Ziyada k laluch main money manaegement ko ignore kerna
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Ziyada k laluch main money manaegement ko ignore kerna
    Akaser members ziyada profit k laluch main money management ko ignore ker dety hain r big lot kabuse kerty hain phir yehi cheaz loss ka bais banti hai r sometime natija hamy acciumt wash kinsoorat main milta hai is liye without money management kabhi bhi trade open na karen werna loss hi hota hai r dekha jay to mostly account wash tab hi hoty hain jab money management ko ignore ker diya jata hai ao be careful
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Ziyada k laluch main money manaegement ko ignore kerna

    hun akser trdaers ko loss isi mistake se hota ha k wo lalach main a ker moneymanegemnt ko ignore ker k bari lot se trdae kerty han jis se unhin acha profit nhi bht bara loss ho jata ah is liay humain jitna humain ho saky forex main lalch ko avoid ker k trdaing kerni ho gi iis main hi humari bhteri ha.
    • #3 Collapse

      Re: Ziyada k laluch main money manaegement ko ignore kerna

      اصل پيغام ارسال کردہ از: aqsaanwar پيغام ديکھيے
      Akaser members ziyada profit k laluch main money management ko ignore ker dety hain r big lot kabuse kerty hain phir yehi cheaz loss ka bais banti hai r sometime natija hamy acciumt wash kinsoorat main milta hai is liye without money management kabhi bhi trade open na karen werna loss hi hota hai r dekha jay to mostly account wash tab hi hoty hain jab money management ko ignore ker diya jata hai ao be careful
      Lalach Buri chij hai everybody knows Greek is a bad thing but ham log Fir Bhi greet ko Apne trading plan may involve karte hain aur apne account was karte hain aur jab Hamare account was so Jaate Hain Ham log Yahi sochte the ki Humne ab money management Karna Hai Main Bhi aapane Se Hi hun Kitni bar Mere account Vasu Aur Main Har Bar Yahi Kahta Hun Ki lalach Nahin Karunga but Insan ki jo Nasha Hai Vahi lalchi Hai Kitni bhi koshish Karle Badi Mushkil Se Kisi Ek Aad Din Aap Thodi patient ke sath trading kar sakte hain otherwise lalchi Insan Ke Andar Se Shuru Se Hi Hai Aur Insaan lalchi hi hai
      • #4 Collapse

        Re: Ziyada k laluch main money manaegement ko ignore kerna

        forex mai hamy money managememnt kar ky kam karna ho ga pher he hum paia kaama saky gy forex aik accha business hain hum is mai aagar bger learningg ky km kary gy to hamy loss ho j ga hamy forex mai soxh samj kar risk lena ho gga frex pakistan mai legal ban cuka hain hum is mai apne marze sy time tale bana kar kam kar sakty hain
        • #5 Collapse

          Re: Ziyada k laluch main money manaegement ko ignore kerna

          g han apne bilkul theek kaha hai bhut dafa hum yahi ghalti kerty hain mponey mangement ko ignore ker dety hain our lalch kerty hain iska nateeja yeh niklta hai keh hamra ulta nuqsan ho jata hai hamein chy keh hum ehtyaat say kaam krein our fresh mind say trading kerni chy our market ki dangerious situation ki waja say trades bikul nai lagani chy q keh iss say hamein market ka kuch pta nhn...
          • #6 Collapse

            Re: Ziyada k laluch main money manaegement ko ignore kerna

            Money Management apko tab he ayegi jab aap forex trading ko achay say seekhaingay. Hamesha forex trading main wahi log loss uthatay hain jo es kaam ko buht easy letay hain aur kahtay hain keh main to ye bs 5 mint main ye ker longa, ameer ho jaonga. Aur wo lot size bara laga ker beth jatay hain bina dikhay aur sochay samjhay. Natija kiya nikelta hay Account he wash ho jata hay dekhtay he dekhtay.
            • #7 Collapse

              Re: Ziyada k laluch main money manaegement ko ignore kerna

              Market mein jo Lal ji karta hai use problem hi banti hai Mukammal market ka andaza Kisi Ko Nahin Hota kabhi bhi market loss Mein Ja sakti hai kam yah vahi hai jo Apne risko Ko manage Karke trading Karta Hai money management se aur jo log karta hai use problem hi banti hai Jyada loss hi hota hai
              • #8 Collapse

                Re: Ziyada k laluch main money manaegement ko ignore kerna

                اصل پيغام ارسال کردہ از: aqsaanwar پيغام ديکھيے
                Akaser members ziyada profit k laluch main money management ko ignore ker dety hain r big lot kabuse kerty hain phir yehi cheaz loss ka bais banti hai r sometime natija hamy acciumt wash kinsoorat main milta hai is liye without money management kabhi bhi trade open na karen werna loss hi hota hai r dekha jay to mostly account wash tab hi hoty hain jab money management ko ignore ker diya jata hai ao be careful
                hamen jyada ki lalach kabhi nahin karni chahie kyunki jab Ham lalach ke sath kam karte Hain to fir hamara kam achcha nahin Ho pata hai isliye hamen chahie ke Ham lalach na Karen aur hamen achcha kam karne ki koshish karni chahie agar Ham lalach ke sath kam karte Hain to hamara kam achcha nahin hota hai hamen chahie ki Ham lalach ke sath kam na Karen Bal ke sahi kam karne ki koshish karni chahie agar lalach ke sath kam karenge to hamara kam achcha nahin hoga aur hamen nuksan ho jaega
                :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

                CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
                • #9 Collapse

                  Re: Ziyada k laluch main money manaegement ko ignore kerna

                  Jyada tar log lalach mein aakar moneymanagement ko bhul jaate Hain hamen achcha kam karne ki koshish karni chahie agar Ham lalach mein aakar kam karenge to hamen Koi fayda nahin hogaJo business mein lalach karta hai use loss bhi hota hai
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Ziyada k laluch main money manaegement ko ignore kerna

                    Humein lalach nahe karni chahiyea lalach karney sy hum kabhi kamyab nahe hongey humein hamesha mehnat sy kam karna chahiyea kiuu ke jo mehnat kartey hain wohi kamyab hotey hain or jo mehnat nahe kartey unhen loss hota hai isliye hamesha mehnat karain

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X