learning ko kabi na chorein

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    learning ko kabi na chorein
    hamain is forum main learning karni ho gi tab hi hum sucess ho sakty hain aur hamain acha trader banany say pahly is k bary main learning karni ho gi tab hi hum sucess ho skaty hain aur hamain market main planing karni ho gi tab hi hum trade karien gay aur hamain demo main practice karni ho gi tab hi hum achi trade kar k hi hum sucess hon gay aur hamain is say earn kar skaty hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: learning ko kabi na chorein

    No one is completed in this world. So learning ko Kabhi stop nahin karna chahie aur sabse important Baat To yah hai ki learning Kabhi stop hoti hi nahin hai aap Man Ki God se lekar Khabar Tak daily basis per Kuchh Na Kuchh learn kar rahe Hote Hain SO same Forex of daily market ko pata Karen reviews Karen Apne experience game Hoga aapki learning courses Jyada Honge basis per of form ke sath touch bhi Rahenge to bhi aap ka experience on learning Mein Zafar Hota Rahega so koshish karen kay daily aap Kuchh Na Kuchh land Karen vah Shayad practical of life mein ho ya FIR Forex mein ho but learn daily
    • #3 Collapse

      Re: learning ko kabi na chorein

      G han forex trading men learning jitni bhi ho thori hoti hey aur kamyab traders ki kamyabi ka raaz hi yehi hey k woh learning process ko hamesha k liay jari rakhtay hen kiun k jiss k pass achi learning hoti hey woh jaldi kamyab trader ban jata hey aur earning bhi dusaron se ziyada hasil kar letey hen
      • #4 Collapse

        Re: learning ko kabi na chorein

        g dear apki bt thk hai dunya ka koi bhi kaam shyd easy ni hota lkn agr hum usko easy bnate hain to sirf r sirf apni learning se ya mehnat se to hum forex pe agr mehnat kren r apni learning ko acha kr len to hum yahan se bhi acha result hasil kr skte hain r agr hum trading ke achi learning krne men kamyab ho jate hain to hum acha profit le skte hain
        • #5 Collapse

          Re: learning ko kabi na chorein

          G bilkul hmain learning kabhi bhi nahi chorni chahaiy kun k learning sy ham knowledge aur experience gain karty hain jiss sy hmain apny kam ko karny main bhut asani hoti hy aur han forex main acha profit hasil kar sakty hain to hmain learning kabhi bhi nahi chorni chahaiy.
          • #6 Collapse

            Re: learning ko kabi na chorein

            learn karain acha kaam kaarin aur kabhi bhi is ko easy na lain agar pa ne mehnat krni hai to hi ap ne kaemyab hona hai agar ham ne acha kaam karna hai to hi ham ne kameyab hona hai agar ham chahte hain ke ham earning karain to hmain ean karne ke liye practice ki zaroorat hai agar ham chahte hain ke ham earning karain to hmain mehant karni hai
            • #7 Collapse

              Re: learning ko kabi na chorein

              learning kar k hi trade karni ho gi tab hi hum sucess ho sakty hain aur hamain market main informatino achi ho gi tab hi hum achy say trade karien gay aur hamain is forum main part time main bi job kar skaty hain aur learning karein gay tab hi hum achy say trade kar skaty hain aur practice karni ho gi tab hi hum trade kar k hi hum perform karny k kabil ho sakty hain
              • #8 Collapse

                Re: learning ko kabi na chorein

                dear friend forex trading aik wasee business ha is mn expert bnana bahot moshkil kam ha isliay aik achhay trader ko jitna bhi profit mil jay to khud ko kbi bhi expert naen smjhta balkay hmesha apnay learning prosess ko jari rakhta ha aur forex trading mn aisay log he kamyab hotay hn
                • #9 Collapse

                  Re: learning ko kabi na chorein

                  Trading ek aisa kaam hai jis mein expert banna mushkil kam hai hamen learning ko kabhi nahin chhodana chahie Ham learning karenge to hamen knowledge aasan hoga aur ham kam kar sakenge tabhi Ham Koi kam karne mein kamyab honge
                  • #10 Collapse

                    Re: learning ko kabi na chorein

                    hamy achi learning hasil kar ky is main mehnat sy kam karna chahey pher hi ham success gain kar sakty hain or achi earning hasil kar sakty hain yai usa or china or new yourk main aik unique business hain or pakistan main aik legal business hain ham isy apna life time professional be bana sakty hain yai kabe be band na hony wala business hain
                    • #11 Collapse

                      Re: learning ko kabi na chorein

                      G han ager learned ng ko stop kar dia to apko bahot nuqsan ho skta hai yaani learning he apko acha bahot acha treader bany main madad karti hai so learning hai earning hai wali baat apko apny minde main gix kar leni chiye so friends learning karna apka daily basses pay per kaan karna hona chiye so jab bhi learned ning hasil kar kay koi kaam kia jata hai apko us kaam ka he faida hota hi
                      • #12 Collapse

                        Re: learning ko kabi na chorein

                        Learning is a key of success In pak forex trading business pak forex trading business Achi Success hi good profit Good knowledge Hasil karny ka behtreen Zarya hy Khoob mehnat Say hi Good experience got kar k acha Si earning Asaanisay hi to gain karein Tu hi well Success Hogi kaam Pakistan Forex Mein karein Tu hi Kamyabi Asaani Sy hasil hogi
                        • #13 Collapse

                          Re: learning ko kabi na chorein

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: latef پيغام ديکھيے
                          hamain is forum main learning karni ho gi tab hi hum sucess ho sakty hain aur hamain acha trader banany say pahly is k bary main learning karni ho gi tab hi hum sucess ho skaty hain aur hamain market main planing karni ho gi tab hi hum trade karien gay aur hamain demo main practice karni ho gi tab hi hum achi trade kar k hi hum sucess hon gay aur hamain is say earn kar skaty hain

                          Asslam o alaikum dear forex member jo hmshaa se hi learning se kaam kartaa hay aur serois hokay kaam aur is mn mhnt krtaa hay tobkaamyaabi bhi usii ko mltaa hay aur wase b forex mn sb se important cheezz learning hi hay agar learning nhi krogayy to aapko is sayy kuchh b haasul nhi hogaaa ...
                          Visit My Profile
                          • #14 Collapse

                            Re: learning ko kabi na chorein

                            Forex aik life time business hai or ager pa is main life time earn karna chahte hain tou ise learn karte rahen learning ap ke confidence ko barhati hai or ap ki trading skills ko improve karti hai or is ke ilawa learning ke or bhi bohat sary benefits hain so learn ko kabhi na choren.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: learning ko kabi na chorein

                              Forex trading Mein Ham Jitna Jata learning ke sath kam karte rahenge itni acchi Hamari knowledge gain Hogi aur ham acchi knowledge Valley experience wali trade Karke Achcha profit hasil kar sakte hain aur forex ek online business hai ismein Ham Ghar baithkar kam Karke acchi earning kar sakte hain Ham Jitni Jyada mehnat aur learning ke sath kam Karenge itni acchi Ham earning kar Sakenge

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X