loss ki waja talash karne wala kamyab hota hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: loss ki waja talash karne wala kamyab hota hai

    Jab hamara stop lose hit hota he to hame Us trade ka review karna chaihe aur stop Lose ka reason dhudna chaihe Pata lagana chahihe ham se Kon see galti kahan par huwi he aur hame apni next trades me us galti se avoid karna chaihe aur kabhi bhi wo mistak ko repeat karne ki galti na karain.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: loss ki waja talash karne wala kamyab hota hai

      Hy every one....ek acha b business man hamesha loss ar profit ko mad e Nazar rkh k Kam krta Hy ar he want seekhny ke koshish krta are loss ke Wana talash krny m lga rhata Hy es try usy apni galtiyon ka PTA chlta Hy ar next time wo usy improve kr skta Hy ar better profit gain krta Hy
      • #18 Collapse

        Re: loss ki waja talash karne wala kamyab hota hai

        Bilkul theek baat ki hai aapane Hamen chahie ki Ham use chij ko Talash Karen Jiski vajah se Hamen loss hota hai vah Hamari mistake Hoti Hai To Hamesha Ek Ham apni mistakes ko jaldi se jaldi Khatam karne ki koshish Kiya Karen Kyunki Agar many mistakes Ko khatm Nahin Karte Hain To yah Dobara repeat hoti hain to Inko Aise Mein Dobara nuksan bhi ho sakta hai to isliye Hamen in text ko Khatam karna chahie Taki Ham ismein acchi Tarah Se Ek trading kar Saken
        • #19 Collapse

          Re: loss ki waja talash karne wala kamyab hota hai

          Assalam o Alikum,

          Jub hum koi bussiness ya koi income kamany k liye kaam krty hein to tbi hmein loss ya profit hasi lhota h agr hum koi bussiness ya kaam krty hi nai hein to hm kasy koi mistakes krien gy r un r hmein loss ho ga r pir kasy hum hn mistakes sa learn kr k apni mistakes ko ktm krein gy r profit kamein, ye koi Bari bat ni h k hmein loss ho jata h, actual bat ye h k agr hum apny hony waly loss ki reasons ka pta kr laty hrin r pir un reasons ka aca solution nikalty hrin to hmari kamiaybi h
          • #20 Collapse

            Re: loss ki waja talash karne wala kamyab hota hai

            yes dear aapne bilkul thek kaha hain forex trading main loss ki main waja hain k forex trading big lot use ki jati hain loss ki main waaja hain stop loss use na karna agar hum stop loss use karte hain tu hum loss say kafi haad tak bach skte hain humhain stop loss ko hamehsa use karna hoga stop loss use karne say ek big account wash hone say bach skte hain forex main kamyabi chahte hain t uhumhain chaiye k hum loss ko reocver karne k liye b achi tara lot size koo use kare
            ​Sadaf Khan
            • #21 Collapse

              Re: loss ki waja talash karne wala kamyab hota hai

              g han Dear apni ghaltiyon sy hi admi sekhta hy apni ghaltiyo py tawajo dain tbhi ap kamyab hon gy
              • #22 Collapse

                Re: loss ki waja talash karne wala kamyab hota hai

                G han loss ki wajah talash karny walay kamyab hotay han agar ap kamyab hona chaty han tou apko chahiye kay loss ko dekh kar pershan na hon balkay loss ko khatam kar sekhen agar ap mahnat karen gay aur sabar se kam karen gay tou ap zaror loss ko recover kar sakty han aur kamyab ho sakty han
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #23 Collapse

                  Re: loss ki waja talash karne wala kamyab hota hai

                  Agar Ham loss hone per yah soche ki yah hamari kismat mein likha hua tha yah bilkul galat hai hamen main apni e-lost ki vajah talash karni chahie hamen dekhna chahie ki hamen loss hua kyon hai kyunki jab Ham apni galti ko pahchan lenge to dobara vah galti hone ke chances bahut kam honge lekin agar Ham apni use galti ko nazar andaaz kar denge to yakinan future mein bhi Ham se vahi galti ho sakti hai aur uski vajah se hamen dobara bhi loss ho sakta hai

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X