Forex main loss ki main wajohaat kia hain main app ko btati hon??

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex main loss ki main wajohaat kia hain main app ko btati hon??
    Dear members forex main loss ki main wajohaat ye hain k aik to hum lalauch main trade kerty hain jo humean nazar aa raha hota hai us ko nahe mantay our dil ki sunty hain our pher us main nuksaan hota hai dosra humery pass bonus investment kum hoti hai our hum return zeada ka souch rahy hoty hain to humean aik business k rules and regulations ko jab tak follow nahe karein gay kabhe bhe ache munafa nahe milay ga our us main kamyaabi k leay hard work ki zarorat hai koi short cut nahe hai :1f61a:
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex main loss ki main wajohaat kia hain main app ko btati hon??

    Agar loss hone ki koi reason hai byan kiya jaaye to bahut sare aise reason se hai jinki vajah se Ham sabko loss hota hai aur sabse jyada Bada reason Lal hoti hai Ham sab ko kabhi bhi lalach nahin karni chahie aur ek aur bahut bada reason hai ki Ham sab jald baji karte hain isliye Ham sab ko kabhi bhi jald bazi bhi nahin karni chahie
    • #3 Collapse

      Re: Forex main loss ki main wajohaat kia hain main app ko btati hon??

      G han dear ap ki baat thik hy pakkstan forex treading min hamin loos bahut si wajoohat sy hota hy is lia wjo wajoohat yeh hain
      1..forex min treading karty hiy hamin jab loos hota hy kam experience ki waja sy hum forex min jaldbazi karty hain aue forex min ziyada profit ka chkaar min hum lalach akrty hain jis sy hamin los hota hy hamin iis lia hamin forex min soch samjh ka treading kanri chayw....
      • #4 Collapse

        Re: Forex main loss ki main wajohaat kia hain main app ko btati hon??

        Isy sab sy bri waja syahi hy k ham.is my sahi sai hama.apaninmhanta k stah hamapana akam.krty hy to us my ham phrthora sa hi kamyab hony sy ham lalach shoro kr dyty hy us waja sy ham phr nakam.hona shoro ho jataya hy jb ham lalach krty hy to ham nakama.ho jatay hy is kam.sy ham
        • #5 Collapse

          Re: Forex main loss ki main wajohaat kia hain main app ko btati hon??

          forex aik online busineess hain hum is mai jaab mistake kar ky kaam karty hain to hamy los ho jata hain hamy mistakes ko avoid kar ky kam karna ho ga forex pakistan mai leal ban cuka hain hum is maai 24 gaanty mai s kese be wakt ka time table bana ar kam kar sakty hain hum is mai agar bager learnin ky kam kary gy to hamy sraf or soaf loss ho jy ga
          • #6 Collapse

            Re: Forex main loss ki main wajohaat kia hain main app ko btati hon??

            Dear aap ny bhaut achi post ki hy ye humy guide krti hy k kis trha st hum loss sy buch sakty hy dear first to hum short term trading krni chaiy aur is k sath kbhi bj lalach nhi krni chaiy aur humesha small lot size use krty hain aur sath sath hi tukka system sy kbhi bhi kam nhi krna chaiy bulky kitna zyada ho saky market ki analysis krny k ad hi trading krni chaiy
            • #7 Collapse

              Re: Forex main loss ki main wajohaat kia hain main app ko btati hon??

              Forex main hamy khud hi loss nahi hota balky ye hamari hi mistakes ki waja se hota hai sab se main cheaz yahan per laluch kerna hai jab ham laluch kerty hain tab hi money management ko igonre ker dety hain r big lot use ker k markete main entry lety hain r natija loss ki soorat main hamy milta hai is liye ab se pehly to laluch se avoide kiya jay r jald bazi kabhi na karen
              • #8 Collapse

                Re: Forex main loss ki main wajohaat kia hain main app ko btati hon??

                Forex market Mein loss ki different types ho sakti hai lekin aapane bilkul theek kaha hai mostly Dekha gaya hai ki Lalach Jo members karte hain unhen hi jyada loss hota hai aur Jinke pass knowledge Nahin Hota unhen Jyada loss hota hai kam yah vahi hai jo proper plan Banakar Apne acche knowledge se trading karta hai
                • #9 Collapse

                  Re: Forex main loss ki main wajohaat kia hain main app ko btati hon??

                  G dear member ap nay thk kaha hy, loss ki bari wajuhat yehi hayn kay aksar members forex per trading karty waqt facts and figures ko nai daikhty, lalach say kam laity hain, trends and analysis ko follow nai karty, jaldbazi karty hain, experience ki kami ki waja say or lalach ki waja say. Hamain chahiye kay agar ham ny trading main profit laina hy to mehnat say kam karna hoga.
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex main loss ki main wajohaat kia hain main app ko btati hon??

                    Jee haan loss ke kuch wajohaat ye bhe hain jo aap nay share ke hain aur bhe kafi wajohat hain. Es liye forext trading ko seekhna buht zarori hay. Bina Seekha aur eska elam hasil kiye bina humain forex trading real main start nahi kerni chahye.
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex main loss ki main wajohaat kia hain main app ko btati hon??

                      jee haan dear ap ne bilkkul sahi kaha forex main loss ki sab se badi wajoohat yahi hain agr hum forex mian laalach or greedy se kaam karen gy to hum iss mian kabhi bhi kamyaab nai ho sakty iss mian hum jinta greed karen gy hmara utna he ziyada loss hoga iss mian or hum apna acount bhi wash kar den gy iss liye greed se avoid karen or achi trading karen kamyaab honay k liye or doosri waja ap k acount wash hony ki k apka acount ka capital boaht chaota hona hai agr ap k acount ka capital choat hai to apka acount bohat jald wash honay ka kahtraa hai
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex main loss ki main wajohaat kia hain main app ko btati hon??

                        jee haan dear ap ne bilkkul sahi kaha forex main loss ki sab se badi wajoohat yahi hain agr hum forex mian laalach or greedy se kaam karen gy to hum iss mian kabhi bhi kamyaab nai ho sakty iss mian hum jinta greed karen gy hmara utna he ziyada loss hoga iss mian or hum apna acount bhi wash kar den gy iss liye greed se avoid karen or achi trading karen kamyaab honay k liye or doosri waja ap k acount wash hony ki k apka acount ka capital boaht chaota hona hai agr ap k acount ka capital choat hai to apka acount bohat jald wash honay ka kahtraa hai iss liye koshis karen k apnay acount k capital ko increase karen jitna bada ap k acount ka capital bada hoga apka acount utna he safe rahy ga or apko bhi chahiye k ap apni lot size ko kam se kam usee karen or apnay acount ki safty ko yakeeni bnayen

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X