New thread ke liye topics bhi new hone chahie

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    New thread ke liye topics bhi new hone chahie
    Bilkul agar aap newtrade banate hain to aapko chahie kya aap topics bhi new play Karen aap Pakistan Forex thread banate hue aapko Hamesha new topics ke bare mein discussion karna Ham Jaise Logon Ko acchi information mil sake
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: New thread ke liye topics bhi new hone chahie

    G bil kul thread asa creat karya jiss say new members ko maded mil sakya hum iss may jitni zada mahnat karya gau hum ko iss may itna zada profit ho sakta hya iss liya dill say mahnat karya
    • #3 Collapse

      Re: New thread ke liye topics bhi new hone chahie

      Asalam.0.alikumm..
      Dear frinds ap ki bat thl hy new trad kly new topic hona zaroei hy agr hm wo krty hy to hmin us ka faida hasil ho ga yai nat hy jo bi kam ho hmin us ki jan cari honi chay jis sy new topic ko hm bhot kuch sekh paty hy .
      • #4 Collapse

        Re: New thread ke liye topics bhi new hone chahie

        forex ma hum nw new thread banye gy to hamy acha bonus hasal ho jy ge forex aik bohat bara business hai nhum is mai ak din ai 50 posts or 4 thread bana sakty hain hamy analysis ko learn kar ky use kar kay kam karna ho a pher he hum gay bar saky gy forex aik amm bisness ke nisbt acha business hain yai kabe be band na hony wala acha or unique busienss hain
        "The mind is everything, What you think you become"
        • #5 Collapse

          Re: New thread ke liye topics bhi new hone chahie

          forex main agar hum es main new hain to humain es main demo account main pricitec karne ho ge to he hum es main sucess ho skty hain our hum es main boht acha bons be hasl kar skty hain humain es main kam akrny kay ley boht mahnat karne ho ge to he hum es main kamjab ho skty hain our hum es main apne mrze say kam kar skty hain hum es main den main be kam karty hain our hum es main rat main be kam karty hain
          • #6 Collapse

            Re: New thread ke liye topics bhi new hone chahie

            han g new threads kernuy key bht hi faidey hein aik to new threads per ziada sey ziada loog commnts bhi kerty hein aour likes bhi ziada milty hein jub kehh iss mein reply kernuy ka faida yeh hy keh iss per hmari post delet nhi hoti new topic waly threads hamin acha bonus bhi dey sakty hein.
            • #7 Collapse

              Re: New thread ke liye topics bhi new hone chahie

              ji dear bahut hi achi baat share ki hay k jab ham ko thraed lagana ho to ham ko chahiy k ham us k liy topic bhi naya use karyn tak us se ham khud bhi seekh sakyn aur dosrun ko bhi faida day sakyn.Agar wo thraed informative ho ga to is ka hm ko bahut hi acha aur positive response mily ga.Ham nay topicse apny knowledge bhi share kar sakty hain is forum pe.....
              • #8 Collapse

                Re: New thread ke liye topics bhi new hone chahie

                Bilkul hamen new threads per kam karna hai Agar hamen new thread Achcha grip rakhen To Ham bahut Achcha kam kar sakte hain market mein aapke pass analysis Hona chahie Agar aapke pass Achcha analysis Nahin hoga to fir aapke pass Achcha knowledge or experience Nahin hoga iska matlab kya hota hai ki agar aapke pass experience hoga to hi aap market ka Achcha analysis kar sakoge
                • #9 Collapse

                  Re: New thread ke liye topics bhi new hone chahie

                  Dear membrs kafi membrs is forum pay kaam ker rehay hain or yehi waja hay keh ab membrs k pas zyeda topics bhi nahin hain isi liye kisi ko bhi kuch smajh nahin aati hay keh woh kis topic pay threads create kren lekin yeh must hay keh old threads ko repeat na kiya jaey
                  • #10 Collapse

                    Re: New thread ke liye topics bhi new hone chahie

                    ji bilkul aapane sahi kaha ki new threads create karne ke liye new topics per hi working karni hoti aur new topics per tab hi threads create Kiya ja sakte hain jab Ham acchi tarah se learning karenge
                    • #11 Collapse

                      Re: New thread ke liye topics bhi new hone chahie

                      g hn dosto forum py jb b new thread ko ly k aya to ap k ly zroori hy k ap topic ko b new ly k aya kiun k agr thread ma kuch naya ho ga to he kisi na kisi ko os thread sy faida ho ga es ly jb b thread ko create kry to khoshish k ap ka topic bilkul new he hona chy
                      • #12 Collapse

                        Re: New thread ke liye topics bhi new hone chahie

                        Gee haan bhai aap ki baat theek hai forex mein hu.ain her time kuch naya kernay ka sochtay rehna chahyea iss sae forex ka knowledge aur experiance zayada hota hai humain chahyea kay forex mein mehnat sae kaam kerain forex ko seekhain tab hi hum forum per new threads create ker sakain gay
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: New thread ke liye topics bhi new hone chahie

                          Maja tu jab Hi hai ke jab new threadho to us men topic bhi naya Ho Taki naya friend per nibandh 1000 khule vahi purani baten baar baar dur hone se friend ka maja kharab ho jata hai aur post Karne wale Bhi FIR usko response nahin dete isliye har thread per ek Naya mozu shuru Karen

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X