Future Planning In Forex

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Future Planning In Forex
    Dear friends ab future planing main ye hota ha k hum ak currency ya metal ko buy ya sell karty hai,laikan wo buy ya sell ka order ak specified price pe future date mai apko milta ha.Matlub hum advance booking kar laity hai k anay wali is date ko is price pe humy euro buy karna ha.Jub wo date aye gi us price pe software automatic euro buy kar ly ga.Isi wajah se hum is method ko forex future method kehty hain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    g haan bhai jaan mein samjta hoon ap ne future planing ki achi wazahat dene ki koshish ki hai mein samjta hoon ap jo b planing kre ho apne future ko safe krne k liye hi krte ho is liye mein samjta hoon jb b ap trade lo greed na kro or proer analysis k baad lo
    • #3 Collapse

      yaar ap ke pass dosrey tools hai jasie ka trend lines hai support lines hai or dosrey tools hai jo ke market ke analysis per depend hai so plz ap Technical or fundamental dono ko use karey kamiyab krahenge thanks
      • #4 Collapse

        forex trading mein bhai jaan ap apna future bana sakte hian lekin apko pehle is business ko theek se seekhna hoga aur iski khoob practice karni hogi is mien bohat earning potential hai.
        • #5 Collapse

          gee bhai hmein apne trading mein future planing krne hote he aur hmein apne trading mein currencies hon ya metal trading ho sb mein fiada hota he aur hmein chahe hota he keh ham apne trading mein proper kam krein aur apne ache trading krne ke methods ko istemal krein
           
          • #6 Collapse

            gee haan bhai forex trading mein hmein planing future ke krne he aur es mein jb ham bhtr work krein ge aur es mein sahih experience ke sath kam krein ge aur trading mein price ke jo movement hote he un ko dekh kr trading krne se hmein boht knoweldge ho jata he
             
            • #7 Collapse

              G han app ne sahi kaha ha hmen is business me hmeshah planning se hi kam krna chahe kyun k agr hm is business me achi planning se kam karty hain tu hmen loss se bach skaty hain is iliye hmen planning se hi kam krna chahe hmeshah is business me
              • #8 Collapse

                advance order kabi kabi humary leyeh bht faidy ki cheaz hoti hai lekin hum jab b koi adavnce order lagy tu humy cahiyeh stop loss or take profit ka istamal lazmi karin tubi kamybi mil skti hai or forex mai kafi br advanace order sy paisy kamain hain
                • #9 Collapse

                  Koi bhi business ho, future planning to krni parti hy. Jo kam baghair planning key keye jatey hain, un main kamyabi mushkil sey milti hy. Aik planned aur disciplined trading hi aap ko kamyabi ki taraf ley jati hy. Agar aap aik successful trader banna chahtey hain, to pehlay planning krain aur phir trading start krain takeh aap is business sey faida utha sakain.
                  • #10 Collapse

                    ya trding bi best hoti ha but mara qyal sa rizna ki trding zyda best hoti ha us ma hamy zyda fuda hota ha is liya hamy cheya k ham asi trding kjary jis ma hamy rozna ka fyda ho...................
                    • #11 Collapse

                      Off course us ko ye khety hain k ap nay kisi bhe pair main pending oder deaya hoa hy buy limit ya buy stop and sell limit ya sell stop pher us value pay market jab jata hy to auto pay app ka trades execute ho jati hy
                      • #12 Collapse

                        well app ny ye informative post humarey sath share kr ky humarey liye bht axha kiya hy lehaza mery khayal se tou experience people ko aisey hi informative post share kr ky dusroo ki knowledge mein izafa krna chayein idher
                        • #13 Collapse

                          G han app ne sahi kahah a hmen is business me hmeshah achi planning se hi kam krna chahe kyun k agr hm is business me achi planning se kam karty hain tu hm is business me success ho sakty hain or is business se hm acha earn b tb hi asani se hi kr skaty hain
                          • #14 Collapse

                            g han forex trading mien apko trading ke sath sath future planning bhi karni chahiye aur apko chahiye ke ap is business ko sahi se seekhen iski bharpoor practice karen to ap kamiyab hosakenge.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Profitable or successful trading krnay k liye planning ka hona bohat zroori hota hai or achi planing trader market chart ko analyse krnay k bad hi kr skta hai Q k analysing say trader ko market trend ka pta chlta hai or hmesha trend ko follow krtay huway hi trading krna better rhta hai.
                              https://t.me/pump_upp

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X