Trading karte hue hamari kismat bahut kam kam karti hai lekin hamara to the tajurba jyada kam karta hai agar ham trading mein kismat aazma ke rahenge to Ham apna nuksan kar denge aur hamen kuchh fayda nahin milega aur na hi Ham munafa Kama sakte hain aur agar ham apni tajurba pay trading karte Hain to tab hi Ham kamyab Ho paate hain aur tab hi Ham is kam se accha munafa Le sakte hain
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим