Small trading se confidence zyada approved hota hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Small trading se confidence zyada approved hota hai

    confidance se trading karne kay Lie hame small lot kay sath money managmetn rules ko follow karenge tab hi hame forex trading me confidence aega aur ham forex trading me under pressure bi nhi honge is tarha trade karne sa hame lose nhi hoga hame chaihe kay hum 100$ account par ziada se ziada 0.20 ki trade lagae is lot size se hame upar bilkul bhi nahi jana chaihe agr hum is lot se upar jate hen To hame lose hoskta he aur mumkin hai ke hamara account be wash hojae esa karne se behtr hen hum trading chote lot par karte rahen
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Small trading se confidence zyada approved hota hai

      trading mn lot size hamesha small he rakhna chahye. aur waisy bhi agar account balance kafi ziada ho to bhi trading mn lot size small he rakhen kiyon ky is sy beshak profit kam hota hy magar ap ko bara loss kabhi bhi ni hoga, thora boht loss ho ga jo ky recover bhi asani sy ho jay ga.
      • #18 Collapse

        Re: Small trading se confidence zyada approved hota hai

        main ap ki bat say agree hn bahi jan ku k ager hum aik dam say hi bari trades lagna suru kar dayn gain to hum kabhi kamyab nahi ho sakty ur humain loss ka samna karna par sakta hay is lia zaroori hay k hum samll trading say strat karyn tak acha exprience milay ur apni trade statege say hum profit gain kar sakyn.
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #19 Collapse

          Re: Small trading se confidence zyada approved hota hai

          g han ap nay shi ha hy agar hum small trading kurtay hain to es say humara confidence bhi zyada ho jatahu es lyay agar humaray pas confidence nh hy to hum es main small trade kur kay acha confidenc bhi gain kur saktay haain to humain es maain aisa he kurna chahiyaaay or es main humain hur woh kam kurna chahiyay jis say humain acha faida gain hota hy es lyay humaiun es main aisa he kurna chahiyay or es main humain confidence gain kurnaay kay liyay small trade ;gay or achi success bhi gain kuray or kamyabi bhi gain ho jay gi

          اب آن لائن

          Working...
          X