trade jitna loss mein jate hai utna profit mein nahi jate

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    trade jitna loss mein jate hai utna profit mein nahi jate
    ya baat research ki hai k jub be hum ne ghor keya hai k jub be hum ko loss hota hai jitna be loss hota utna hum ko faida nahi kabi howa pata nahi life mein loss he keyon life aur ya forex trading kam sy kam faida howa hai forex trading mein zeyda loss ya nuqsan he howa hai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: trade jitna loss mein jate hai utna profit mein nahi jate

    Jab aap forex main soch samjh kar kaam karin gy air is main bahoot he soch k achy sy analysis kar k trade lagi gy too is main faida hoga aur jab bhe hum trade lagty hain too yee nahi hota hy k hmari trade foran profit main chli jaye is main humain thora sabar karna parhta hy tab he profit hota hy
    • #3 Collapse

      Re: trade jitna loss mein jate hai utna profit mein nahi jate

      G ap ne bilkul she kha he aj kl trade jitna loss me jate he utna profit nh dete is main waja corona virus he ..jis ki wja c puri duniya ki trade mutaasir. Hu rhe he r logoon ko kafi bhari nuqsan ka samna krna pra he
      • #4 Collapse

        Re: trade jitna loss mein jate hai utna profit mein nahi jate

        Ge ha forex member treading karte waqt zayada market ka analysis karna chaya aur is je bad he tread open karna chaya aur market ke movement ke mitabik he tread open karna chaya is se acha profit hasil ho ge
        • #5 Collapse

          Re: trade jitna loss mein jate hai utna profit mein nahi jate

          hum trade laga kar acha munfa kama sakty hain hamy market ke movement ko samj kar kam karna ho ga pher he hum paassia km saky gy forex aik amm business ke nisbat acha business hai hum is mai part time ya full time kam kar sakty hain hum is maai free account bana kar be ka,m kar saakty hain forex paksitan mai legal ban cuka han is mai hamara koi be boss nah haain
          • #6 Collapse

            Re: trade jitna loss mein jate hai utna profit mein nahi jate

            hamain profit hasil kar k hi hum achi trade kar k hi hum run karein gay aur hamain loss say bachny k liye learning karni ho gi ta k earn karien gay aur market main kam kar k hi hum achy say trade karny main bi asani ho saky gi aur har jeet tou sath sath hoti hi rhti hai so hamain i s k bary main trade kar k hi hums ucess hon gay aur hamain is forum main earn karien gay
            • #7 Collapse

              Re: trade jitna loss mein jate hai utna profit mein nahi jate

              Trade to up down hoti rhati hay ap aysi koi bh trade open na kerian jo ap ko loss da ap whi trase open kerian jo short time ma ap ko acha profit da jay ap trade open kerna sa phla us pair ko analysis ker la kh ya trade ab kis trend ma movement kery gi or hamain kha per ja ker acha profit mela ga
              • #8 Collapse

                Re: trade jitna loss mein jate hai utna profit mein nahi jate

                ye to ap ki planning pe hai ke ap ka analysis kaisa hai agar to market trend mein hai to phir to ap ko buhat hi achi entry aur earning ho saktio hai lekin mehnat karnain acha kaam karain jo bhi mehnat kaarin ge to hi ham earning kar sakte hain is liye bus mehnat karain aur achi earning ke liye trend ko plan karain us ko follow karain aur jis mein trend na ho us pair pe kaam na krain
                • #9 Collapse

                  Re: trade jitna loss mein jate hai utna profit mein nahi jate

                  Forex trading mein money management bahut jaruri hai aur koshish karen trade karne se pahle market ke acchi tarah watch Karen market ke Moment ko samjhaie to tab trade Karen Jo person Forex trading mein Apne emotions ko control karte hain vahi kamyabi hasil karte Hain Agar Ham acchi trade ka intekhab Karen trend ki favour mein trade Karen to Ham apni lash wali trade ka bhi wait kar sakte hain aur profit wali trade ka bhi koshish karen trade karte hue Stoploss use Karen Taki hamara jyada Las Na Ho hamar account safe Rahe.
                  • #10 Collapse

                    Re: trade jitna loss mein jate hai utna profit mein nahi jate

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: mustansar11 پيغام ديکھيے
                    ya baat research ki hai k jub be hum ne ghor keya hai k jub be hum ko loss hota hai jitna be loss hota utna hum ko faida nahi kabi howa pata nahi life mein loss he keyon life aur ya forex trading kam sy kam faida howa hai forex trading mein zeyda loss ya nuqsan he howa hai.
                    Hamen aisa lagta hai ki trade Jitna loss Mein Jaati Hai Itna profit Main Nahin Janti iska main reason yah hai ki Ham Bina soche samjhe aur Bina planning kiye kam Karte Hain Is vajah Se Hamari trade loss Mein Jaati Hai agar Ham proper tarike se kam Karen To Hamen launch bhi nahin hoga
                    FRD 07 TRADING JOURNAL
                    • #11 Collapse

                      Re: trade jitna loss mein jate hai utna profit mein nahi jate

                      hum trade laga kar acha mnfa kaamas akt hain forex aik acha business hain hum is maai raat maai be kam kar sakty hain hum is maa idin mai be kam kar sakty hain hum gar mai bath kar is mai kama kar sakty hain forex jasa koi or business nahi hain hm is maai free account bana kar be kam kar sakty hain yai all world mai bohat taze sy famous ho raha hain
                      • #12 Collapse

                        Re: trade jitna loss mein jate hai utna profit mein nahi jate

                        hamy market ko achy sy samaj kay is ky rules ko follow kar ky is main sahi waqt kam wait kar ky is main trade lagani chahey pher hi ham kamyab ho sakty hain or acha bonus hasil kar ky market main run kar sakty hain ham is main day man be kam kar sakty hain or ham is main apni marzi sy night main be kam kar sakty hain yai aik real job hain
                        • #13 Collapse

                          Re: trade jitna loss mein jate hai utna profit mein nahi jate

                          Agr hm forex maie planning k sath jam kry or proper time dy kr or wait jr k trade kry jaldbazi maie trade open na kry to hmy profit b zyada ho skta ha hmy money management k sath market mein kam krna chaye learning k sath lalach nhi krni chaye or jb ap ko perfect trade mily tb he trade OPEN kry gy to ap ko loss kam ho ga or profit acha ho ga forex maie loss hmy ap I galtio k wja sy hota ga jb hm forex maie bina dekhy market ko jesy he open krty hain sath he trade krna shoro ho jaty hain hm ye nhi dekhty k market sport pr ya nhi or na he dekhty hain k market kitna back ho chuki ha or trade lga dety ga tb he hmy loss hota ha
                          • #14 Collapse

                            Re: trade jitna loss mein jate hai utna profit mein nahi jate

                            Ji han bilkul Janab hamare Lagai Hui aksar trades jitna first loss Mein chali jaati Hai mere khyal se Hamen utna profit nahin deti lekin phir Bhi Hamen Forex Mein kam karte hue trading mein zyada profit ki lalach nahin karni chahie aur kam profit per hi apna Kam chalana chahie ISI tarah Ham ek din Kamyab Ho jaenge
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: trade jitna loss mein jate hai utna profit mein nahi jate

                              han g bilkul forex ma loss or profit dono hota hi rehta ha tu apko chaiya k ap dehan sa trade karyn dono ko dehan sa dakhyn agar profit hohra ha tu humy sath sath loss ko b dehan ma rkhna chaiya ky loss b hoskta ha is liye jab b trade kryn to sochs mjh k akryn taky in the end acha result mil sku

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X