Forex market men aik usdzar currency strong ho rahi hey

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex market men aik usdzar currency strong ho rahi hey
    Dear friends agar ap ne poori market ko dekha hey tu market ki iss situation men saray pairs week huway hen lekin currency pairs men aik usdzar currency aesi hey jo musalsal up move kar k strong ho rahi hey baki pairs Corona viras ki waja se musalsal down move kar rahay hen
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex market men aik usdzar currency strong ho rahi hey

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Daari shah پيغام ديکھيے

    wesay to boht c currency hain usdzar ko hum Exotic pair main lety hain our ye boht he ache currency hain par major our cross currency k mukablay main us main move zeada hote hai our humery jesay k chotay account hoty hain to humean us main trade nahe kerni chahy koin k us main loss ka dar zeada hota hai our move ki khuch khas samjh nahe ati hai
    • #3 Collapse

      Re: Forex market men aik usdzar currency strong ho rahi hey

      Dear agr hum dekhain too aaj kal 3 sy 4 currencies esi hain joo is wakt strong hoo rahe hain keun k k oil aur gold bahoot mechy aya hy aur us main hum kaam kar sakty hain keun k forex main kaam aap apny knowledge k hisab sy karty hain aaj kal forex main bahoot zyada halat khrab hain
      • #4 Collapse

        Re: Forex market men aik usdzar currency strong ho rahi hey

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Daari shah پيغام ديکھيے
        Dear friends agar ap ne poori market ko dekha hey tu market ki iss situation men saray pairs week huway hen lekin currency pairs men aik usdzar currency aesi hey jo musalsal up move kar k strong ho rahi hey baki pairs Corona viras ki waja se musalsal down move kar rahay hen
        Forex mein different currencies hai aur koi strong hoti hai to koi bhi hoti hai bahut si currency ek dusre ke against chalte Hain isliye hamen kisi pair ko trade karte hue hamen acchi tarah se uske analyses kar rahe hote Hain jab hamare analyses good hote hain dhan hi hamen good results milte Hain aur agar hamare analyses good nahin hote FIR hamen good results nahin Mil sakte hain
        • #5 Collapse

          Re: Forex market men aik usdzar currency strong ho rahi hey

          zar bhi aur dollar buhat strong ho raha hai hmain har currency pe aur har pair pe profit ho sakta hai aur loss bhi ho sakta hai lekin agar ham ne mehnat karni hai aur acha kaam karna hai kyon ke agar ham en mehnat nahi karni to ham kabhi bhi kameyab nahi ho sakte agar ham chahte hain ke ham kameyab hon to hmain mehnat karni hai
          • #6 Collapse

            Re: Forex market men aik usdzar currency strong ho rahi hey

            Ajkal market m bht low halat h Dil b Ni karta trade lgany ko Jo market m currency strong ho rhii h app logn ko chahye KH app log us p focus krein or nzar rakhein or phr using benefit gain karny ki try krein yh bht he Kamal hojaega agar app istdha ki market m b benfit hasil Kar jatty Hein to phr achy trader bn skty bs check karty jaen sth
            • #7 Collapse

              Re: Forex market men aik usdzar currency strong ho rahi hey

              Jii haan dear bilkul forex trading ky andr bhot sarii curnisis pair hoty hain har mulkon ky aony aony hoty hain jo kabhio bhe ik dosryy ky sath nh chalty hain baljy mukhalif simat main chlty gain aur isii trha usd zar jiss trha aonyy kahaa haii yhe down jaa rhii haii iss ky sath gii khuch pair khuch curnisis ooar bhe jaa rhii hain ..
              • #8 Collapse

                Re: Forex market men aik usdzar currency strong ho rahi hey

                No dear sirf aik currency usdzar up nhi hua balkeh usdjpy usdcad usdsgd aur bhi aisy pairs hein jin mein upward movement hvi hai waisy eurgbp eurnzd euraud bhi boht up hvy hein jis mein sellers ko boht loss hua hai ye sb corona virus ki waja se hho rha hai pta nhi ye kb khtm hoga kionkeh is ki waja se traders loss mein ja rhy hein.
                • #9 Collapse

