Loss, learning, profit
ہمارے کمیونٹی کے 15 سال!

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Loss, learning, profit
    Dear all sweet members!
    jb hum log trade krtye hai tb first loss hota hai conform jis se learning hoti hai acha trader wohi hai jo es loss per jo mistake hoe hai os ko samjta hai first maltb y k kis reason se loss howa hai mujhay then os se learning hoti hai jb next time same move ati hai maket ma then wo profit krta hai
    do you agree?
    Last edited by ; 16-01-2015, 11:53 AM.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    dear jb b trade krty hain hmy chahiyeh schy sy mehnat kry hmy chahiyeh zaida sy zaida mehnat kry ir han hmy chahiyeh zaida sy zaida mehnat kry tub e kamyab ho skty hain hmy chahiyeh zaida sy zaida ndhnat kry tub e ksmyabi kr skty
    • #3 Collapse

      loss say buchna app k liye bohat asan hi agar app ko forex mai kam karney k liye learning ka intrest ho or ap ko trade mai knowledge k bina trade karna app ko loss ho sakta hay
      • #4 Collapse

        g han bhai fore4x ki ye hi khoobsurti hai ek is mein ham loss bhi karte haina ur phir is mien hamko profit bhi hota hia aur phir ham isko in the end theek se seekh hi jaate hian.
        • #5 Collapse

          loss forex mei hota ha but aap achi learning se profit ki taraf jatay ho app forex trading se profit earn kr k aik successful trader bana chahatay hain to mein app ko suggest krun ga k app pehly apni learning ko complete krain aik dafa app apni learning ko complete kr lain to app forex main profit earn kr sktay hain.
          • #6 Collapse

            ager ap ki thread ka mutlab hay ka phaley hum lose kertain hain phir humaya business samajha aata hay oar phir humay profit haseel hota hay to mara khyaal hay ka assa nai hay phelay hum seekhtain hain phir trade kertain hain or phir profit or loss haseel kertain hain
            • #7 Collapse

              Loss learing profit 3no e forex forum kay pats hai learning su se pehly lering ata hsi es mn humy forex k bare mn complte read krns parta ha rules smjhny hoty hein nd unky mutabiq mind set krna prta hai 2nd profit hai hmri learing kii waja sw hi hum best posting karty hain jb humrii posts achi hoti hn hmy bht sara profit milta hai loss jahan proft ho loss b hosta hai zruri nahii hai but yeh bhi naii ky naii hoga hmri zara se ghlti bhi bht hari parh skti hai..
              Mehnat Me Azmat hai
              • #8 Collapse

                Jitna diya tha Hamare Paas knowledge Hoga Hum Log Itna Jyada profit bana sakte hain aur lost se bache sakte hain isliye Hum Logon Ko Apne knowledge me Safar karna chahiye aur learning karne chahiye
                • #9 Collapse

                  Forex trading aik international aur stable business hai.. is main new trader ko sb sy pehly loss hota hai phir wo loss sy learn karta hai aur learning kar k profit earn karta hai.. koi bhi trades start sy profit earn karna nhi start kar deta..is liye new members ko chahye keh ziyada sy ziyada forex ki basic ko learn krain aur demo account per practice krain ... aisa karny sy new traders kam waqt main bahut kuch learn kar sakty hain..
                  • #10 Collapse

                    G han dear aap ke bat bilkul teak hai jab aap trading krty hoo too aap ke trade loss main chali jati hai aur phr bad main profit main ati hai dear y aik process hai jo different per hota hai aur profit earning kay laiy aik trader ko kuch khas strategy ke zarorat hoti hai jis ko use kr kay wo profit ko zeada kr sakta hai
                    • #11 Collapse

                      step ye ju ap nay share kiye han trader ku pehlay login k baad ager loss jald hu jai tu trader ka ici man faida ha. ager trader ku loss na hu tu wu learning ki taraf nae ja sakta. oc k baad profit start hota ha jub learning complete hu jai.
                      • #12 Collapse

                        Aik leahaz say ap nay thek kaha hay. new traders jab atay hain to wo bas earning kay chakar main hotay hain. Jab thora loss ho jata hay to phir wo apnay ap ko realize kerwatay hain kay loss q howa hay wo apna knowledge aur experience hasil ker kay dobara trading kertay hain aur is trah kamayab ho jatay hain. q kay wo apni mistake ko khatam ker letay hain.
                        • #13 Collapse

                          forex mai jab hum kam karty howe koi galti kar dy to hamy loss ho jata hain or is mai market ka koi qasur nahi hota hamy acha knowledge or experience hasial kar ky market ky rules ko follow karty howe or marekt ky up down ko dahkty howe analysis ko use akrty howe zada sy zada amount invest karne cahey pher he hum acha profit hasial kar saky gy
                          • #14 Collapse

                            Re: Loss, learning, profit

                            forex mai jab hamy loss hota hain to hamy zada thence nahi hona chahey balky hamy saber karna chahey or next time apne galtiyo py gur karty howe mahnet sy kam karna cahhey pher he hum kamyab hon gy or acha bonus earn kar sakty hain or apne zarorto ko pura kar saky gy lakin is ky liye hamara knowledge be acha hona chahey
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Loss, learning, profit

                              jab hum tore learning mai he kam suro kar dety hain to hamy loss he hota hain agar hum forex mai kamyabe hasial karna chatey hain to hamy acha knowledge or experience hasial kar ky analysis ko use kar ky apny ander ky lalch or emotions ko qabo mai rahk ky kam karna chahey pher he hum loss sy bach ky acha profit gain kar saky gy

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X