Aaj kal tou forex mein indicators bhi kaam nahin ker rahay hain
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Aaj kal tou forex mein indicators bhi kaam nahin ker rahay hain
    Dear members forex market jo aaj kal situation bani hui hai tou aise situation mein tou indicators bhi kaam nahin ker rahay hain aur humain indicators sae koi faida nahin ho raha hai aap kya kehtay hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Aaj kal tou forex mein indicators bhi kaam nahin ker rahay hain

    forex mai hamy ach experienc gain kar ky RSI indcators ko use kar ky kam karna ho ga pher he hum munfa kama saky gy forex aik acha business hain hum is mai live trading kar sakty hain hum is ma pasia be invest kar sakty hain hum is maai out off balanace account bana kar be kam kar sakty hain hum is mai agar greedy ban ky kam kary gy to hamy soraf loss ho jy ga
    "The mind is everything, What you think you become"
    • #3 Collapse

      Re: Aaj kal tou forex mein indicators bhi kaam nahin ker rahay hain

      Dear aapane Sahi kaha hai aajkal market ki situation Aisi nahin hai ki ismein indicators bhi Hamen Achcha fayda den isliye Hamen koshish Karni chahie ki agar humne is market Mein Achcha fayda Hasil karna hai Achcha profit Hasil karna hai to Soch samajhkar decision Den aur apne decision ko Har Tarah Se follow karne ki koshish karen Agar Ham Aisa Nahin Karenge to Fir Hamen nuksan Ka Samna karna hoga
      • #4 Collapse

        Re: Aaj kal tou forex mein indicators bhi kaam nahin ker rahay hain

        Markete ki ab jo condition hay us ko ager dekha jaey to yeh andaza lagana kafi mushkil ho jata hay keh kis terha say trading ki jaey kyun keh in halaat may trading kerna kafi mushkil ho jata hay kafi membrs indicators use kertay hain lekin woh bhi membrs k liye useful nahin hain
        • #5 Collapse

          Re: Aaj kal tou forex mein indicators bhi kaam nahin ker rahay hain

          dear mere khyal men indicator us waqt faida dete hain jb keh market ke movement normal ho r agr market ke movement ek dangerous movement ho to kbhi bhi learning krne se pehle ya apni merzi se r bari lot se trading ni krna chhaye r jitna ho ske market men km se km profit ka target set krna chahye r lot size normal hona chhaye
          • #6 Collapse

            Re: Aaj kal tou forex mein indicators bhi kaam nahin ker rahay hain

            ya shi kaha pa na mai agree karta hon ap ki bat sy kiun ka market ki movement atni zayda hai ka hum indicator ko use nahi kar sakta hain agr hum log indicator pr bahrosa nahi kar sakta hain is lia huma aj kal indicator pr bahrosa nahi karna chaya kun ka indocator aj kal koi such nahi bata raha hain jasa RSI hai ya indicator tu bohot up or down tuk ja raha hai na 70 pr ruk raha hai na 30 pr ruk raha hai is lia indocator ko chorain or analysis karain
            • #7 Collapse

              Re: Aaj kal tou forex mein indicators bhi kaam nahin ker rahay hain

              is forum main indicatore market k bary main achi information dety hain so hamain cahhye is foruum main planing karni ho gi ta k loss km ho sakty hain aur hamain market main bi kam kar k hi hum achy say trade kar k hi hum markt main run kar skaty hain aur market main apna nam kama skaty hain aur market main bi earning kar k hi hum run kar skaty hain
              • #8 Collapse

                Re: Aaj kal tou forex mein indicators bhi kaam nahin ker rahay hain

                han g dear member hamin chahiy keh ham khd apnuy ap per depend krein hamin iss mein ziada sey ziada focus kerty huy full experince key sath trading kerni chahiy hamin indicators sey help leni chahiy ab to markeet ki condion aaisi hoo chuki hy keh koi bhi issey asani sey smjh nhi sakta hy.
                • #9 Collapse

                  Re: Aaj kal tou forex mein indicators bhi kaam nahin ker rahay hain

                  g hn g ap ny sahi kaha hy, market ki is situation mn bhut se members ko ye face krna pr ra hai k indicators bhi sahi se kaam ni kr re hein to is situation mn hmein khud se apny knowledge r experience se trade ko axhy entry points k sath open krna ho gi r indicators pr depend ni krna chaheye,..
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Aaj kal tou forex mein indicators bhi kaam nahin ker rahay hain

                    Ma ap ki baat se bilkul bhi agree ni karta houn k indicators kam ni kar rahay hain, meray khayal se to market bilkul thek ja rahi ha, aur indicators bhi thek kam kar rahay hain, agar ap moving averages ko use karain aur trend ko follow karain to ap ko trading k doran koi mushkil ni ho gi, is lye jo base currency hain woh fall kar rahi hain

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X