Aik din baray kamyabi ya bara loss.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Aik din baray kamyabi ya bara loss.
    Dear Friends Asslamu Alaykum

    Dear Friends agar aap luck par kaam kar rahay ho to iss may aik din to aap ko bari kamyabi ho jaay gi or phir aik din aap ko bara loss bi ho jaana hay iss lihaz say iss kay baray may sochna chahiya kay koi bi trader hay wo analyzing best rakhan to faayda hi faayda ho ga loss to tab bi ho sakta hay laykin us may profit ziyada ho ga.

    Thanks and bye,
    Your Friend Kamran Sarwar.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Aik din baray kamyabi ya bara loss.

    aap sabko Sabar ke sath hai market ko acchi tarah se analysis karte rahana chahie tab bhi aap lost se bhej payenge aur aap kamyabi hasil kar payenge is tarah se aap bahut acche trader Ban sakte hain jab tak aap sab ke sath market ko acchi tarah se analysis nahin karenge tab tak aap acchi trading nahin kar payenge
    • #3 Collapse

      Re: Aik din baray kamyabi ya bara loss.

      Ji nahin Ham mukmmal taur per apne luck ke upar profit depend nahin kar sakte agar Ham ek accha profit hasil karna chahte hain to hamen Pak forex knowledge Gyan karna hoga aur apne experience mein izafa karna hoga uske bad Ham yahan se kachra profit Kuma sakte hain
      • #4 Collapse

        Re: Aik din baray kamyabi ya bara loss.

        kabe loss or kabe kamyabi business ka aik hisa hain hamy best experience or knowedge hasil kr ky is main mehnat sy kam karna chahey pher hi ham kamyab ho sakty hain or acha bonus hasil kr sakty hain yai aik asa business hain jjis main kam karny k liye hamy kisi be office jany ki zarort nahi hoti ham apny gar beh kar is main kam kar sakty hain
        • #5 Collapse

          Re: Aik din baray kamyabi ya bara loss.

          اصل پيغام ارسال کردہ از: kamran1231 پيغام ديکھيے
          Dear Friends Asslamu Alaykum

          Dear Friends agar aap luck par kaam kar rahay ho to iss may aik din to aap ko bari kamyabi ho jaay gi or phir aik din aap ko bara loss bi ho jaana hay iss lihaz say iss kay baray may sochna chahiya kay koi bi trader hay wo analyzing best rakhan to faayda hi faayda ho ga loss to tab bi ho sakta hay laykin us may profit ziyada ho ga.

          Thanks and bye,
          Your Friend Kamran Sarwar.
          hamen aisi trading bilkul bhi nahin karni chahie balki yah trading nahin hoti ek juaa hota hai agar Ham ek Hi din mein Bada profit lene ki koshish karte Hain to iska yah matlab hai ki Ham karobar nahin kar rahe hain balke Ham juaa khel rahe hain aur juaa khelne mein yah to hamari Jeet Ho jaati hai aur yahan bilkul Hi har jaate Hain hamen chahie ki hamen aisa Kam nahin karna chahie jiski vajah se hamara bahut jyada nuksan ho jaaye
          :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

          CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
          • #6 Collapse

            Re: Aik din baray kamyabi ya bara loss.

            hamain market main kamyab trader banany say pahly is k bary main learning karni ho gi aur din main rat main bi kam kar skaty hainn aur hamain market main bi emotion ko akbo main rakh k hi hum achy say trade kar k hi hum perform karny main bi asani ho saky gi aur hamain demo main practice karni ho gi tab hi hum achy say trade kar k hi hum run karien agy
            • #7 Collapse

              Re: Aik din baray kamyabi ya bara loss.

