Risk ko management karne ki koshish kare

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Risk ko management karne ki koshish kare
    Aajkal market bahut unexpected hope kar rahi hai Hamen risk management karna chahie Agar Ham risky trading Karenge To Ham nuksan kar sakte hain Hamen risky trading Nahin Karni chahie balki Hamen money management ke mutabik trading karna Hogi money management ke mutabik trading Karke Ham market Mein in Rah sakte hain aur profit Hasil kar sakte hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Risk ko management karne ki koshish kare

    Risk ko management karna ki koshish kray aap ki baat bilkul theek hai forex mein risk management Kar ka trading kray gay tu aap ko kamyabi ho gi aaj Kal aap ko zayida risk Lana say loss ho sakta hai
    • #3 Collapse

      Re: Risk ko management karne ki koshish kare

      risk ko mange kar k hi trade karni ho gi tab hi hum achy say trade kar k hi hum palaning karni ho gi ta k earn karein gay aur expeienece ho ga tab hi hum market main kam karny k kabil ho sakty hain aur anlayse kar k hi hum achy say trade karny main bi koi prbllm na ho saky gi aur hamain emotion ko kabo main rakhna ho ga tab hi hum trade karny m ain bi asani ho
      • #4 Collapse

        Re: Risk ko management karne ki koshish kare

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Nazami پيغام ديکھيے
        Aajkal market bahut unexpected hope kar rahi hai Hamen risk management karna chahie Agar Ham risky trading Karenge To Ham nuksan kar sakte hain Hamen risky trading Nahin Karni chahie balki Hamen money management ke mutabik trading karna Hogi money management ke mutabik trading Karke Ham market Mein in Rah sakte hain aur profit Hasil kar sakte hain
        Risk ki management karne se hi hamari trading achi ho sakti hai aur agar Ham apni trading mein risk key management nahin karte Hain to hamari trading acchi nahin hoti hai hamen apne balance ko dekhte hue trading karni chahie jab Ham apne balance ke hisab se trading karte hain tab hi hamari trading faydemand hoti hai aur tabhi hamen kuchh kunafa mil sakta hai
        :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

        CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
        • #5 Collapse

          Re: Risk ko management karne ki koshish kare

          g dear ap ne thk kaha his keh hamen jitna ho ske hamare account ko safe rakhne me koshesh krna chahye qk agr account he wash ho jae to hum trading men he hisa ni le pawn ge to apni trading krne se pehle acha analysis kr lena chahye r apni lot size ko pairs ke movement ke mutabiq r account balance ke mutabiq he lgana chhaye r small lot he best hai
          • #6 Collapse

            Re: Risk ko management karne ki koshish kare

            dear friend forex trading aik risky business ha lekin risk bhi apko apnay account ballance k mutabik lena chayay aur apnay capital k hisab sa big risk kbi bhi na len keun k agr ap apnay account ballance ki bardasht sa ziada risk len gay to apka account wash bhi ho skta ha
            • #7 Collapse

              Re: Risk ko management karne ki koshish kare

              Je han, forex ma acct wash karwana bhot asan kam hai, but loss ma sy profit ko nikal kar lana bhot muskil kam hai, forex ma loss hota hai to ham panic ma chaly jaty hai or sochty hai k eska kio hal ni hai, hala k loss ko recover karna he asal experty hai,
              • #8 Collapse

                Re: Risk ko management karne ki koshish kare

                jab tak Ham acchi tarah se risk management nahin karte hain tab tak kam acchi tarah se trading nahin kar paate Hain isliye agar Ham sab acchi tarah se trading karna chahte hain to uske liye Ham sabko risk-management karni hogi tab hi Ham sab kamyabi hasil kar payenge
                • #9 Collapse

                  Re: Risk ko management karne ki koshish kare

                  FoRex Main kaamyaab Hoany k Liye Risk Management BhoT ZaRoori Hai is K Baghair Hum Naaaa hi kaamyaabi Haaasil kaR sakTay Hain Or Naaa hi AcvoUnt ko Wash HoNay Se Bachaaa SakTay Hain To HumEn BhoT Hi Ehtyaat Se Trade KaRni Chaahiye oR SoCh Samajh KaR Or Achi taRhaaa Analise kaRnay k Baaad hi Trade LaGaani Chaahiye....
                  • #10 Collapse

                    Re: Risk ko management karne ki koshish kare

                    Risk management is actually visible. Are you managing what you were doing as per your own style, if you are not waiting on the call then it will be much better but in this you will be like tomorrow.
                    • #11 Collapse

                      Re: Risk ko management karne ki koshish kare

                      Bilkul risk ko manage karna acchi BT h agar hm risk ko manage Kar Letty Hein to hm khud ko Acha or Successful trader bna skty Hein yh BT hmary liay impotratnt h hmain isko mind m rakh k Kam karna chahye h jiski base p hm n khud ko Successful trader bnana h yh sari chezain hmain mind m rakh k agy chlna h or stable karna h khud ko
                      • #12 Collapse

                        Re: Risk ko management karne ki koshish kare

                        hamy risk ko manage kar ky is main kam karny ka risk lena chahey pher hi ham kamyab ho sakty hain or acha bons hasil kar sakty hain yai aik asa business hain jis main kam karn ky liye hamy kisi be office jany ki zarort nahi hoti ham apny ga beth kar is main is main kam kar sakty hain yai students or house wife or poors man ky liye aik acha business hain
                        • #13 Collapse

                          Re: Risk ko management karne ki koshish kare

                          forex main hum live kam kar kay hum es main boht sa pisa kmaty hain our hum es main apne zrurton ko pora karty hain forex main account ko wash karwana boht aasan hain boht loss main be profet ko nekal kar lina be boht mushkl hain es ley humain es main kam arny kay ley es main knowledge ka our humain es main experience ka hona boht zrure hain to he hum es main kamjab ho skty hain
                          • #14 Collapse

                            Re: Risk ko management karne ki koshish kare

                            mere khayal me forex me risk nai lena chaiye q k aksar trader jab 1 ya 2 trades lagate hen aur trade profitkar rahi hoti ha, lekin lalach kar k trade close nai karte k mazeed is trade se gain karen, to is tara loss hone ka khadsha b hota ha, ya kuch trader 1 hi time 4, 5 trades 1 sath laga dete hen ziada earn karne k chakar me lekin agar market un k soch k ulat chali gai to bara nukasaan ho sakta ha. is liye risk na len aur soch samj k trade karen,
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Risk ko management karne ki koshish kare

                              risk management karna bahut jaruri Hota jab tak aap risk management nahin karenge tab tak aapko kamyabi hasil nahin hogi aur ISI vajah se aap acchi trading mein nahin kar payenge agar aapane ki training karni hai to aapko risk-management karni hogi

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X