Practice and analysis
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Practice and analysis
    aap sabko acchi tarah se practis karte rahana chahie Taki aap sabki learning strong Rahe aur uske bad aap ko market ko bhi acchi tarah se analysis karte rahana chahie yah donon kam bahut jyada jaruri hote hain aur ISI tarah se aap acchi tarah se trading kar paate ho aur aapko bahut acchi earning bhi ho party hai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Practice and analysis

    Practice and analysis ka sath trading kray gay tu aap achi trading Kar Kay acha profit hasal Kar saktay hai agar aap practice nahi kray gay tu aap ka pass acha experience nahi ho ga tu aap ko trading mein loss ho sakta hai forex mein practice karni bohat zurori hai
    • #3 Collapse

      Re: Practice and analysis

      Practice sy experience aur knowledge increase hota hi aur jetni zeyada practice kro gy utna zeyada experience aur knowledge increase hoga. Jab experience increase hoga to AP analysis krny k bhi kabil ho chuqy hon gy. Ager AP 1 din men 10 pair ke analysis krty ho aur tread bhi lgaty ho ager us men sy 7 ya 8 tread men bhi ager AP ko profit hota hi to AP analysis k masker ho. Analysis ka experience practice sy hoga. Is liy zeyada sy zeyada practice kro aur apna knowledge aur experience increase kro.
      • #4 Collapse

        Re: Practice and analysis

        Knowledge our experiance dhono ase cheezay hah jis k baghair aap kise be kaam say faida nahee lay sakthay our khas kar agar aap koi international level ka kaam kar rahwy hay tho os mah aap ko os waqth he faida mil saktha hay jab aap os may expert ho jaaye our aap k pass ziada knowledge aajaye.
        • #5 Collapse

          Re: Practice and analysis

          practice ka rk hi hum achy say trade kar k hi hum sucess ho sakty hain aur boht say log is forum main kam karty hain aur hamain market main kam karny k liye learning karni ho gi tab hi hum sucess hon gay aur hamain dmeo main practice karni ho gi tab hi hum achy say trade karny k kabil hos akty hain aur is k bary main planing kar k hi hum trade kar k hi hum sucess hon
          • #6 Collapse

            Re: Practice and analysis

            Ham sab ko chitra se Samar ke sath dance karna hota hai tab hi acchi tarah se analysis kar paate Hain kyunki jab tak Ham acchi tarah se sambhal ke sath analyses nahin karenge tab tak Ham mein acchi trading nahin kar payenge isliye cheating karne ke liye Sabar ke sath analysis karna bahut jaruri Hota hai
            • #7 Collapse

              Re: Practice and analysis

              G han forex trading men practice aur market ka anaylsis kamyabi k baray raaz hen iss liay pahlay demo account ko serious ley kar practice karen jab achi learning aur experience mil jay tu phir market ka mukaml anaylsis karen aur phir apnay balance k hisab se lot size select karen tu zaroor acha profit hasil kar saktay hen
              • #8 Collapse

                Re: Practice and analysis

                hamy achi practice kar ky analysis ko use kar ky is main meanst sy kam karna chahey pher hi ham kamyab ho sakty hain or acha bons hasil kar sakty hain ham is main apni marzi sy out off ocst account bana kr be kam kar sakty hain ham is main apni marzi sy time table bana kar is main part time be kam kr sakty hain or full time be kma kar sakty hain
                • #9 Collapse

                  Re: Practice and analysis

                  Jab aap emotional hote hain to aap analysis nahin kar sakte aap ka job analysis hota hai vah 90% chance hota hai ki aapko profit Nahin dega Kyunki ab vah aapka emotional decision hoga Agar analysis Achcha Ho bhi jaaye to aap use per stay nahin kar sakoge Kyunki aap market Mein Kam Nahin kar rahe aap apne emotional Mein kam kar rahe ho jiski vajah se aapko loss hone ke chances kafi acche ho jaate Hain To behtar hai ki aap aisi situation Mein kam Na Karo
                  • #10 Collapse

                    Re: Practice and analysis

                    forex mai hamy analysis ko use kar ky kama karna ho ga hamy in ko learn be karna chaehy pher he hum kamaybe hasla kar saky gy forex aik amm business ke nisbat acha business hain hum is mai agar bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty han is mai hamara koi be boss nahi hain
                    "The mind is everything, What you think you become"
                    • #11 Collapse

                      Re: Practice and analysis

                      Practice account name market ki movement real account Jaisi hi hoti hai sem hoti hai practis kar ke Kamyab strategies analyse Sikh leni chahie aur FIR real account mein apply Karke acchi trading Karke acchi earning nikal Deni chahie practice bahut hi important Hoti Hai Har trader ke liye
                      • #12 Collapse

                        Re: Practice and analysis

                        Hamen Hamesha Forex main forum per learning aur analysis karte hue kam karna chahie aur demo account per practis karte rahana chahie iske sath sath Hamen market ko bhi Hamesha analysis karna chahie Agar Ham aisa karte rahenge to hamare knowledge aur hamare experience Mein izafa hoga jiski madad se Ham acchi trading kar sakenge
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Practice and analysis

                          Dear friend practice for analysis Dono hi Forex Mein kamyabi Hasil karne ke liye bahut lazmi hai isliye Hamen koshish Karni chahie ki Ham donon Ko focus Karen donon Ka Bharta banane ki koshish karen jab tak Ham apni practice ka vetan Nahin banaenge tab tak Hamare liye ek Achcha analyser Banna aur accha experience Hasil karna possible Nahin ho sakega isliye Hamen sabse pahle apni practice ko time Dene Ki Koshish Karni chahie

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X