Always follow the support and resistance level
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Always follow the support and resistance level
    Trading mein hamen always hi support and resistance levels ko follow karna chahie kyunki market support and resistance level ke between hi flouting karti hai aur agar Ham support and resistance level per apne entry-point lete hain aur apne take profit ko rakhte Hain to hamen success ke kafi chances milte Hain market jab ek support level se breakout karti hai to next support level Tak jaati hai aur agar ek register se break karti hai to support level kotak karti hai isliye hamen entry point Support and resistance bhi leni chahie aur apne take profit aur stop loss bhi support and resistance per rakhni chahie
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Always follow the support and resistance level

    ji Bhai main aapki baat se hundred percent aagrah karta hun Forex mein agar koi chij hai to vah support and resistance hai agar aap support aur resistance ko Nahin follow karte to mere khyal mein aapka majak bhi nahin ho sakte technically to uska yah kaisa hai aur support aur resistance ki ahmiyat hai vah bahut jyada hai aur mere khyal mein hamen koi ignore nahin karna chahie aur jitni jyada ho sake aap se support aur resistance per work Karen aur iski aapko bahut acche result milenge
    Clifford Trading journal
    • #3 Collapse

      Re: Always follow the support and resistance level

      support aur resistance hamare liye vakai bahut faydemand hote hain isliye hamen ine per kab karna chahie kyunki ine per kam karne se hamen bahut jyada fayda mil sakta hai hamen chahie ki Ham ine per apni trade ko Kiya Karen ine per trading karne se hamen kafi achcha munafa mil sakta hai aur hamen nuksan ke chance bhi kam hote hain isliye hamen inko Deni chahie
      :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

      CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
      • #4 Collapse

        Re: Always follow the support and resistance level

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Bonus Prince پيغام ديکھيے
        Trading mein hamen always hi support and resistance levels ko follow karna chahie kyunki market support and resistance level ke between hi flouting karti hai aur agar Ham support and resistance level per apne entry-point lete hain aur apne take profit ko rakhte Hain to hamen success ke kafi chances milte Hain market jab ek support level se breakout karti hai to next support level Tak jaati hai aur agar ek register se break karti hai to support level kotak karti hai isliye hamen entry point Support and resistance bhi leni chahie aur apne take profit aur stop loss bhi support and resistance per rakhni chahie
        yes my dear humean forex main chart reading main support and resistance ko follow ker k trades leni chahain pher he us main hum ache trades lay pain gay our humean us main support say buy our resistance say kisi bhe pair ko sell kerna chahy our stop loss us support ya resistance k oper ya nechy hona chahay our pher us ko apny target tak hold rakhna chahay
        • #5 Collapse

          Re: Always follow the support and resistance level

          hamy best experience or knowledge hasil kar ky support or resistance ko follow kar ky is main mehant sy kam karna chahey pher hi ham kamyab ho sakty hain or acha bonus hasil kar sakty hain ham is main out off cost account bana kar be kam kar sakty hain yai aik asa business hain jis main kam kam karny ky liye hamy kisi be office jany ki zarort nahi hoti
          • #6 Collapse

            Re: Always follow the support and resistance level

            forex 1 aasan business hain hum es main part time be kam kar skty haum hum es main full time be kam kar skty hain humain es main kam karny kay ley humain es main bohtr manhat skam karna ho ga to he hum es ain kam kar kay hum es main sucess ho skty hain hum es main den main be kam kar skty hain hum es main rat main be kam kar skty hainya 1 on line business hain
            • #7 Collapse

              Re: Always follow the support and resistance level

              Trading kerty huy support r ressistance level ko bhi mady nazer rakha jay lakin aj kal markete jis way main move ker rahi hai to is ne support r ressistance level ko bhi crash ker diya tha to boht soch samjh ker trading karen jald bazi hargiz na ki jay trading k liye saber se kam lena chahye r trade main stop loss r take profit ka use bhi isi hisab se karen
              • #8 Collapse

                Re: Always follow the support and resistance level

                G dear ap ne sahi kaha he ke trading kerte hue hamesha support and resistance level ko follow kerna chahie kion ke hamesha market support and resistance level ke through flouting kerti he aur jab bhi market support level pe ho to hamen entry point lena chahie aur acha profit pe close kerna chahie ager ham support and resistance level ko follow kerte hue entry point lete hen to ham acha profit earn ker sakte hen
                • #9 Collapse

                  Re: Always follow the support and resistance level

                  Forex ak online bussnis a jasa k huma malom ha ka hum is ma zaida kam karan ga to zaida buns b hasil kar sakta han or hum dusron k knowlege ma izafa kar sakta han
                  • #10 Collapse

                    Re: Always follow the support and resistance level

                    Friend aapane Sahi kaha hai Hamen support aur resistance level ko Forex trading ke andar maximum follow karne ki koshish Karni chahie Kyunki yah market ki movement ka sahi batate hain Jiski according Ham trading karke bahut accha profit Hasil karne Ke Kabil ho sakte hain isliye Jo members trading co successful banana Chahte Hain unhen chahie ki trading mein support resistance level ko samajhne ki koshish karen aur usko follow karte hue trading Karke Achcha fayda Hasil Karen
                    • #11 Collapse

                      Re: Always follow the support and resistance level

                      Aapane acchi baat ki hai Hamen apni trading mein support aur resistance ko follow karne ki koshish Karni chahie Kyunki yah levels Aise level hai jo Hamen acchi kamyabi de sakte hain aur jo member in levels ko apni trading Mein follow Karte Hain ke according apni trade open aur close karte hain UN members ke liye acchi kamyabi Hasil karna aur apne trade co successful banana Koi masla Nahin rahata
                      • #12 Collapse

                        Re: Always follow the support and resistance level

                        ji bilkul aap sabko support and resistance per focus rakhna chahie ya market ki bahut acchi hoti hai Jahan per aap bahut acchi tarah se trading kar paate hain jaise hi yah munh hoti hai bahut sare trader se bahut acchi trading karke bahut acchi earning kar paate unko bahut achcha profit Hota hai
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Always follow the support and resistance level

                          Market ko Dekhte Rahana chahie Jab market support level per jakar break karti hai ya resistant ko Touch Karke Wapas reverse Leti Hai To tab best entry ka Option hota hai abhi market trend mein chal rahi hai lekin gold mein support level hit Karke market Wapas reverse Legi use Waqt best entry ka option hai

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X