What is support and resistance level
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    What is support and resistance level
    Aoa...m umeed karta hm app SB log khariyat s hngy or thek gUzar rhi hogii mjhy btein kh support or resistance level Kia h
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: What is support and resistance level

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Anees123 پيغام ديکھيے
    Aoa...m umeed karta hm app SB log khariyat s hngy or thek gUzar rhi hogii mjhy btein kh support or resistance level Kia h
    jahan say nechy say market uthti hai wo support hoti hai our jab oper jes level say nechy girti hai wo resistance hoti hai our ye level app kisi bhe time frame main nikal sagty hain un main her aik ka reaction our target our stop loss alag alag hota hai jesay k weekly ka resistance level app ko long sell ya buy day ga wesay app baki level bhe nikal sagty hain
    • #3 Collapse

      Re: What is support and resistance level

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Anees123 پيغام ديکھيے
      Aoa...m umeed karta hm app SB log khariyat s hngy or thek gUzar rhi hogii mjhy btein kh support or resistance level Kia h
      yah market ke bahut hi important levels hote hain support and resistance ke bare mein hamara knowledge hona bahut important hai agar Ham support and resistance ke bare mein knowledge nahin rakhte Hain to Ham successful trading nahin kar sakte hain market job 1 level ko again and again touch kar rahi hoti hai aur market use level per job karti hai to vah ek support resistance level banta hai agar price ke aap yah level ban raha hai to Ham use resistance level kahate Hain aur agar price ke down Jay level banta hai to Ham use support level kehte hain
      • #4 Collapse

        Re: What is support and resistance level

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Anees123 پيغام ديکھيے
        Aoa...m umeed karta hm app SB log khariyat s hngy or thek gUzar rhi hogii mjhy btein kh support or resistance level Kia h
        Hamesha support aur resistance trading karni chahie is se hamen achha munafa mil sakta hai support ka matlab hota hai ki ki market jo sabse niche movement karti hai aur Jahan per aakar market ruk jaati hai to Ham use ko support kahate Hain aur market jab upar chali jaati hai aur upar jakar Jahan per market ruk jaati hai to use Ham resistance kahate Hain hamen iske bare mein pata hona chahie jab Ham char ko bar bar dekhenge to tab hi hamen iska pata chalega isiliye hamen practice karni padati hai aap jab tak practice nahin karenge to aap ine baton ko nahin samajh payenge
        :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

        CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
        • #5 Collapse

          Re: What is support and resistance level

          Dear jahan per akser market pounch ker ruk jati hai aur chand points kay ander hi move kkerti rehti hai tou woh uss ka support ya resistance level hota hai agar market ouper ko jatay huay rukti hai tou woh level reasistance ho ga aur agar meechay jatay huay market rukti hai tou woh support level hota hai
          • #6 Collapse

            Re: What is support and resistance level

            Jahan tak mera knowledge hai to support aur resistance 1 indicator Hai Jisko market bahut follow karti hai agar Ham successful trading karna chahte hain to hamen bhi support aur resistance levels ko samajhne ki koshish Karni Hogi aur unke according trading Karni Hogi Jab Ham support and resistance level ko samajhkar working Karenge to hamare liye Apne trading co successful banana bahut hi Aasan ho jaega
            • #7 Collapse

              Re: What is support and resistance level

              agar yah spot and resistance ki baat ki jaaye to yah 1 strategy hoti hai market ki movement hoti hai usko samajh ke Ham bahut acchi tarah se trading kar paate Hain support and resistance main market jab down ko jati hai to fir dubara wapas aapko aati hai aur Jahan se down jaati hai vahan tak hi up wapas aati hai
              • #8 Collapse

                Re: What is support and resistance level

                Support our resistance Hota Hai Jab market niche ki taraf ja rahi hoti hai aur job support Lekar up ke Taraf jaati hai to ja support level hota hai break market karti hai aur Wapas Chali jaati hai aur jab market Upar ja rahi hoti hai aur niche ki taraf movement ekdum Karti Hai To fir yah resistance level Hota Hai
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Re: What is support and resistance level

                  SUPPORT AND RESISTANCE LEVEL HUMAIN KHOD HE BNANA HOTEY HAIN HER TRADE MAIN
                  sUPPORT LEVEL JAB APKI MARKET KISI EK POINT SE UTH KAR OPER JATI HAI TO JIS LEVEL SE WOH UTHNA START KARTI HAI USKO SUPPORT KEHTE HAIN
                  RESISTANCE LEVEL JAB MARKET OPAR JATEY HOVEY KISI EK LEVEL PER JA KAR RUKTI HAI OR WAHAN SE NECHEY HE REHTI HAI TO JIS POINT PER RUKI US K KUCH OPAR APKA RESISTANCE LEVEL BANEY GA YEH HAR INDICATOR APKO SHOW KRATA HAI JAB AP TECHNICAL ANLAYSIS KREN GY TAB AP YEH KHUD BHI NIKAL SAKEN GY

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X