Luck is good but the greed is very harmful for trading.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    bro ap ka sawal bohet he achah ey me ap ky sawal se agree hun ye ek bohet he acha busness hey as pr ap ek ache trader or ap ke kismat pr depand krta hey
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Greed can curse you very badly, Forex is enemy of greedy people and friend of the people who have ability of patience. s say insan hmaesha pashtata ha kbhi bhi faida nhi hota
       
      • #18 Collapse

        luck ka forex trading main bohat impact hai or is se ham kafi profit bhi earn kar sakte hain lekin hame kabhi bhi greed nahi karni chahie kun e greed ki waja se ham apne trading main loss kar sakte hain
        • #19 Collapse

          Well all my friends you are absolutely right is ka zikr her bar kiya gaya hai forex mai luck hamesha saath nahi deta oe aap ko greed sai hamesha bachna chahye.
          • #20 Collapse

            g han dost ap ki bt bhe theek hai k luck acha ho to ap ko profit he profit hota or kuch nahi. lakin greed to insan ka dusman hai.ap koi bhe kam kro ap ko is kam sy phly he us ka phal k bary main nahi sochna caheya q k yeh kam boht galat hai...........
            • #21 Collapse

              off course luck be chalta hai magar lucks sy zayda ap ke apney mahnat ke zarorat hotey hai q k agar ap mahnat karay ge aur seekay ge in order to ap ka greed auto per control hoga aur ap kamyab hoge
              • #22 Collapse

                Forex trading mein greed bohat hi dangerous hai or Luck per depend kerna b theek nai hai q k Forex trading mein luck nai experience or knowledge chalti hai or agar humare pass nai yhe sub to hum just luck se trading achi nai ker sakte or greed to must hum ko avoid kerni ho gi trading mein.
                • #23 Collapse

                  yes dear ap ny thek kaha hy luck ap ko itna loss nahi deta jitna k greed deta hy luck py ap kam trade lagaen gy jub k greed me ap zyada lot size ki trading lagaty hen
                  • #24 Collapse

                    Assalam 0 Alaikum jee han sir apne bilkul thk kaha hai , me apsy agree karta hoon , to humein humesha greed sy bach kar kaam karna chahiye q k ye aik bussiness man k liye aik bht bara dushman hai jo hmare loss hi krwata hai
                    • #25 Collapse

                      jee bilkul theek hai trading mein aap ka luck bohot zeyada ehmiyat rakhta hai aap ka luck aap ko bohot uper bhee lay ja skta hai or boht neechay bhee pohncha sakta hai or doosra greed aap ka luck jitna bhee acha ho greed phir bhee aap ko loss he daita hai
                      • #26 Collapse

                        han forex main apki luck b bohat kam atii haa but thora intezaar krna parta positive main trade aa jati haa but jis ki luck achii hoo wo bohat jaldi income zayada kr lata haa mere kafi frends say asay bnay hain
                        • #27 Collapse

                          bro ap ka sawal bohet he acha hey luck pr kismat ka depand hota hey ager ap ka luch kam kr rha hey to ap work kr sakty hen wrna ap ke kismat hey
                          • #28 Collapse

                            trading kerna k liye apko luck ki zarorat perti hy lekin agger app greed se kaam lenge tu ye apke liye bilkul bhi profitable nhi hy apko kabhi bhi loss ho sakta hy aur app ko is baat ka yakeen hona chaye k loss zarori bhi hota hy somtime.,.
                            • #29 Collapse

                              je han dosto lalch to buht buri cheez hy or es sy bachna caheay lalch ma aky apna he nuqsan hota hy...or rahe bat luck ke to han apni apni kismat hoti hy ....
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                yes dear me ap ki bat se agree krta hon luck bhot zarori ha bhot acha ha insan ke lye but greed bhot harmfull ha ur jis ke andar a jaey asan ni jata aur greed se humen bhot nuqsan ho jata ha aur ham bhot kuch kho dete hain

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X