spread kiya hy

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    spread kiya hy
    spread ka whi concept hy jo hamry dukaan daar use kerty hein ik shopkeeper ik xcheez ko 500 mein khareed ker k lata hy to usko 550 mein sell kerta hy to usko total prfit hasil hwa 50 rupauy ka yahi kaam forex market mein hamry brokers hamri company mein ker rahi hein wo ik hi cheez ko ksi ik hi qeemat py khreedti hein or usi qeematy py usako agy doosri qeemat py bage deti hein douno qeemtion ka jo farq hy wo comp[any ka prfit ya spread kehlata hy
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: spread kiya hy

    Spread

    Spread basically brokers ki fees hoti hay jo key auto base par koi be order place kia jaye to es ko place karny key sath hi ye charge ho jata hay aur trade spread rate key mutabeq loss me chala jata hay, pairs key buying aur selling prices me jetna be difference hota hay ye brokers ki fees hoti hay koi be broker kesi investors se directly fees charge nahi karta hay ye har trade me charge kia jata hay.
    • #3 Collapse

      Re: spread kiya hy

      Forex trading men her pair ka spread hota hey jo trade open kartay sath hi loss ki surat men show hota hey yeh actually servers ka commission hota hey kiun k jo servers market ko chalatay hen unn ka commission hota hey
      • #4 Collapse

        Re: spread kiya hy

        spread broker ki income me hoti hai agar ham koi bhi trade lagate hain to sab se pehle broker apni income rakhta hai aur phir hmain profit milna start hota hai is liye hamesha acha kaam ehteyat se hota haia ur ham agar ehteyat karain ge to achi earning kar sakte hain lekin hmain trading ke liye trend follower banna ho ga tab hi kaam kar sakte hain
        • #5 Collapse

          Re: spread kiya hy

          spread ko ise kar k hi trade karni ho gi ta k earn karien gay aur hamain market main kam kar k hi hum achi trade karny k kabil ho sakty hain aur hamain market main bi enter hony say pahly is k rules ko follow kar k hi hum achi trade karny k kabil ho sakty hain aur hamain market main bi trade kar k hi hum planing karni ho gi tab hi hum sucess ho sakty hain
          • #6 Collapse

            Re: spread kiya hy

            hamy spread ko watch kar ky kam karna ho ga pher he hum pasia kama saky gy forex aik acha business hain hum is mai raat maai be kam kar sakty hain hum is mai din mai be kam kakar sakty hain hum isy apna life time career be bana sakty han hum is mai agar bager elarning ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga hm issy apna life time career be bana skaty hain
            • #7 Collapse

              Re: spread kiya hy

              hamy spread ko wtch kar ky kama karn aho ga apher h hum paisa kama skay gy forex aik acha business hain hum is maai agar lalach iban y kaam kary gy to hamy loss ho jy ga hum is mai agar bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga hum sy apna life time career be baana sakty hain hum is maai agar tuka system sy kam kary gy to hamy kuch be hasail nha ho g
              • #8 Collapse

                Re: spread kiya hy

                any two pips difference between called spread hamain is k bary main learning karni ho gi ta k earn karien gay aur hamain is k bary main planing karni ho gi ta k earn karin gay aur expeirnce ho ga tab hi hum cahy ysay trade karny main bi asani ho saky gi aur hamain market main kam kar k hi hum apni har zrorat ko pora karny k kabil ho sakty hain
                • #9 Collapse

                  Re: spread kiya hy

                  hamain market main planing karni ho gi ta k loss km ho sakty hain a ur hamain market main trade kar k hi hum perform karny k kabil ho sakty hain aur pips ko use kar k hi trade karni ho gi ta k earn karien gay aur hamain experience ho ga tab hi hum achi trade kar k hi hum achi trade kar k hi hum achi trade kar k hi hum trade karny main bi asani ho saky gi
                  • #10 Collapse

                    Re: spread kiya hy

                    Spread means Sell and Buy ky bech men jo points ka differ hota hay wo spread kehlata hay aur ye spread he broker ka profit hota hay broker apna profit pehlay sy he book kar leta hay aur jab hamari trade 3 points ka loss cover kar kay entry point pay aa jati hay to wahan sy trader ka profit start ho jata hay aur agar loss men he jati rahy to loss trade ka he ho ga broker ko wo 3 points profit he ho ga trader ki trade chaye profit men close ho ya loss men.
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: spread kiya hy

                      Aoa good morning all forex members Allah pak AP sb ko hmsha kush rky spread ka mtlb ha k Jsy chuty krobar hzrt krty ha mtlb ak Chez 100 ke leibagy 150 ke di is min usy 50bch gya ye ha us ka profit is profit ko spread khty haspread ky Bry min phly hmin experience hsil krnA ho ga pir is km min hm expert ho skty ha spread ka knowldge hna zarori ha

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X