Lot size..

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Lot size..
    Lot size k bary men kuch new members ko knowledge not hi is liy men yeh thread create KR RHA ho kh senior aur achy knowledge waly members is per reply krin Takh new members ko lot size k bary men zeyada sy zeyada knowledge hasil ho sky.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Lot size..

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Shahzaib Hassan پيغام ديکھيے
    Lot size k bary men kuch new members ko knowledge not hi is liy men yeh thread create KR RHA ho kh senior aur achy knowledge waly members is per reply krin Takh new members ko lot size k bary men zeyada sy zeyada knowledge hasil ho sky.
    my brother forex main aik trader ka lot size boht matter kerta hai ager app small account k oper barey lot ki trade lain gay to wo wash ho jeay ga ager app k pas 200 dollar ka account hai to us k oper .01 ki do trade lain our jab tak wo close profit main nahe ker lety hain tab tak app our trade na lain over trading say bhe bachian
    • #3 Collapse

      Re: Lot size..

      G han dear ap ny sai kha hy lote size kam lagana chaiye agar ham ko is ky bary me acha knowledge hy to ham is me acha kam kar saky gy or ham ko chaiye ky ham thread me lote size ka knowledge sher kary on ka bhi faida or hamara bhi faida
      • #4 Collapse

        Re: Lot size..

        G deqr lot size he aap ka asal imthiaan hotha hah k aap kithna lalich karthay hay is may aap apnay lalich ko jithna kam rakthay hay uthna aap ko is may ziada faida hasil hoga kionka aap ko loss may ziada nuqsaan na ho tho ye be aap ka faida hotha hay our aap osay recover be asaani sah kar sakthay hay.
        • #5 Collapse

          Re: Lot size..

          Assalamualaikum lot size asal mein volume ko kahate Hain ki aap kitne volume ke sath Kisi chiz ko sell ya buy karte Hain aur aap jitna volume jyada rakhenge utna aapko profit aur loss hoga agar aap jitna chhota volume rakhenge utna aapko kam profit loss hoga bus ise kahate Hain ki apna lot size chhota rakhen aur main yahi kahunga ki apna lot size chhota rakhen isase aapka account se Hoga aur aap Daily ka accha profit Kama lenge
          Clifford Trading journal
          • #6 Collapse

            Re: Lot size..

            hum lot laga kar acha munfa kama sakty hain hamy eexert ban ky foorex mai kam karna ho ga pher he hum pasia kma saky gy forex ak aacha business hain hum is mai night maai be kam kar sakkty hai um is mai day mai be kam kar sakty hain hum is mai aar bager learning ky kam kary gy t hamy lloss ho jy ga hum is mai apny bosss kud ap he hoty hian
            • #7 Collapse

              Re: Lot size..

              agar lot size ki baat ki jaaye to Ham sab lot size ka bahut acchi tarah se use karke bahut acchi trading kar sakte hain isliye Ham sab ko hamesha small large size ka hi use karte rahana chahie kabhi bhi big lot size ka use nahin karna chahie kyunki yah big lot size ka use karke hamen bahut jyada risky trading karte Hain
              • #8 Collapse

                Re: Lot size..

                Lot size simple meaning Mein iska matlab Yahi Hai Ke kitne trade open karna chahte hain jitni Jyada alot lagaenge use hisab Se Hi last Prophet Bhi Hoga koshish Karni chahie ke minimum Lagai Jaaye Agar loss hota hai to Kaam Ho use isliye recover bhi kar liya Jaaye Apne capital ko saaf rakhne Mein hi kamyabi hoti hai
                • #9 Collapse

                  Re: Lot size..

                  Lot size ka istemal hi ap k profit or loss ko decide krta hai. Agr ap lot size small lgyen gy tu profit consistently hasil kr skty hain lekin agr ap lot size big lgyen gy tu apko bht si mushkilat ko bhi face krna pry ga loss bhi hoga or shyd apka account bhi wash ho jye. Is lye behtar hai k ap ehtiat k sath trade kryn takeh apko zyda loss bhi na ho beshak ap daily $5 ka profit hasil kry wo best hai ia se k apko bht zyda loss ho
                  • #10 Collapse

                    Re: Lot size..

                    Lot siz hamaya bhot zeada kam sy kam hamaya rahna achiya hama.jitan bhi apanai ham lot siz oo ham countroly ham.rakhy gy uam agy ja sgy gy ham sahi sai ham apni mhanata sy hi hama.agaya jatay hy ourham.is my kamyab ho sgty hy
                    • #11 Collapse

                      Re: Lot size..

                      Dear friends trade lgaty hwy lot size set krna boht easy hy lkn hmain ye seakhny zarurt hy kay ham lot size ko apny account blance ky sath kasy set krain to juniors ko chahiy kay shro main lot size ko minimum rkhain ta ky market ki down moment ki wja say zyda loss na ho
                      • #12 Collapse

                        Re: Lot size..

                        hamari trading me lot size boht hi important chz he aur hame 100 doller par 0.10 se upar Ka lot use bilkul bhi nhi karna chaihe aur hamare forum se link instaforex kay account me bhi leavrage 50 he aur 50 leaverage me hum ziada lot ka istmal nhi kar sakte hen agr hamara 100 ka account he to 0.35 ki lot open hogi is se ziada ni
                        • #13 Collapse

                          Re: Lot size..

                          Aapane bahut Achcha question Kiya Hai Jab Bhi aap market Mein Apni trade open karte ho to sabse pahle aapko apna account balance dekhna hota hai Jitna aap ka account balance hota hai usse thoda kam aap call outside Lagane Hote Hain tabhi Aage trade acche profit Mein jaati hai aur aapko Achcha profit Milta Hai
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Lot size..

                            Account k hisab se lot size lgaen bara account hy to bara lot size jn k account choty hyn un ko lot size km lgana chaye takh acha Profit hasil ho sky

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X