Frustration mein kabhi bhi trade na kerain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Frustration mein kabhi bhi trade na kerain
    Dear members mera aap sub ko mashwara hai kay aap jub bhi forex mein frustration mein kaam kerain gay tou aap kay kaam ghalt hoon gay jis ki wajah sae aap ko loss ho ga tou aap ko chahyea kay frustration mein aap ko kabhi bhi kaam nahin kerna chahyea iss mein hi aap sub ka faida ho ga
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Frustration mein kabhi bhi trade na kerain

    g han frustration ma wakie trade karna sahi ni ha is ma loss bi a sakta ha isi liya hamay is ma chokana rehna chiea ksi kisam ka depression ni lena chiea
    Thanks den kr sawab.e.dorain hasil kren....
    • #3 Collapse

      Re: Frustration mein kabhi bhi trade na kerain

      Jo log frustrated ho k trade lgaty Hein Jo ahim h hmain yh BT bht achy tAriky s seekhny chahye kh agar hm trade sahii LGA skty Hein to lgaen or khud ko Acha trader bnaen agar hm tradering sahii tariky s karna seekh lein to hm Bht kuch seekh skty Hein yh BT hmary liay bht acchi or usko hmain mind m rakh k Karni h
      • #4 Collapse

        Re: Frustration mein kabhi bhi trade na kerain

        forex maai hamy bohat ahtyeta sy trade laagne ho ge pher he hum munfa kama saky gy hamy expert ban ky kam karna ho ga pher he hum paisa kama saky gy forex aik legal business hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kaam kar sakty hain hum is mai agar lalachi ban ky kam kary gy to hamy siraf or sraf loss ho jy ga forex aik internaitonal business hain
        "The mind is everything, What you think you become"
        • #5 Collapse

          Re: Frustration mein kabhi bhi trade na kerain

          Daer main ap ki bat sy agree kerta hun tabhi hm log is main bahut hi asnai ky sath is main faida hasil kar sakty hy laikn agr kamaybi ko haisl karan hy tu ikhi sorat main hm log kamayb ho sakty hy ky sabr ky sath trade karty hy tu hi kamayb ho sakty hy wesy yi koi itan mushkil kam nahi hy jitan is ko hm log samjhty hy laikn samjh kar karna hi sab sy bari bat hoti hy or ham log asani ky sath kamayb ho sakty hy .
          • #6 Collapse

            Re: Frustration mein kabhi bhi trade na kerain

            Dear friend ap ki bat bilkul theek hey agar kam karnay pe dil nah karay ya mind ki thakawat ho ya koi tension chal rahi ho tu phir trading nah karen kiun k aesi haalat men ghalt trade lag jati hey aur bara loss ho jata hey iss liay wait karen aur phir soch samaj kar fresh aur cool mind k sath trading karen tu zaroor kamyab ho saktay hen
            • #7 Collapse

              Re: Frustration mein kabhi bhi trade na kerain

              ji han sahi kaha hay ap nay agar hum forex ko achi trah sy learn karen aor iska knowledge gain karen isky bad hum is par pori trah relax ho kar aor achey analysis kay sath trade open karen to humari woh trade hamen loss sy bachati hay aor hamen kam sy kam loss deti hay aor ziada tar profit hi deti hay to hamen chaheay keh hum market ko read kareen aor phir forex trading karen
              • #8 Collapse

                Re: Frustration mein kabhi bhi trade na kerain

                Frustration Mein Kabhi Bhi Ham Achcha Kam Nahin kar sakte Forex trading business mein agar Ham firstration Mein kam karne ki koshish Karenge To Ham nuksan kar sakte hain Forex trading business was risky business hai is business mein agar Ham risky trading Karenge To Ham nuksan kar sakte hain profitable trading karne ke liye hamare pass Achcha balance Hona chahie aur Hamen management ke mutabik trading kar sakte hain
                • #9 Collapse

                  Re: Frustration mein kabhi bhi trade na kerain

                  humain forex main frustration main kam akrain gain to humara kam es main glt ho ga our hum es main loss main hon gain humain chahey kay hum es main mahnat say kam karain takay hum es main kamajb ho jein our hume smain kam karny kay ley humain es main knowledge ka hona boht zrure hain to he hum es main sucess ho skty hain our hum es main bons be hasl kar skty hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Frustration mein kabhi bhi trade na kerain

                    yes dear hmain relax mind k sath trading karni chaiay aur frustrated ho k kam na karain is sa hm ghalat decision la k khud ko nuksan pohncha lain gay, apnay mind ko fresh aur cool rakhain aur situations ko samajh kar trading open karain
                    • #11 Collapse

                      Re: Frustration mein kabhi bhi trade na kerain

                      huma kabi bi tesion mai trade nai karni cahay kun ka tesion mia ki gai trade huma hamesha loss dati hai or hum log phr to tesion mia ah jata hain is lia huma relax ho kar kam karna chaya or soch samaj kar trade karni chay kkun ka ya ak asa business hai jis mai agr hum log accha kam kr lain tu hum kafi aga tuk ja saka gian or hum log is mai bathreen earning kar ka bohot kuch kama sakta hian
                      • #12 Collapse

                        Re: Frustration mein kabhi bhi trade na kerain

                        jasay kay ap ko pta ha frustration ek bht bari ha is me insan ka dimagh pori tarha kam nai karta or isi waja say trading tab h karni cheya jb ap ka dimagh relax ho kyo kay agar ap ka dimagh relax na ho to trading ,me ap ko nuksan b ho sakta ha tu nuksan say axha jb ab ko frustration na ho tab h ap ko trading karni chaeya or soxh samajh kar b or hazir dimagh ho kayy
                        • #13 Collapse

                          Re: Frustration mein kabhi bhi trade na kerain

                          Agar hum stress me ho tou us waqt kabhi bhi trading nahe karni chahiywa humein hamesha fresh mind sy trading karni chahiyea isi me humari kamyabi hai agar stress me tradin garengey tou mistakes hongi or unki vaja sy loss hoga isliye hamesha fresh mind sy karian
                          • #14 Collapse

                            Re: Frustration mein kabhi bhi trade na kerain

                            Dear Forex friend aapki baat bilkul theek hai frustration Mein Jab Ham working Karte Hain To Ham apni working per proper focus nahin kar sakte Jiski vajah se Hamen bahut nuksan ho jata hai aur Akshara Hamara account bhi wash ho jata hai Hamen Aisa nahin karna chahie Hamen Hamesha relax aur successful hone ke liye Apne mind ko tension free rakhne ki koshish Karni chahie Apne mind Se Har Tarah Ki tension ko remove karne ki koshish Karni chahie Is Tarah Ham bahut acchi trading co possible banaa sakte hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Frustration mein kabhi bhi trade na kerain

                              jab tak aap frustration mein rahenge tab tak aap aur ismein trading nahin kar payenge ISI vajah se aap kamyabi bhi hasil nahin kar payenge agar aapane kamyabi hasil karni hai to aapko Forex mein friends free hokar working karni hogi

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X