko avoid Karke kam Karenge to Achcha profit Hasil kar Sakenge
            • #21 Collapse

              Re: Apne emotions ko control mein rakhen

              Assalamu Alaikum how are you all ji bilkul aapane theek Kaha Apne emotions per Kabu rakhen Achcha kam Karen dil se kam Karen Taki aapke kam mein behtri aati jaye. Apne kam ko acche se Achcha Karen Taki aapko uska bonus bhi achcha Mile aur aap Kamyab tareen trader Ban Jaaye. Kyunki Forex Ek Achcha aur international business hai jo Sab ko bonus Deta Hai Jis Jis per Kisi Ki mehnat zaya nahin jaati.
              • #22 Collapse

                Re: Apne emotions ko control mein rakhen

                G Han bilkul dear forex members forex aik bohot acha or kamyab bussiness ha is forex ma hamesha emotions ko control Kar k Kam Kiya Karen koi bat ni loss hota rehta ha loss b aik bussiness ka hisa ha is forex business mein aap jitna zyada Kam karen ga utna he zyada aap ko bonus milega or aap phr forex ma trading Kar sakein ga or acha profit hasil kar sakein ga
                • #23 Collapse

                  Re: Apne emotions ko control mein rakhen

                  Forex trading mein hamen Sabar se kaam Lena hoga Apne emotions ko control karna padega Agar hamari Koi galti se hamara account was hua Hai yah trade last mein chali Gai Hai to hamen apni galti se subak hasil Karen dobara aisi galti na Karen jisse hamara loss Ho trade jaldbaji mein Na Karen soch samajh ka Karen .
                  • #24 Collapse

                    Re: Apne emotions ko control mein rakhen

                    Forex mein kamyab wohi banda hota hai jis ka trading kay dauraan apnay emotions per control acha hota hai forex pe kaam krte hoe sirf r sirf good mind se he kaam Kya kren qk agr hum sb jaldbazi se ya emotional ho kr kaam kren ge to shyd kamaybi ek khawab higa r agr sb members koshesh kren keh woh achi trah soch kr r smjh kr apne work ko kren r jitna ho ske seniors sae help.lae ker aur inn sae tips lae ker trading kerain gay tou acha profit hasil ho ga
                    • #25 Collapse

                      Re: Apne emotions ko control mein rakhen

                      Hamaya is my jazbata my aky koi bhi kbhi bhi fesla jaia jrna chiya hamya chiya k hama.isnmy aoanaia ham mhanata sahi hama zeada sy zeada ham kry to tb hi hamnkuch hasil kr sgty hy jb tak ham.aoanai mhant naia kry gy ham agy bhi naia ja sgy gy sahi sahi mhant wala. Bnda hi is my kamyab hota hy
                      • #26 Collapse

                        Re: Apne emotions ko control mein rakhen

                        Forex trading mein human emotions ki koi jagah Nahin hoti kyunki yahan per Ham technical tarike se kam karte hain aur ham agar emotional hokar trading karenge to trading mein hamen profit ki bajaye loss hi aaega isliye tamam traders ko chahie ki agar vah professional and expert trader banna chahte Hain to apne emotions ko control mein rakh kar trading Kiya Karen. kyunki kuchh human emotions aise hote Hain Jo ki trading ke liye bahut deadly sabit hote hain jaise ke greed yah lalach.
                        • #27 Collapse

                          Re: Apne emotions ko control mein rakhen

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: Zaib786 پيغام ديکھيے
                          Forex trading mein acche result Hasil karne ke liye jaruri hai ki ham log Apne emotions ko control mein rakhen aur trading karte hue greed factor ko side per rakhkar trading Karen Agar ham log daily basis weekly baseya monthly basis per Apna profit target complete kar rahe hain to Kabhi Bhi Jyada profit ke lalach Mein Aakar apni trading Kohram mat Karen Kyunki Jab Hamari trading Mela Lage yah emotions Hamari Ram a Jaate Hain To Hamen bahut jyada nuksan Hote Hain isliye Hamari koshish honi chahie ki greed and fear ko apni trading mai na aanay dain
                          Ji to yah Baat bilkul theek hai Hamen Apne jajbat per control Rakhna chahie Jab vahan Raksha bed form per kam karte ho khaskar Hamen tab Jab Ham trade open karne lage Apne jajbat Ko control Mein rakhen Kyunki Jab Ham jajbat Mein Aakar trade open Karte Hain To Hamesha loss hota hai To Hamen chahie ki Ham bagair Jazbaat ke trade open Karen aur Jal bad bekabu rakhen Dilbar ko control mein rakhen.
                          • #28 Collapse

                            Re: Apne emotions ko control mein rakhen

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: Zaib786 پيغام ديکھيے
                            Forex trading mein acche result Hasil karne ke liye jaruri hai ki ham log Apne emotions ko control mein rakhen aur trading karte hue greed factor ko side per rakhkar trading Karen Agar ham log daily basis weekly baseya monthly basis per Apna profit target complete kar rahe hain to Kabhi Bhi Jyada profit ke lalach Mein Aakar apni trading Kohram mat Karen Kyunki Jab Hamari trading Mela Lage yah emotions Hamari Ram a Jaate Hain To Hamen bahut jyada nuksan Hote Hain isliye Hamari koshish honi chahie ki greed and fear ko apni trading mai na aanay dain
                            Bilkul bhai jaan aapane bilkul sahi kaha hai Hamen Apne emotions ko control Mein Rakhna chahie Hamen Kabhi Bhi Apne control se upar Nahin Jana chahie aur Hamen bahut jyada mehnat karna chahie Dil lagakar kam karna chahie ismein aur kabhi bhi Himmat Nahin Harni chahie Baki members ko bhi Yahi sikhana chahie
                            Click On Name And Visit My Journal
                            Naseer953 Trading Journal
                            • #29 Collapse

                              Re: Apne emotions ko control mein rakhen

                              G han dear friend ap ny sahi kaha agr hum forex market mn Apni investment kr Chuky Hain tu hum ko apny emotional ko control krana hoga Kiun ky ye ek online business hy jis mn loss aur porfi dono hoty hain aur loss aur porfi tu har business mn hota hy hum ko sabr sy Kam lena chahiye by sabri ka muzahira nh kran cahiey Kiun ky sabr Ka phal mitha hota hy
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: Apne emotions ko control mein rakhen

                                G han bikul ap ko chy k trading k doran apny jazbat ko qaboo mn rakhn.nafa ho shukr adad krn allha pak ka.ar agr loos ho jy to sabr sy kam len preshan na hon.balky sabit qadmi sy apny kam ko jari rakhen.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X