every time tarding not make us the sucessss

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #76 Collapse

    ji han aap ki baat durust hy k har dafa hum forex trading main kamyab nai hoty is main kai fctor hain maslan baz dafa aap k analysis ghalt ho jaty hain aur aap ki trade loss main chali jati hy lekin hum ko apni ghaltion sy seekhna chahyeh aur himat nai harni chahyeh
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #77 Collapse

      han g har wakt ya hr tard ap ko profit dy es ky leya bhut mhinat ki zrurat hoti hy ku ky jitni ap mhinat kry gy os ka phal ap ko mily ga
      • #78 Collapse

        right baat hai k her waqt ham apni trading main kamyab nahi ho saktay hain baray baray trader bhai is main loss ker latay hain or ham kia cheze hain.
        • #79 Collapse

          a trader sits for trading with the hope to earn profit. He may not always make profit. He should also be expecting loss. So when the traders is formulating his strategy and planning to make profit, he should also incorporate the element of loss as well. Thus taking a preemptive action against suffering loss is likely to save him from still greater loss.
          • #80 Collapse

            dear successful ham us time tak nahi ho sakty forex me jab tak ham forex me experiences hasil nahi katy.
            • #81 Collapse

              trade market ko samaj kar he karna ho gai jab tak hum market ko samaj nahi payte hain achi trade nahi kar sakte hain agar hum market ko samaj jaye to hum ko loos nahi ho ga is laye forex trade main samaj kar trade karna sa he hum earn kar sakte hain
              • #82 Collapse

                g bilkul sahi kaha han or is man koi shak nai or waisy bi agr ham 10 man sy 1 br loss ho bi jaye to darna nai chahey kyun k loss bi business ka hissa han or yeh bi sath sath chalta rahta han.
                • #83 Collapse

                  g hain g forex aik bhuty acah kam hiansi ma hum ko bhut mahanatu karnu hotru hain is am hum ko bhut zaid eearning hasal hotu hain is very good bussien s s s,
                  • #84 Collapse

                    asalam o alaikum dear friendz apki bat to thek hai qk apko her waqt he profit nahi hota balk kabhi kabhi loss bhi hoda hai is lie ap seekh k kero forex ko
                    • #85 Collapse

                      G bhai ap theek kh rhay hai Over trading say trder ko loss ho skta hai.isi liye hmesha target k mutabik trading krni chahiye or apnay target ko apnay experience k mutabik rkhna chahiye.Or trade krnay say phlay trading ki planing zroor krni chahiye or proper planing k mutabik hi trading krna better rtha hai.
                      https://t.me/pump_upp
                      • #86 Collapse

                        definitely har trade profit me nae jata q some time may b ap ny market ko theak se b analyze kiya hi but kisi news ki waja se ya kisi or reason ki waja se market sudden opposite trend me chali jae to us waqt ap loss ko nae rok sakty so ap is khayal me na rahen k apki har trade he profit me rahy gi
                        • #87 Collapse

                          to make success every time :
                          - first practice on demo account
                          - analyse market first
                          - read forex news first
                          - take expert advise
                          • #88 Collapse

                            bilkul sai kaha aap ne har waqt trading bhi sai nahi hoti trading ka aik time table bna lain us waqt karni chahiye har waqt trading apko loss de sakti hai es liye har waqt trading na lagain to he ap ky liye faida hai aur sucess hai.
                            • #89 Collapse

                              G han, trading mein hamesha profit nahi hoga, ap ko loss bhi bardash karna hoga. Losses ko profits se kam rakhnay kay liye ap ko chahiye k bohot carefully trading karain and unusual risks na lein.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #90 Collapse

                                forex trading ke market mai losses hote hai iska matlab yeh nahi hai ke app jo hai woh himmat har jaye.hamesha koish kerahe ke app jo hai woh hamesha money management ko follow kerahe market mai.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X