do not stop learning in forum
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    do not stop learning in forum
    hamain learning karty hi rhna chahye is say faida ho saky ga aur hmain market main pahly learnin gkarni ho gi tab hi hum sucess ho skaty hain aur hamain pracice karni ho gi tab hi hum sucess hon gay aur hamain market main bi part time main bi job kar skaty hain aur hamain practice kar k hi hum achi traede kar k hi hum trade karien gay aur hamain expeirnce ho ga tab hi hum suess hon
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: do not stop learning in forum

    Yes you are right do not stop learning in pak forex forum because ham jitna bhi knowledge aur experience hasil kar len bhut hi kam hy kun ham apni sari life hi kuch na kuch seekhtay hi rehty hain har roz kuch naya seekhny ko milta to hmain chahaiy k ham apni learning kabhi na chorain.
    • #3 Collapse

      Re: do not stop learning in forum

      Jii haan bilkul.achii baat khiee haii apny humain forex ky andr kabhii bhe learning ko rokna nh chahiye balky achii mhinat ky sath humain learning krty rhina chahiye jiss sy humain bhot hii acha faida ho skyy faa aur hum apna kaam ko sahii syy mayarii bhe bna sakain gyy aur hum acha tajarba bhe kr ky uss sy apna kaam sahi sy kr sakain gyy
      • #4 Collapse

        Re: do not stop learning in forum

        Learning ko kabhi bhi nahi rokna chahye kyu k insan jab tak zinda hai roz kuc na kuch naya seekhta rehta hai or nayi cheez seekhaney wala hum se chota bhi ho satha hai or hum se bra bhi ho sakta hai to kabhi bhi kisi se bhi kuch seekhne ko miley to ap seekh lain yahan per kaam karne waley senior bohat chotey bhi hain ap un se bhi maloomat hasil kar k khud ki maloomat main izafa kar saktey hain
        • #5 Collapse

          Re: do not stop learning in forum

          exactly dear member ager ham life time pak forex forum mein success chahty hein to apko apni learninig kbhi bhi stop nhi kerni chahiy apko demo per bhi ziada sey ziada practise ker key apna trading experince bhi increase kerna chahiy jitna experince aour knowledge hoga usi hisab sey profit bhi hasil hoga...
          • #6 Collapse

            Re: do not stop learning in forum

            dear forex men agr humen kamyab hona hy to humen chaia keh hum forex men dill lagi sy kam karen gy jab hum zreaea sy zeada leanring karty rhen gy to hum forex men hum bahot he ahic kamyabi hai kar skaen gy forex men jab hum acha kamaam nai kare gy forex men achi ka,myabi bhe hasil nai kar saken gy es ley humen chaia keh hum learning ko kabhe bhe stop nai karen
            • #7 Collapse

              Re: do not stop learning in forum

              hamain is forum main learning karni ho gi tab hi hum real main bi trade karein gay aur hamain market main bi trade karny k kabil hos akty hain aur forum main kam karny k boht say faiy hoty hain so hamain market main informatino achi ho gi tab hi hum trade karein gay aur is forum main part time main bi job kar skaty hain aur hamain is k bary main trade karien gay
              • #8 Collapse

                Re: do not stop learning in forum

                hamy achi learning hasil kar ky is main mehnast sy kam karna chahey pher hi ham kamyab ho sakty haaain or acha bonus hasil kar sakty hain ham is main apni marzi sy time table bana kar is main part time be kam kar sakty hain or ham is main apni marzi sy full time be kam kar sakty han yai aik aam job ki nisbat bohat hi acha business hain han
                • #9 Collapse

                  Re: do not stop learning in forum

                  A. O. A
                  Dear user's
                  Ksi b kam ko achy triky sy krny k liye usy achy triky sy smjhna bht zruri hai...
                  Forex forum pa ap post kr k or different competition ma hisa ly kr dollars earn kr skty ho jisy ap trading k liye use kr skty ho.....
                  Job sy hony wali earning k sth guzara nhi hota ic liye ap trading seekho or ic sy earning kro or apni life asaan bnao....
                  Thank you
                  • #10 Collapse

