Skills ko improve kertay rehna chaye

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Skills ko improve kertay rehna chaye
    Membr ko chaye keh woh her aik din kaam kernay k sath sath apni skills ko bhi achi terha say improve kertay rehain or yeh tab hi ho sakta hay keh jab zeyda mehnat ki jaey or kaam may dil laga ker us ko kiya jaey or isi terha say hi kamyb bhi howa ja sakta hay
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Skills ko improve kertay rehna chaye

    skills ko lazmi improve karna chya kiun ka skills ka bina hum log kabi bi kamyab nahi ho sakta hain is lia huma os business mai apni skills ko bohot zayda had tuk bahrhana chaya ta ka hum log kamyab ho saka r bahtreen kamai kar sakain is business ka maqsad hai ka huma is sy kamayain or jis na kamya wo hi kamyab huwa hai is mai is lia mahant karian ta ka kamyabi lazmi hasil karian
    • #3 Collapse

      Re: Skills ko improve kertay rehna chaye

      g hn dosto forex trading ma hmain apni skills ko improve krty rhena chy kiun k agr hm forex trading ma apni skills ko improve krty rhy gy to es sy hmain he faida hsal ho ga or hm en skills ko improve kr k aik achy trade ban jya gy or aik acha profit hsal kr ly gy
      • #4 Collapse

        Re: Skills ko improve kertay rehna chaye

        Forex video mein agar Ham daily work Karenge To Ham Apne knowledge or experience k skills ko bhtr kr sakte hain Forex Mein Hamen Jyada Se Jyada mehnat Karni chahie aur acchi knowledge ke sath hard working Karni chahie jitni M hardworking Karke Forex ko sikhaenge itni acchi Ham trade lagakar Achcha profit Hasil kar sakte hain per Ek Saal Baad Mein bus business hai aise Mein Ham Ghar baithkar esy work kar sakte hain aur accha earn kar sakte hain
        • #5 Collapse

          Re: Skills ko improve kertay rehna chaye

          g han hamain skilll ko increse kar k hi hum achi trade kar k hi hum run karein agy aur hamain demo main rpactice karni ho gi tab hi hum sucess ho skaty hain aur hamain market main enter hony say pahly is k rules ko mind main rakhna ho ga tab hi hum achy say trade ka rk hi hum perform karny main bi asani ho saky gi aur expience ho ga ta k earn ho saky gi
          • #6 Collapse

            Re: Skills ko improve kertay rehna chaye

            G ha dear ye to ap ne sahe kaha hai k hum agar ais market mai kisi aik trading strategy par kaam kar rahy hai aor hum ko aus par profit ho raha hai to aus k sath sath hum ko learning karty rehna chyae agar hum ais market mai acha kaam karty hai to hum ais market mai kamyab ho jaty hai ais makret mai skill improve kar ley.
            • #7 Collapse

              Re: Skills ko improve kertay rehna chaye

              hamy skill ko improve kar ky is main mehnat sy kam karna chahey hamy best knowedge hasil kar ky is main mehant sy kam karna chahey pher hi ham success gain kar sakty hain or acha profit hasil kar sakty hain ham is main apni marzi sy bager pasio ky account bana kar be kam kar sakty hain ham isy apna life time prrofessioal be bana sakty hain
              • #8 Collapse

                Re: Skills ko improve kertay rehna chaye

                aggar ap har bussines me musalsal kamyabi hasil karna chahtay hain to kam kay sath sath apnay skill improve honay chaeya isi tarha agar ap apna bonus or profit barhanay chahtay hain to apnay skill ko improve karayn jasay ko market knowladge me intrest develop karayn or kamyab ho jaen agar ap apnay skill improve nai kartay to ap ek h jaga tahar jaen gay
                • #9 Collapse

                  Re: Skills ko improve kertay rehna chaye

                  hamy forex mai skils ko improve kar ky kam karna ho ag pher he hum pasia kma saky gy forex aik acha business hain hum is mai part time be kam kkar sakty hain hum is maai full time be kaam kar sakty haain hum is mai out off balance account bana kar be kam kar sakty haain hum is mai agar lalachi ban ky kam kary gy to haamy lsos ho jy ga is mai haamara koi be boss nahi hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Skills ko improve kertay rehna chaye

                    Hamari skills sirf forex market main real account sy trade kerty huey hi improve ho sakti hai lekin agar ham demo account sy long time ky liay trading continue kerty hain tou hamain trading ka acha experience hasil ho jata hai jis sy ham market main trade ker ky achi earning ker sakty hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Skills ko improve kertay rehna chaye

                      G han dear ye forex hai ap nay es mai kam karna hai tu ap ka kam hai kay ap es mai mahnet aur lagan kay sath acha kam kiya karain aur ap es mai kosesh kiya karain kay apnye skills ko inmprove kartye rhain kiyu kay ap kay skill jitnye achye hun gaye ap kaliye atna he acha hai jub kay ap kay skill ager achye nhi hai tu ap kaliye masla ban jata hai yani kay ap acha kam nhi kar saktye hain na
                      $$$ Never Give Up $$$
                      • #12 Collapse

                        Re: Skills ko improve kertay rehna chaye

                        yes dear hmain forex ma regular kam karna chaiay aur apnay knowledge ko increase kartay rahain ta k hmain apni trades ko set karnay ma koi problem na paish ae, hmain trading skills ko improve karnay k liay demo par achi practice karni chaiay ta k hmari trading techniques behtar hon
                        • #13 Collapse

                          Re: Skills ko improve kertay rehna chaye

                          Salam bijan ap nae tk kaha k behtr he k hum apni skill me countine improve kare aor achi sae achi post aor thtread kare ta k hum achi bouns aor knowledgr lae sake is lye zaror he k hum apne ap ko improve karne ki kosheh kare aor har post thread asa kare jis sae dosro ko fyda ho sor baki friend is ko luke kare ta k kamb ho jaye.
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Skills ko improve kertay rehna chaye

                            g han hmain apne skills ko improve karte rehna chahiye agar ham is mein mehnat nahi kar sakte hain to ham bilkul bhi kaam nahi kar sakte is liey agar ham ne acha kaam karna hai to ham buhat hi acha kaam kar sakte hain hmain mehnat karni hai acha learn karna hai tab hi ham is mein kameyab ho skte hain lekin mehnat karain aur practice karain

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X