Nakaami he kamyabi ka rasta dikhati hai.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Nakaami he kamyabi ka rasta dikhati hai.
    Hamara loss hota rehta hai jiski waja say hum ghbra jaty hain kuch member to forum he chor dety hain unhein esa nai kerna chy q keh nakaami he kamyabi ka rasta dikhti hai hum apni ghaltyon say he seekhty hain jub hamara loss hota hai to hum phly say zyda mehnat kerty hain jiski waja say hum kamyab ho jaty hain ..
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Nakaami he kamyabi ka rasta dikhati hai.

    Jo log nakam hotty Hein in k peechy b yahii reason Hotti KH woh log kuchh smjh Ni Patty Hein kh hm n agy Kia krna h kaisy agar hm yh Sara kUch seekh Letty Hein to hm kamyab Ho skty Hein to hmain chahye all dafa nKami k bd daikhain KH hm n Kahan par ghlti ki h dobara us ghlti ko na krein agar hm n khud ko Achy status p daikhna h to
    • #3 Collapse

      Re: Nakaami he kamyabi ka rasta dikhati hai.

      Forex trading men loss aur profit business ka hissa hey iss liay agar loss ho jay tu phir tension nhi leni chahiay balkay loss se seekhnay ki koshish karen aur phir mehnat karen aur loss ko serious len tu loss hi ap ko profit ki taraf ley kar jata hey aur forex trading men nakami hi kamyabi ki taraf ley kar jati hey
      • #4 Collapse

        Re: Nakaami he kamyabi ka rasta dikhati hai.

        Nakaami hi kamyabi ka Rasta dahkti hai aap ki baat bilkul theek hai forex mein hum Jo nakaami hona pr parshan nahi hona chaiy hum ko mehnat say kaam kray gay tu hum acha kaam Kar ka kamyabi hasal Kar saktay hai
        • #5 Collapse

          Re: Nakaami he kamyabi ka rasta dikhati hai.

          forex mai jab hum mistake kara ky kaam karty hain to hamy loss ho jat hain hamy msitakes ko avoid karna ho ga pher he hum pasai kaama saky gy forex aik online or kabe be band na hny wala achaa business hain hm is mai agar bager learning ky kam kary gy to hamy los h jy ga forex pakistan mai legal ban cuka hain hum gar mai bath kara is mai kam kar sakty hain
          "The mind is everything, What you think you become"
          • #6 Collapse

            Re: Nakaami he kamyabi ka rasta dikhati hai.

            hamy nakami sy darna nahi chahey hamari ki kamyabi ka raaz nakami main hian hamy loss hony par tense nahi hona chahey hamy apni galtio ko improve kar ky is main mehant sy kam karna chahey pher hi ham loss sy bach sakty hain or acha pasa kama kar apni family ko support kar sakty hain ham is main apni marzi sy free account bana kar be kam kar sakty hain
            • #7 Collapse

              Re: Nakaami he kamyabi ka rasta dikhati hai.

              Ye bat such he ke nakami hi kamyabi ka rasta dikhati he q ke aik smjhdar business man apni nakami per apna business nahi chorta bulkeh wo apne business me aur ziada mehnat aur lagan se kam kerta he takeh wo dobara nakami se se nikal ker kamyabi ke raste pe asakta he islie apni nakami se aik sabak hasil kro aur usi nakami ko mehnat ker ke kamyabi me convert ker do
              • #8 Collapse

                Re: Nakaami he kamyabi ka rasta dikhati hai.

                g han hamain is forum main nkam hony par dil chota nai karna chahye is forum main pahly learning karni ho gi tab hi hum achi trade karny main bi asani ho saky gi aur hamain market main rules ko mind main rakhna ho ga aur kamayb hony k liye mhnt karni ho gi tab hi hum achy say trade kar ksay hain aur market main bi ja k is forum main kam kar k hi hum sucess hon
                • #9 Collapse

                  Re: Nakaami he kamyabi ka rasta dikhati hai.

                  yes dear agar aap jab koi loss karte ho to is ka matlab ye nai k aap ne sirf loss kiya ha balke aap ne us me se bahot seekha b hota ha jis me aap ko pata chalta ha k aap ka jo loss howa ha is dafa us ki kiya waja ha mene kahan mistake ki ha, isse aap next kaam karne k dooran wo galti nai doraen ge , koi b kaam ha us me loss aur profit dono hote hen, lekin loss karne k bad aap 1 tajarba kar business man b bante ho, q k aap ne tough halaat ko face kiya hota ha.
                  • #10 Collapse

                    Re: Nakaami he kamyabi ka rasta dikhati hai.

                    ji bilkul aapane sahi kaha hai ki jab hamen Koi failure ka samna karna padta hai tuhi hamen bahut acchi tarah se lesson hasil hota hai next time I'm aur jyada acchi tarah se bartan kar paate Hain isliye Ham sabko acchi tarah se licensing karte rahana chahie aur chitra se baatein karte rahana chahie
                    • #11 Collapse

                      Re: Nakaami he kamyabi ka rasta dikhati hai.

                      mery khayal main to forex trading world ka sab sa mushkill bussness ha agar ap ko exprince nhe ha to ab ye exprince kahan sa aye ga or kasy ay ga ham jab trade karty han to hamen loss hota ha kun ka ham log galtiyan karty han nakam hoty han asal main yehe nakami hamari kamayabi ka sabab banti ha
                      • #12 Collapse

                        Re: Nakaami he kamyabi ka rasta dikhati hai.

                        Exactly aisa hi hai jo Girte Hain Wahi Kamyab hote hain na Kami hoti hai lekin Agar interest Lekar confidence Rocker apni working ko continue Rakha Jaaye to kamyabi Jarur mil Jaati Hai interest Ki Baat Hoti Hai Kisi bhi kam interest liya Jaaye time Diya Jaaye kamyabi mil Jaati Hai nakami Se Hi kamyabi milati Hai
                        • #13 Collapse

                          Re: Nakaami he kamyabi ka rasta dikhati hai.

                          Bilkul Jab Ham loss karte Hain Jab Ham Koi failure ka samna karte Hain To fir hamen idea hota hai ki Ham apni mistakes ko kaise thik kar sakte hain Hamare Jab andar mistakes find Ho jaati Hai To fir Ham unko thik karte hain aur fir Ham kamyabi ki taraf jaate Hain chahie behtarin tarika hota hai ki agar aap apne mistakes ko thik karte ho fir aap. Kamyab ho, sakte ho lekin agar aap aisa Nahin karte to fir aap apni life mein kabhi Kamyab Nahin ho sakte.
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Nakaami he kamyabi ka rasta dikhati hai.

                            Lose hona hamari nakami he aur usi lose ka pata lagana aur us lose hone se jo galti hwi Us ko dobara repeat na karna Kamyabi kehlati he ham kabhi bhi lose ko nazar andaz ni karna chaihe Hum apne lose se jitna seekh sakte hen aur kamyab hoskte hen utna ham apne profit se nhi sekh sakte hen hamari har trade lagane ki aik waja Honi chihe aur wo waja hame market ko analysis karne se hi milegi hum hamare stop lose lagani ki bhi aik jaga usi analysis se nilegi hame support aur ressitance par kam karna chaihe forex chart me yeh aik boht hi barhi umda jaga he trade karne ki.

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X