larg lot size and small lot size
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    larg lot size and small lot size
    my dear and respacted fellow mra yh bkhna k jb hm trading krty hn to hmein lot size kitna rakhna chaye q k mein ny aksar dakha hy k larg lot sizer sy nuqsan hota hy aksar member bhi yhe khty hn k lasrge lot size nhi lgana chaHYE issy loss hota hy issliye hmein hmein account k mutabiq lkot size lgana chahye tah k hmein loss na ho aur hm trading sy profit hasil kr skein
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: larg lot size and small lot size

    Jo log forex trading men ziyada profit ka lalach kartay hen aur jaldi ameer honay ki koshish men bari lot laga detey hen jiss ki waja se loss ki surat men account jaldi wash ho jata hey aur jo log kam profit pe compromise kartay hen woh small lot k sath trading kartay hen aur safe trading kartay hen aur long term trading kar saktay hen
    • #3 Collapse

      Re: larg lot size and small lot size

      Dear jab hum trading main koi bhe bari lots lgaty hain too us main humain fada hota hy keun k forex main kaam karny k laiy hujmain bahoot he samjhdari j sath kaam karna parhta hy agr hum is mainnbaghir sochy samjhy kaam karin gy too humain is maijn faida hota hy aur profit hota hym
      • #4 Collapse

        Re: larg lot size and small lot size

        Lallar side tabhi lagao Jab aap ka balance jyada ho account ka Tu Hi aap large lot size Laga sakte ho Agar aapka account balance kam hai to aapko small outside Lagana Hoga lekin sabse Baat lot size Hamesha account balance Se Kam Nahin Lagana chahie Agar acchi kamyabi chahie aur agar aap Chahte Hain Ki aapka count voice now
        • #5 Collapse

          Re: larg lot size and small lot size

          Large or small lot size bht ziada impotant h agar hm ach tradering system bnana chahty Hein jiski base p hm n agy Jana chahye kh hm yh Sara Kam krein or khud ko Successful trader agy hm n name kmana h to hmain chahye kh hm yh sab kuch at a time krein
          • #6 Collapse

            Re: larg lot size and small lot size

            Forex trading Mein Ham Jitna small lot size ko Denge utna hi Ham aasani Se Achcha fayda Hasil karne mein Kamyab Ho Jaenge Agar Yahan Ham Big Lot size ko istemal karne ki koshish Karenge to Fir Hamen Khud Ko nuksan ke liye bhi taiyar Rakhna Hoga Kyunki Yahan per Big Lot size istemal Karke Hamara account wash hone ke chances increase kar Jaate Hain isliye Hamen aisa koi bhi risk Nahin Lena chahie Jiske bad Hamen pareshani Ka Samna Ho
            • #7 Collapse

              Re: larg lot size and small lot size

              forex aik acha business hain hum is maai lot laga kar aca munfa kama skty hain hamy learning gain kar ky kam karna ho ag forex paksistan ma legal ban cuka han hum is mai bager pasiao ky account bana ar be kam kar sakty hain hum is mai agar lot ko ignrore kar dy gy to hamy loss ho jy ga forex jasa koi or busness nahi hain dunya bar mai forex aik cha business hain
              • #8 Collapse

                Re: larg lot size and small lot size

                hamein trade krtay howay lot size apnay account k mutabiq rakhna chaheye.agar hamaray pas account balance kum hai to hamein chahye k hum lot size small rakhein.aur agar balance ziada ho to lot size large rkha ja sakta hai.lqrge lot size se jahan profit ratio barh jati hai wahan agar loss ho to loss bhi osi ratio se aaye ga.kabhi bhi lalach mein aa k small balance pe large lot nahi pagani chahye
                • #9 Collapse

                  Re: larg lot size and small lot size

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: Sheema پيغام ديکھيے
                  my dear and respacted fellow mra yh bkhna k jb hm trading krty hn to hmein lot size kitna rakhna chaye q k mein ny aksar dakha hy k larg lot sizer sy nuqsan hota hy aksar member bhi yhe khty hn k lasrge lot size nhi lgana chaHYE issy loss hota hy issliye hmein hmein account k mutabiq lkot size lgana chahye tah k hmein loss na ho aur hm trading sy profit hasil kr skein
                  Lot size choose karna aur Money Management karna koi mushkil kaam naheen lakin greed ki wajah say traders high lot size choose karty hain aur apana account blow kar daty hain, best lot size main describe kartat hoon, aap ko mary btay h ooway lot sizes say hamesha faida ho ga aur aap apnee trades ko achay traeeqay say manage kar pao gay, aur apny emotions par bhi kaboo rakh sako gay.

                  1000 $ Account Balance ......................................... Lot size 0.1 lots Means 1 mini lot
                  500 $ Account Balance ..........................................Lot Size 0.05 Lots Means 1/2 mini lot
                  100 $ Account Balance ..........................................Lot Size 0.01 Lots Means 1/10 mini lot

                  Note: Ignore the Leverage whatever Leverage you are using, Just follow this chart for lot sizes and enjoy profits ,slow and steady wins the Race.
                  • #10 Collapse

                    Re: larg lot size and small lot size

                    dear friend g han forex trading main achi earning karni hain or apny acount ko safe rahkna hain to kam lot size trade opne karin ziyda lot size trade opne karin gy to ap ko loss ho sakta hain is liye kam lot size trade opne karin gy to risk bhi kam ho ga ziyda lot size trade opne nhi karni chahey soch samjhe ky trading karin
                    • #11 Collapse

                      Re: larg lot size and small lot size

                      lot size trading main bahut he zeyada ahimyat ka hamil ha ham isy ignore nhe kar sagty lotsize ham apny analysis or acount blance ko dekh ka decide karty han taky ham acha profit hasil kar sagen agar ap new ha ap ap ko chahye ha ka ap kam lotsize use karen taky zeyada loss na ho
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: larg lot size and small lot size

                        Lot size large to loss ki sorat me account wash hony Kay chances bhi large hoty hen jab Kay AP ka acha Kam AP ko is me choti si ghalti sy loss ho skta Hy behtren working Kay leay mehant sy Kia gya Kam hamesha Kara amad sabit ho skta Hy
                        There is always light. If only we're brave enough to see it. If only we're brave enough to be it.

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X