hum q nakaam ho jaty hain??
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: hum q nakaam ho jaty hain??

    g han ham nakam hoty han to us ki sab se bare waja ye ha k ham lalachi ban jaty han aur ham is waja se nakam ho jaty han hamen lalachi ban kar kam ni karna chihye balkh hamen kamiyab honi kilye mehnat se kam karna chihye agar ham is tharaha lalach se kam karty rahin gy to ham kabhi bhi kamiyab ni ho sakty han
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: hum q nakaam ho jaty hain??

      Dear Forex Members jis tarah kamyabi business ka hisa hai is tarah na kaami bhi business ka hisa hai or aksar ham ap ne ghalat faislon ,jald baazi or ghaltiyon ki waja se na kaam hote hain so hame chahye ke ham carefully kaam karen or susti na karen balke mehnat karen kyun ke mehnat se hi kamyabi mumkin hai.
      • #18 Collapse

        Re: hum q nakaam ho jaty hain??

        dear friend forex bhot acha business hain forex aik online business hain is main jatni mahnat ky sath kam karin gy untni kamiyabi hasel kar sakty hain is liye ziyda sy ziyda mahnat karin or nkami ky bad kamiyabi hain kamiyabi zaror mily gi is liye mahnat kar ty raho kamiyab zaror ho gy mahnat kar ny waly nkam nhi ho ty aik na aik din kamiyabi zaror milti hain
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #19 Collapse

          Re: hum q nakaam ho jaty hain??

          Agar hum mehnat nahe karengey or humary pas knowledge or experience bhi nahe hoga tou hum nakaam hongey nakami ki sub sy bari vaja yahi hai key hum mehnat nahe kartey isliye jo mehnat kartey hain wo kamyab hotey hain isliye hamesha mehnat karni chahiyea

          اب آن لائن

          Working...
          X