                    Re: do not stop learning in forum

                    G han forex trading men kamyab traders ki kamyabi ka raaz hi yehi hey k woh learning process ko hamesha k liay jari rakhtay hen kiun k learning jitni bhi ho thori hoti hey aur jin logon k pass achi learning hoti hey woh dusaron se jaldi aur ziyada earning hasil kar letey hen iss liay pahlay posting k zariay aur phir seniors se rabta kar k forex ki achi learning hasil karen
                    • #11 Collapse

                      Re: do not stop learning in forum

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: Sharef پيغام ديکھيے
                      hamain learning karty hi rhna chahye is say faida ho saky ga aur hmain market main pahly learnin gkarni ho gi tab hi hum sucess ho skaty hain aur hamain pracice karni ho gi tab hi hum sucess hon gay aur hamain market main bi part time main bi job kar skaty hain aur hamain practice kar k hi hum achi traede kar k hi hum trade karien gay aur hamain expeirnce ho ga tab hi hum suess hon
                      Do not stop learning on forum aapane acchi baat ki hai agar ham log form per daily basis per kam Karen aur ek quality work produce Karen aur iske sath sath dusre members ki post ka reply and quality work produce karne ke alava apni learning ko continue rakhen to ham log Forex trading market mein Main Apna Ek Achcha Makan banaa sakte hain matlab ke Ham Ek acche trader Ban sakte hain isliye Hamen chahie ke kabhi bhi apni Learning Course top mat Karen aur koshish Karenge Jitna jyada ho sake Pakistan Forex forum per Apna time consume Karen aur aur senior members ki post and Threads ke through apni learning ko improve Karen Tarkan future aapko trading karne mein koi masla na ho
                      • #12 Collapse

                        Re: do not stop learning in forum

                        Apni learning Ko Jitna ho sake time Dena chahie jitni Jyada learning Karte Jaenge Fox ke related knowledge improve hota hai Jaega Jitna Achcha knowledge Hoga utna hi best work bhi kar Payenge bahut bada business hai Forex ismein jitne learning Karte Jaenge utna hi knowledge Banta Jaega utna hi best work kar Payenge
                        • #13 Collapse

                          Re: do not stop learning in forum

                          Forex Forum main kaam karen ya phir koi or kaam karen ap ko learning kabhi stop nahi karni chahye kisi kaam main kamyab hone ke liye pehle us kaam ko seekhna samjhna zaroori hota hai or is ke liye learning karna bohat zyada important hai tabhi pa us kaam ko samjh payen ge or us main kamyab ho payen ge.
                          • #14 Collapse

                            Re: do not stop learning in forum

                            bilkul hmain kabhi earning ke liye learning nahi okni kyon ke agar ham ye kaam nahi karain ge to ham kabhi bhi is market mein kaam nahi kar sakte hain agar ham chahte hain ke ham market mein mehnat karain to hi ham yahah pe kaam kar sakte hain earning learning ke bad hai to pehle learn karain aur phir earn karain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: do not stop learning in forum

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: Sharef پيغام ديکھيے
                              hamain learning karty hi rhna chahye is say faida ho saky ga aur hmain market main pahly learnin gkarni ho gi tab hi hum sucess ho skaty hain aur hamain pracice karni ho gi tab hi hum sucess hon gay aur hamain market main bi part time main bi job kar skaty hain aur hamain practice kar k hi hum achi traede kar k hi hum trade karien gay aur hamain expeirnce ho ga tab hi hum suess hon
                              Form per Forex trading se related discussion hoti hi nahin hai aur na hi information Hoti Hai To Ham form se a learning kaise kar sakte hain aap thoda Mujhe samjhao sakte hain ki Yahan per kaun si jagah Hai Jahan per Forex trading se related knowledge maujud hun daily basis per zone baat bhi ki Jaati Hai
                              FRD 07 TRADING JOURNAL

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X