Forex mein humain zayada loss kab hota hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex mein humain zayada loss kab hota hai
    Dear members forex mein humain zayada loss kab hota hai iss baat ko samajhna bahut zaroori hai kyun kay hum nay uss loss ko rokna bhi hai aur humain zayada loss uss waqt hota hai jub humara loss chal raha ho aur humain uss ki wajah sae tension ho tou uss tension mein humain mazeed zayada loss hota hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex mein humain zayada loss kab hota hai

    hamin ziada loss uss wakt hota hy jab markeet hmari trade key reverse move kerti hy iss liy hamin chahiy keh ham iss mein soch smjh ker trading krein hamin ziada mistake bhi nhi kerni chahiy kue hamin loss hmesha trading ki wja sey hota hy hamin chahiy keh ham iss mein losss sey khd ko meghfoz rakhin.
    • #3 Collapse

      Re: Forex mein humain zayada loss kab hota hai

      Forex m loss honi ki kafi sari reasons hotti Hein jinki base p hm forex m nakam ho jatty Hein hmain chAhye kh hm yh chezain Apny mind m trade krein Jo hmary darust h ak dafa loss hua to hmain sakoon Ni millay ga istrha sab s pehly yh Chez mind m rakhni chahye Jo yh h kh lalch or jald bazi na krein
      • #4 Collapse

        Re: Forex mein humain zayada loss kab hota hai

        dear ap nay sahi bat ki hay agar hum forex ko smjh kar kam karengy aor achi trah sy market ko analyse karny kay bad hi is men trade open karengy to hamri trade hamesha hi profit main close hogi aor hum ik acha analysis kar skty hain to dear forex forum members agar hum apny loss par hi focus kar len to kafi had tak haum forex main kamyab ho jaengy
        • #5 Collapse

          Re: Forex mein humain zayada loss kab hota hai

          hamain loss say bachny k liye learning karni ho gi ta k loss km ho sakty hain aur is forum main kam kar k hi hum apn har zrorat ko pora kar k hi hum run karien gay aur har jeet tou har kam main hoti hai aur hamain is forum main experience ho ga tab hi hum achi trade karny k kabil hon gay aur hamain is forum main planing kar k hi hum trade karny main asani ho
          • #6 Collapse

            Re: Forex mein humain zayada loss kab hota hai

            jub hum analysis nahi karty hain or hamen hamari trade k bary main bhe nahi pata hota hai tabhi hum loss face karty hain or kamiyab bhe nahi hotty hain ..hamen ek bhot achi quality k sath he kam karna hota hai tabhi hum kamiyab hoty hain or acha earn bhe karty hain or apna account bhe save rakhty hain ..
            • #7 Collapse

              Re: Forex mein humain zayada loss kab hota hai

              forex market move karte hain humain es ke movement ko wach kar kay es kay rulz ko follow kar kay hum es main trade lga skty hain our hum es main achay trader bn skty hain ouyr hum es main boht sa pisa be kma skty hain hum es main part time be kam kar skty hain hum es main full time be kam akr skty hain our hum es main boht sa pisa be kma skty hain
              • #8 Collapse

                Re: Forex mein humain zayada loss kab hota hai

                Forex jahan aik profitable business ha waha pe risky bhi ha jis wajah se is ko badi care k sath trading kar k profit earn kia jata ha aur loss se bacha ja sakta ha, forex ma huamain ziadah loss honay ki wajohat bohat sari ha jaisay
                a) jab ham big lot size k sath trading kartay hain, lakin market hamaray order k opposite pe move karna shuru kar day
                b) jab ham trend k against trading kartay hain, trend ko ignore kartay hain
                c) stop loss ko use na karna bhi aik badi wajah ha
                d) jalbazi ma trade open karna
                e) over trading se bhi kabhi kabhi bohat ziadah loss hota ha
                f) multiple trades ko open karnay ki wajah se bhi bohat ziadah loss hota ha
                • #9 Collapse

                  Re: Forex mein humain zayada loss kab hota hai

                  Dear Forex trading Mein maximum loss Hamen Hamari apni hi Kisi Na Kisi galti ki vajah se hota hai Aksar Ham Apna lost Dekh Kar Pareshan Ho Jaate Hain aur use recover karne ke liye nexttrade open karne ki koshish karte hain Jiski vajah se Hamen loss hota hai Iske alava Aksar Hamen Jab Achcha profit Hasil Ho Jata Hai To Ham lalach Mein a Jaate Hain Ham emotional Ho Jaate Hain aur nextrade open karke aur Achcha profit Hasil karne ki koshish Karte Hain Uske bad bhi Hamen Los hi hota hai Hamen Aise mistakes ko kabhi bhi apni life mein repeat nahin karna chahie
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex mein humain zayada loss kab hota hai

                    Dear forex mein ager soch sumj ke sath kam keryn ge to kabi bhe loss zeyda nahi ho saky ga es liye zeyda loss hota hay jab ham over trading kerte han or zeyda quantity mein trade lagty jate han jis ke waja se loss bharta jata hay or hamra account balance bhe khatm ho skata hay aik time mein ager aik trade se acha profits hasil ker lete han to dosri trade bad mein open kerni cheye
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex mein humain zayada loss kab hota hai

                      Jab bhi membrs apny kaam may zeyada risk letay hain or rough trading kertay hain tab hi membrs ko loss hota hay is liye membrs ko chaye keh woh safe trading kernay k liye markete ko anylise kiye kren or us k baad hi trading kiya kren andazy say trading kerna lossful hota hay
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex mein humain zayada loss kab hota hai

                        Forex trading mein hamen last tab hota hai Jab forex trading ke rul ke against kam karte hain Forex trading mein jo log lalach karte hain thode balance a lot size jyada rakhkar apna account wash karte hain forex trading mein money management ke hisab se trade karen to aapko achcha profit milega aur koshish karen chhote volume se trade Karen thoda thoda karke Forex trading mein earning karne ki koshish karen.
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex mein humain zayada loss kab hota hai

                          jab aap jyada lalach karte ho to aapko jyada loss hota hai agar aap thodi laal ishq karoge to aapko thoda loss hoga isliye yah aapke lalaj per depend hota hai kya aap kitni jyada acchi tarah se lalganj karte ho to aapko chahie kya Bilal acche se bachkar raho Taki aap acche trading kar sakta
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex mein humain zayada loss kab hota hai

                            forex aik acha busienss hain hum is mai live trading kar sakty hain hum is mai apny bos ap he hoty haain hum is maai mahnet kary gy to hamy kamaybe hasal ho jy ge forex aik bohat bara busienss hain hum is mai pairs ma or currrecny mai kam kar sakty han forex paksitan mai legal ban cuka hain hum isy apna life tiem career be bana sakty hain is jassa ki or business nah hain
                            "The mind is everything, What you think you become"
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Forex mein humain zayada loss kab hota hai

                              Humein us waqt loss hota hai jab humary pas knowledge nahe hotie or na he experience agar knowledge or experience hota hai tou he hum kamyab hongey warna humein loss hoga isliye sub sy phyle knowledge or experience gain karain or phir kam start karain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X