Trading mein hamara sabse bada ustad hamara nuksan hota hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading mein hamara sabse bada ustad hamara nuksan hota hai
    Trading karte hue hamen kafi bar nuksan ho jata hai aur kabhi kabhi to hamen itna jyada nuksan ho jata hai ki Ham usko pura bhi nahin kar sakte hain isliye hamen chahie ke agar hamen trading mein nuksan hota hai to hamen apne nuksan se sikhane ki koshish karni chahie jab tak Ham apne nuksan se nahin sikhenge tab tak Ham kisi aur vajah se nahin Sikh sakte hain kyunki nuksan hi hamara sabse bada ustad hota hai aur jitna Ham apne nuksan se Sikh sakte hain itna Ham kisi aur vajah se nahin Sikh sakte hain
    :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

    CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading mein hamara sabse bada ustad hamara nuksan hota hai

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Khan70 پيغام ديکھيے
    Trading karte hue hamen kafi bar nuksan ho jata hai aur kabhi kabhi to hamen itna jyada nuksan ho jata hai ki Ham usko pura bhi nahin kar sakte hain isliye hamen chahie ke agar hamen trading mein nuksan hota hai to hamen apne nuksan se sikhane ki koshish karni chahie jab tak Ham apne nuksan se nahin sikhenge tab tak Ham kisi aur vajah se nahin Sikh sakte hain kyunki nuksan hi hamara sabse bada ustad hota hai aur jitna Ham apne nuksan se Sikh sakte hain itna Ham kisi aur vajah se nahin Sikh sakte hain
    Yes brother you are right over loss is a big teacher for ushamen apne loss ko samajhna chahie ki hamen loss kis vajah se Ho Raha hai jab hamen apne loss ke reason ka pata chal jata hai then he Ham profitable trading kar sakte hain aur apne loss ko recover kar sakte hain aur agar Ham apne loss ko important nahin lete Hain to din hamari trading good nahin ho sakti hai kyunki ki good trading ke liye hamen apne loss aur apni mistakes se learning karne ki koshish karni chahie aur hamari mistake aur loss hamari learning ke liye bahut important hai
    • #3 Collapse

      Re: Trading mein hamara sabse bada ustad hamara nuksan hota hai

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Khan70 پيغام ديکھيے
      Trading karte hue hamen kafi bar nuksan ho jata hai aur kabhi kabhi to hamen itna jyada nuksan ho jata hai ki Ham usko pura bhi nahin kar sakte hain isliye hamen chahie ke agar hamen trading mein nuksan hota hai to hamen apne nuksan se sikhane ki koshish karni chahie jab tak Ham apne nuksan se nahin sikhenge tab tak Ham kisi aur vajah se nahin Sikh sakte hain kyunki nuksan hi hamara sabse bada ustad hota hai aur jitna Ham apne nuksan se Sikh sakte hain itna Ham kisi aur vajah se nahin Sikh sakte hain
      dear easa he hai jab app ko forex main loss hota hai to pher us say app forex main both khuch siekhty hain our us main jo apni ghaltiain ko dhorata hai to pher us ko bhe loss pay loss hota rheta hai app us main mehnat krean our pher he app us main apni mistake say seikhain gay to pher he us main ap ko ache earning ho geee
      • #4 Collapse

        Re: Trading mein hamara sabse bada ustad hamara nuksan hota hai

        is forum main hamain har jeet otu sath sath hoti hai so hamain is main learning karni ho gi aur is forum main planing karni ho gi ta k earn karien gay aur demo main practice karni ho gi tab hi hum achi trade karien gy aur demo main practice karni ho gi tab hi hum achi trde karny k kabil ho sakty hain aur is forum main rules ko mind main rakhna ho ga ta k earn ho
        • #5 Collapse

          Re: Trading mein hamara sabse bada ustad hamara nuksan hota hai

          loss hamra sab sy bara ustad hain hamy s sy learning hasil karni chahey hamy best experience or knowedge hasil kar ky is main mehant sy kam karna chahey pher hi ham success gain kar sakty hain or acha profit haasil kar ky apni life sy gurbat ko kathem kar sakty hain ham is main apni marzi sy din yai raat main kisi be waqt kam kar sakty hain
          • #6 Collapse

            Re: Trading mein hamara sabse bada ustad hamara nuksan hota hai

            G han forex trading men loss business ka hissa hey iss liay her kisi ko loss ho jata hey iss liay jo log loss ko serious letey hen aur loss se seekhnay ki koshish kartay hen loss unn ko bahut kuch sikha deta hey iss liay loss bhi hamara teacher hey kiun k kamyab traders ki kamyabi ka raaz hi yehi hey k woh loss se bhi seekhtay hen
            • #7 Collapse

              Re: Trading mein hamara sabse bada ustad hamara nuksan hota hai

              Ji ha dear sahi kha hy aap ny jab kisi members ko loss hota tab hi voh acha knowledge hasil kr sakta hy dear forex trading mein loss ho hu.ara San sy bra ustad hy dear humy apny loss st sabaq hasil krna chaiy aur is ki recover krny kleiy bhi bhaut zyada mhenat krni chaiy aur hony wali mistake ko dur krny ki koshish krni chaiy
              • #8 Collapse

