Frustration mein kabhi bhi trade na kerain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Frustration mein kabhi bhi trade na kerain

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Sobi2978 پيغام ديکھيے
    Dear members mera aap sub ko mashwara hai kay aap jub bhi forex mein frustration mein kaam kerain gay tou aap kay kaam ghalt hoon gay jis ki wajah sae aap ko loss ho ga tou aap ko chahyea kay frustration mein aap ko kabhi bhi kaam nahin kerna chahyea iss mein hi aap sub ka faida ho ga
    Jab Ham Kisi pareshani Mein Tula Ho To Hamen chahie ki Ham trade na Karen Kyunki pareshani ke Aalam Mein Jab Insan koi bhi kam Karta Hai To vah Hamesha nuksan Deta Hai To hamen bhi chahie ki Ham Ja pareshani ki halat mein hun to market mein bilkul Bhi Na Jaaye Palke Hamen chahie ki Ham pareshani ke Aalam Main Market ko open Hi Na Karen Kyunki Jab Agar Ham market copen Karenge pareshani Ke Aalam Mein To Hamen market ki koi samajh Nahin Aaegi aur ham nuksan kar baithenge.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Frustration mein kabhi bhi trade na kerain

      G han agar aap frustration, depression ya tension mein koi trade lagayen gy to aap ko nuqsaan ho sakta ha kyun ke frustration aur tension mein liya gya decision kabi bi sahi nahi ho sakta aur aap ke wrong decision ki wajah se aap galat trade laga dety hein jo ke nuqsaan ka ba-es ban jata ha isliye bil fresh mind ke saath kaam kren aur agar thora preshan hein to thori dair ke liye kaam se break lein walk kren aur phir dobara kaam pe ajaen.

      اب آن لائن

      Working...
      X