Patience and hard working

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Patience and hard working
    aap sabko Sabar ke sath hardworking karte rahana chahie kyunki jab tak aap Sabar nahin karoge tab tak aapki hardworking ka koi bhi fayda nahin hoga aur is tarah se aapko bahut jyada loss hota rahega isliye Sabar karna bahut hi jyada jaruri aur important Hota hai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Patience and hard working

    g hn dosto forex trading ma sbr or hardwork bht he zroori hy kiun k agr ap forex trading ma hardwork kry gy or bilkul soch smjh k sbr k sath trade ko lgya gy to ap ko os trade sy zroor profit hsal ho ga lkin agr ap trade ko sbr sy ni lgya gy bilkay jldbazi kry gy to ap ko loss he ho ga
    • #3 Collapse

      Re: Patience and hard working

      Assalamualaikum forex members forex ak online business ha forex maie knowledge or experience k sath emotion ko control kr k achi trade kry gy to ap ko a hi earning ho gi Forex Mein Hamesha Dard Jyada mehnat Karni chahie aur lalach Nahin karne chahie Hamen money management ke sath trade Karni chahie Palace Mein Hamen learning ke sath kam karna chahie emotion ko control Karke Karni chahie tabhi Ham Kamyab trader ban sakte hain aur acchi tradlagakar Achcha profit hasil kar sakte hain
      • #4 Collapse

        Re: Patience and hard working

        Kisi bhi business mein kamyabi Hasil karne ke liye aapko use business ka mukmmal knowledge Hasil karna padta hai aur FIR uske bad usmein hard work karna hota Hai. secondly Jab aap real trading kar rahe hote Hain to apne mujhmein per thoda control Karen kyunki agar aapane apni date mein patient se kam na liya aur jazbati hokar koi opposite to the trend place kar dete Hain.
        • #5 Collapse

          Re: Patience and hard working

          Dear ap ais marke tmai jab sabar k sath kaam karty hai ap ko ais market maki kafi zayda faida ho jata hai ap agar ais market mai hard work karty hai to ap ais market mai kamyab ho jaty hai agar ap ais market mai sabar kar lety hai to ap ko trades par kafi zayda profit ho jata hai ais liay aik dafa trade laga k choar dia kary.
          • #6 Collapse

            Re: Patience and hard working

            g han hamain loss ho jaye tou sabr say hi trade kam karna ho ga tab hi hum achy say trade karin gay aur hard work karein gay tab hi hum achy say trade karny k kabil ho sakty hain boht say log is forum main kam karty hain so hamain demo main ja k is k bary main pactice karni ho gi tab hi hum trade karny main bi asani ho saky gi aur knowldge ho ga ta k earn karien gay
            • #7 Collapse

              Re: Patience and hard working

              Forex trading mein jo log apni emotion per control karte hain apni galti se Sabak hadil karte hain vahi kamybi hasil karte hain Forex trading mein jo Apne patient ko control nahin kar sakte vah forex trading Ko chhod de to unke liye behtar hai Forex trading mein money management bahut jaruri hai Forex trading mein Apne balance ke hisab se trade Karen lalach na Karen thoda thoda karke earning karne ki koshish karen to behtar hai
              • #8 Collapse

                Re: Patience and hard working

                hamy forex mai patience sy kam karna ga per he hum passia kama saky gy forex aik bohat baara business hain hum s mai live chat kar sakty hain hum is mai paasia be invest ka sakty hain hum is mi bager pasiao ky account bana kar be kam kair sakty hain hum is mai agar lalachi ban k kam kary gy to hamy loss ho ga hum is mai apny boss kud ap he hoty han
                • #9 Collapse

                  Re: Patience and hard working

                  ji bilkul aapane bahut acchi baat ki hai ki Ham subject Tak Sabar ke sath hardworking nahin karenge tab tak Ham kamyabi hasil nahin kar payenge isliye Ham sab ko hamesha acchi tarah se shabd ke sath Hi Kam karna chahie
                  • #10 Collapse

                    Re: Patience and hard working

                    dono bohot zarori hain agr hum jazbat ko control karain or hard work karain tu hum dono mai kafi aga tuk ja sakta hain is lia huma is mai mahnat karna chaay jazbat ko control karna chaya or hard work ko nazar mai rakh kar kam karna chaya jub hum log hard work karta hin or hum log is mai apna jazbat ko control karta hin tu hum log kafi aga tuk ja sakt ahin or bahtreen kamai kar skata hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Patience and hard working

                      Forex me Kam krny ki asal policy yahi honi Chey Kay mehnt sy Kam kren sur phr paitence rakhn yahi Chez AP ko is me kamayab krty hi is me Kam krny Kay elay best way yahi hay aky sabr sy kabhi bahir na jaen aur working kren to mehant sy Kam kren
                      There is always light. If only we're brave enough to see it. If only we're brave enough to be it.
                      • #12 Collapse

                        Re: Patience and hard working

                        me ap k bat say itafaq karta hn kay agr ap kamyab hona chahtay hain patience and hardworking zarori ha agar ap hard working kartay hain ap ko kamyab b ho saktay hain or ap to axha profit b earn kar saktay hainagaro ye t ap hardworking patient nai kartay or asay h begair kisi mehnat kay kam kartay hain to ye ap ko profit nai de ga forex trading bussines begair mehnat kay shuru nai ho sakta
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Patience and hard working

                          G han dear ap forex mai kam kartye hain tu ap ka kam hai kay ap es mai kam mahnet aur lagan kay sath sath hislye kay sath aur patience kay sath apna kam kiya karain ta kay ap ka es mai faida ho jaye aur ap es mai hamesha acha kam kar kay es mai acha faida hasil kartye rhain kiyu kay forex mai ajo acha kam karta hai wo hamesha he kamyab ho jata tu ap ka kam hai kay ap es mai apna acha kam kiya karain
                          $$$ Never Give Up $$$

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X