                Re: Trading mein hamara sabse bada ustad hamara nuksan hota hai

                ji Bhai main aapki baat se hundred percent aagrah karta hun trading mein hamara sabse bada teacher hamari mistake se jo hamen mistakes karte hain agar hamen mistake se sikhe to main ummid karta Hun vah dobara mistake ham Nahin karenge aur is Tarah ham Forex trading mein kamjor ho sakte hain badi aasani se aur badi jaldi se to main bhi yahi kahunga ki aap apni galti se sikhe aur Galti ho gai ignore na Karen balki aap Jo bhi Galti karte hain usko apni diary mein save karne ja apne pass kaise aur jagah per sev kar le taki vah different voice Na ho is Tarah aapas mein bahut achha kamyabi hasil kar sakte hain
                Clifford Trading journal
                • #9 Collapse

                  Re: Trading mein hamara sabse bada ustad hamara nuksan hota hai

                  Gee haan humain forex mein loss tou sub ko hota hai lakin iss ko kaisay khatam kerna hai iss per koi nahin sochta agar hum forex mein apnay loss ko hi apna ustaad bana lain tou hum forex mein kamyab ho saktay hain aur apnay loss ko kam ker kay khatam bhi ker saktay hain iss lyye loss sae seekhain
                  • #10 Collapse

                    Re: Trading mein hamara sabse bada ustad hamara nuksan hota hai

                    Yash friends aapki baat bilkul theek hai hi ki trading Mein Hamara sabse bada Ustad Hamara experience hota hai na K loss Agar aapko experience Nahin Hai hi aapko last ka hi Samna karna hoga jisse aapko ho sakta hai
                    • #11 Collapse

                      Re: Trading mein hamara sabse bada ustad hamara nuksan hota hai

                      Assalamu Alaikum Forex member Forex 1 online business hi Forex Mein Hamara nuksan hi Hamara sabse bada Ustad Hota Hai Ham Apne nuksan se Kitni e knowledge Aasan kar sakte hain Itni Ham Kisi Aur chij se nahin Hasil kar sakte Forex Forex Mein Hamen main aapke sath kam karna hota hai aur apni mistake ko recover karne ke liye Hamen Jyada mehnat ki jarurat hoti hai Kabhi Kabhi To Hamara nuksan Hamara account he was kar dete Hain per Hamen Sabak Sikha deta hai ki Humne kaun si galti ki hai aur Kis vajah Se Hamara nuksan Hua Hai
                      • #12 Collapse

                        Re: Trading mein hamara sabse bada ustad hamara nuksan hota hai

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: Khan70 پيغام ديکھيے
                        Trading karte hue hamen kafi bar nuksan ho jata hai aur kabhi kabhi to hamen itna jyada nuksan ho jata hai ki Ham usko pura bhi nahin kar sakte hain isliye hamen chahie ke agar hamen trading mein nuksan hota hai to hamen apne nuksan se sikhane ki koshish karni chahie jab tak Ham apne nuksan se nahin sikhenge tab tak Ham kisi aur vajah se nahin Sikh sakte hain kyunki nuksan hi hamara sabse bada ustad hota hai aur jitna Ham apne nuksan se Sikh sakte hain itna Ham kisi aur vajah se nahin Sikh sakte hain




                        Asslam o alaikum dear forex member gee blkul haamara sab sayy ustaad hamra loss hay is liye apnay loss sekho ayr aur usko jaancho kay apko kis wajaa se loss howaa hay aur konsi mistakes howa hay ussko improve kr logayy to aap is traah hsr tips ko improve kr lo gayy air is traah kaamybi b aapka mukaddar bnegaa...
                        Visit My Profile
                        • #13 Collapse

                          Re: Trading mein hamara sabse bada ustad hamara nuksan hota hai

                          Forex trading business Mein Jab Ham mistake Karte Hain To Hamen nuksan hota hai agar Ham Apne mistakes ko note Karenge aur apne mistakes ko Dobara reply Nahin Karenge to ham har dafa acchi trading ko possible banaa sakte hain Hamen koshish Yahi Karni chahie ki Ham apni galtiyan ko improve Karen aur apne mistakes learning Karte Rahen
                          • #14 Collapse

                            Re: Trading mein hamara sabse bada ustad hamara nuksan hota hai

                            aapane bilkul theek kaha hai trading Mein Hamara sabse bada teacher Hamari Apne hi nuksan hote hain Hamara apna hi loss hota hai Hamen koshish Karni chahie kya apne is teacher se Jitna ho sake Naliya Hasil karne ki koshish karen aur accha experience Hasil karne ki koshish karen Kyunki Itna Achcha knowledge or experience Hamara yah teacher Hamen provide kar sakta hai utna Achcha Ham Kisi Se Hasil nahin kar sakte isliye Hamen per nuksan se pareshan Nahin Dal Ke knowledge or experience Hasil karne ki koshish Karni chahie
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Trading mein hamara sabse bada ustad hamara nuksan hota hai

                              Job trading karte hain market Mein profit ho yaar loss ko sikhane ko hi Milta Hai Jab market Mein loss hota hai FIR Ham dekhte hain kis mistake ki vajah se loss hua hai use per learning karte hain FIR Jyada sikhane Ko Milta Hai trading Karte Rahane se hi Apna experience improve hota hai touch Rahana chahie trading karne se

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X