              Agar aap emotional trading karenge to fir to aap ek din loss karenge aur aapka account wash ho jaega isliye Agar aapane kam karna hai. Aur long-term kam Karna Hai To fir aapko market mein experience chahie aur emotional trading ko avoid karna chahie Jab aap emotionless trading karo fir to fir aap. Ek din Kamyab ho sakte ho lekin emotions Mein Kabhi Bhi aapko profit Nahin hoga isliye emotions ko control Karen aur mehnat Karen Achcha kam vahi hai ki jisne aap emotionless kam karte ho.
              • #8 Collapse

                Re: Aik din baray kamyabi ya bara loss.

                markt main kamyab tradr banany say pahly is k rules ko mind main rakhna ho ag aur expeirene ho ga tab hi hum trade karein agy aur loss say bachny k liye learning karni ho gi ta k loss km ho sakty hain aur knowldge k begair hum kuch hasil nai kar sakty hain aur markt main bi kam kar k hi hum trade karny main bi koi prblm na ho saky gi ta k loss km ho saky ga
                • #9 Collapse

                  Re: Aik din baray kamyabi ya bara loss.

                  forex 1 aasan business hain humain es main mahnt say kam karna ho ga humain es main 1 den main 50 postein karty hain our hum es main 4 thread karty hain our humes main 1 den main kam kar kay profet hasl nahin kar skty wes ley humain es main profet hasl karny kay ley humain es main experience ka hona zrure hain to he hum es main sucess ho skty hain forex 1 on line business hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Aik din baray kamyabi ya bara loss.

                    forex mai agar hum kamyab hona chaet hain to ham pahly learning gain karne ho ge hamy aik time table bana kar kam karna ho ag pher he hum psasia kama skay gy forex aik amm business ke nisat acha busines hain hu is maai agar lalachi ban ky kam kary gy to haamy loss ho jy ga yai kabe be band na hony wala acha business hain is mai hum apny boss ap eh hoty hain
                    "The mind is everything, What you think you become"
                    • #11 Collapse

                      Re: Aik din baray kamyabi ya bara loss.

                      Agar Achcha capital high risk bahut lete hain to market Mein Bada profit bhi ho sakta hai aur Bada loss bhi ho sakta hai yah depend Karta Hai Ham baqir ki movement aur aapki Lok per lekin koshish Karni chahie ke apne capital ko sev rakhaje risk ko manage Karke trading Karen loss ke Jyada chances Hote Hain Bada loss recovery bhi nahin Hota
                      • #12 Collapse

                        Re: Aik din baray kamyabi ya bara loss.

                        dear is men koi shak ni hai keh luck yaeni qismat bhi bht matter krti hai hamari kamyabi ke lye lkn ALLAH in logon ko he kamyabi deta hai Jo keh us ke lye mehnat krte hain r us ko hasil krne ke lye apne work pe focus krte hain r agr hum apne work ko quality ka krne ke lye mehnat kren to ek day hum bhi kamyab ho skte hain r agr luck pe yaqeen kr ke Beth jaen ge to kamyabi shyd mushkil hai
                        • #13 Collapse

                          Re: Aik din baray kamyabi ya bara loss.

                          Dear Agar Ham Soch match ka decision Lenge proper planning ke sath kam Karenge To Hamen Ek Din acchi kamyabi Hasil Hogi Big Blast Nahin Hoga isliye Hamen chahie Ki Soch samajhkar kam karne ki koshish karen Apne kam ko kamyabi ki taraf le kar jaane ke liye use Apne acche analysis Apne acchi learning per depend rakhne ki koshish karen dusron ke nirdesh per depend Karke hamen bhi kabhi bhi Hasil Nahin ho sakti
                          • #14 Collapse

                            Re: Aik din baray kamyabi ya bara loss.

                            Forex business ek bahut hi kamyab business hai agar aap ismein jaldbazi se kaam lenge to loss ka samna karna padega agar aap mehnat aur lagan se kam karenge to ek din aapko kamyabi milegi aur aap kamyab honge agar Lalach ki vajah se loss Ho Gaya to aapko vah loss bharna hoga
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Aik din baray kamyabi ya bara loss.

                              Je blkul hmri luck hmin kfi km ybi b Dy skti ha ur loss b lkn BT tu pr b whi ha agr hm km ehmandri see krty ha apny km ko achi trha learn krty ha tu is min koi shak nhi. K hm kmyab na hn mhnat ur lagn wla shks kbi nakam nhi hta km see hmin experience hta ha hmri earning achi hti ha markt ka b PTA chta ha Jo Jo hmri post achi ho ge tu is see hmri tread b achi hti ha thanks of all forex friends

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X