luck sy mahnat behteer hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    luck sy mahnat behteer hai
    forex trading mein luck be zarore hota hai aur mahnat be forex trading mein luck kabi kabi kam nahi karta per jo mahnat karte hain wo apne mahnat sy kamyab hosakty hain luck be azmana chahye per her waqt nahi jub market teez ho tau us waqt ap apne mahnat k sath sath luck ko be azma sakty hain agar ap ki kismat achy hohe tau ap kamyab hojahain ge.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: luck sy mahnat behteer hai

    Dear friend ap ki bat bilkul theek hey forex trading men kabi kabi luck bhi sath dey jati hey lekin her dafa luck bhi sath nhi deti iss liay pahlay achi learning aur knowledge hasil karen aur ziyada se ziyada mehnat karen aur luck ki bajay mehnat pe depend karen tu zaroor acha profit hasil kar saktay hen
    • #3 Collapse

      Re: luck sy mahnat behteer hai

      My dear members aapki baat bilkul theek hai kh forex mein loxk se mehnat bahtr Hy kyunki agr Ham forex mein mehnat karenge to Ham kamyab trader Ban jaenge agar Ham lock karenge tu kamyab nahin Ban sakte Bal kh hamen loss ka khatra hoga
      • #4 Collapse

        Re: luck sy mahnat behteer hai

        G dear friend aap ki baat bilkul sahi hy k agar ziyada mehnat sy kam krain to zaror kamyab ho jaein gy lekin luck bhi hmra sath deti hy har insan ka apna apna naseeb hota hy theek hy k hmain mehnat pa depend karna chahaiy aur iss k sath sath hmary pas acha knowledge aur experience ka hona bhu lazmi hy kun k inn donon cheezon k baghair ham kamyabi hasil nahi kar sakty to behtar yehi ho ga k hammazeed achi mehnat krain jiss sy hmary profit main bhi izafa ho ga aur tabhi ham forex main kamyabi hasil kar sakty hain.
        • #5 Collapse

          Re: luck sy mahnat behteer hai

          Ji bilkul theek ka luck se mehnat behtr hai kuek luck kabhi kabhi sath nahi deta insan ka apna apna luck hota ha our huma mehnat py bhi depend kena chaye acha knowledge or experience hona lazmi ha kbi kbi luck bhi sath nahi deti es liya phly achi learning or knowledge hasal krna chaye
           
          • #6 Collapse

            Re: luck sy mahnat behteer hai

            hamy luck ko kabe be ignore nahi karna chaey hamy ache learning gain kar ky kam karna ho ag pher he hum paisa kama skay gy forex aik acha business hain hum is mai live trading kar sakty hain hum is mai rat mai be kam kar sakty hain hum is mai din mai be kam kar sakty hain hum is mai free acount bana kar be kam kkar sakty hain is jassa koi or business nahi hain
            • #7 Collapse

              Re: luck sy mahnat behteer hai

              g han bhai jan luck bhi un ki he achi hoti hai jo mahnat karty hain es liye aghr tu mambers mahnat karty hain wo aoni luck ko bhi achi kar jaty hain es liye hmain chahye k hum apny kam ko achi trha karen or apni learning ki base par apna kam karen q k jub hum achi trading karengy tu he hmain acha he profit milta hai or luck bhi un ka he sath deti hai
              • #8 Collapse

                Re: luck sy mahnat behteer hai

                hamy is main mehant sy kam karna chahey pher hi ham successsful ho sakty hain or acha pasia kama sakty hain agr ham shard working ko chr kar sirf luck ar depended kary gy t hamy loss ho sakta hain or hamara account be wash ho sakta hain is main market ka yai hamary brokers ka koi be qasor nahi hota yai aik interantional business hain
                • #9 Collapse

                  Re: luck sy mahnat behteer hai

                  assalamu alaikum ji all member ummid karta hun aap sab khairiyat se honge Allah tala ke faslon Karam se forex business bahut aasan business hai is business mein Ham mehnat karke kamyabi hasil kar sakte hainis mein hamen apni kismat ko smart nahin rahana chahie look ke sath Kam nahin karna chahie mehnat karni chahie jitni jaldi Ham mehnat se kamyab Ho jaenge itni jaldi Lok se nahin jitna jyada ho sake ismein mehnat Karen jitni Ham jyada mehnat karenge utani hi jaldi Ham kamyabi Bi hasal kar sakenge
                  • #10 Collapse

                    Re: luck sy mahnat behteer hai

                    G han dear hamen chaye kay hamesha mehnat sy kam karen amoman log forex men ye soch kar trade lagaty hen kay kismat huwi to nikal jaye gi to dear bat theek hy ky kismat bhi hoti hy magar kismat tab azmani chaye jab apni taraf sy ek kam kay baray men full knowledge gain kar len aur experienced ho jaye forex bhot acha business hy agar ap es men mehnat sy kam karen to acha zaria hy aamdani ka.
                    • #11 Collapse

                      Re: luck sy mahnat behteer hai

                      Ji han agar Ham jyada mehnat se kam karenge to main jyada kamyabi hogi Ham business mein focus karenge to bonus milega kabhi kabhi lakh hamara sath nahin deti hamen mehnat karke kam karna chahie achcha knowledge aur experience karna chahie
                       
                      • #12 Collapse

                        Re: luck sy mahnat behteer hai

                        Assalamu Alaikum friends bilkul theek kah Rahe Hain Log se mehnat bahut jyada behtar hai Hamen chahie ki Ham lakh ko kam Samay aur sms Jyada mehnat ke sath kam Karen Taki Ham ismein achha Khasa Paida Hasil kar sake
                        • #13 Collapse

                          Re: luck sy mahnat behteer hai

                          Jo log lakh per depend hokar trading karte Hain vah kabhi bhi kamyabi hasil nahin kar paate Hain isliye Jo log apni mehnat per depend hokar working karte hain vahi log Forex mein kamyabi hasil kar paate Hain isliye aapko hamesha apni working per aur apni mehnat per hi depend hokar kam karte rahana chahie
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: luck sy mahnat behteer hai

                            Ji han friend aapane bilkul theek kaha hai ki Luk se mehnat behtar hai Kyunki Hamesha luck Kam Nahin Karta Hamen Apni mehnat Bhi Karni chahie aur mehnat per acche se Accha Ho Kasme Rakhna chahie Kyunki mehnat Insan ko Achcha Insan banaa Deti Hai

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X