                  Re: Forex market men aik usdzar currency strong ho rahi hey

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: Daari shah پيغام ديکھيے
                  Dear friends agar ap ne poori market ko dekha hey tu market ki iss situation men saray pairs week huway hen lekin currency pairs men aik usdzar currency aesi hey jo musalsal up move kar k strong ho rahi hey baki pairs Corona viras ki waja se musalsal down move kar rahay hen
                  Forex mein bahut si currencies hai kuchh currency is strong hoti hain aur kuchh currency week hoti hain Jain countries mein main acche work hote hain aur jo country Taki kara hota hai to uski currency bhi strong hoti hai aur jo country e niche ja Raha hota hai jismein tarkki nahin hoti hai Koi bimari jaaye phata jaati hai to uski currency bhi week Ho jaati hai isliye hamen fundamental analysis karne chahie yah hamare liye faydemand hote Hain
                  :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

                  CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex market men aik usdzar currency strong ho rahi hey

                    Dear forex market mein jitnay bhi USD pairs hain jin kay start mein USD hai woh sub currency pairs strong ho rahay hain kyun kay inn pairs ki movement dollar kay sath hoti hai aur iss waqt forex mein dollar strong ho raha hai aur hum sirf inn mein hi buy ki trade ker saktay hain baqi tou poori market down ja rahi hai
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex market men aik usdzar currency strong ho rahi hey

                      Ji aaaap ki Baast Sahi Hai Usdzar Kaaafi strong ho Gai Hai Q k Yeh Buy Main Kaaafi Zyaada moVe kaR Chukaaaa Hai Or sellers k LiYe Yeh Best TimE Hain Ab Sell LaGaaa KaR kaaafi Achaaa proFit Haaaasil KoYaaa Jaaa Saktaaa Hai Or Kaaaafi Achi TaRhaaa Teade KaR k Hum Kaaafi Achi Earning kaR sakTay Hain....
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex market men aik usdzar currency strong ho rahi hey

                        Thanks aapane Apna currency pairs ke bare mein Achcha analysis share Kiya Ja junior members ke liye ek bahut hi helping per hai Hamen chahie ki Yahan per small term trading Karke short term trading Kar Ke kya fayda Hasil karne ki koshish karen Taki Ham Ko pura karne Ke Kabil Ho Jaaye aur forex market Mein is Waqt Achcha profit Hasil karna mushkil hi nahin balki Namumkin bhi ho raha hai Kyunki is AC market ki situation bahut
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex market men aik usdzar currency strong ho rahi hey

                          Ji haan Corona Virus ki vajah se market unexpected mauve kar rahe hai koi currency pairs Achcha move kar raha hai to Koi oye downside move kar raha hai Hamen trading karne se pahle market ko acchi Tarah Se charge kar lena chahie aur money management ke mutabik trading karne ki koshish Karni chahie
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex market men aik usdzar currency strong ho rahi hey

                            forest mein abhi tak ke kisi bhi baat ki koi bhi confirm news nahin mil rahi hai market bahut jyada complicated ho chuki hai bahut sare members ko market ko analyses karne mein bahut sari problems ko face karna pad raha hai isliye Ham sab ko bhi Sabar ke jat market kaun analysis karte rahana chahie
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Forex market men aik usdzar currency strong ho rahi hey

                              Usdcad currency ajkal bhot achi jaa rahi hy pak forex trading business men gold aor Crued oil ki markeet very Dangours hy but Currency pe ager Trading karein gay tu hi good profit asaani sy hi acha trah Say Hi Good Success asaani SY Hi Hasil hogi pak forex trading business bhot acha business hy achi Success good Trad Currency pe laga k hi Hasil karein

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X