Technical tools

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Technical tools
    Trading me use hony waly technical tools helpful hoty hey aur jo trader esy tools ko use karny ka acha experience hota hay esy traders ka ye plus point hota hay aur ye tools traders ko kamyab aur professional trader banny me bahot help karty hey, useful technical tools ye hey,

    1. Technical indicators (RSI, support and resistance, Price action) es ki study be karni chaye aur use karny ka experience be hona chaye,

    2. Pending orders

    3. charts types aur time frames
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Technical tools

    اصل پيغام ارسال کردہ از: aamir370 پيغام ديکھيے
    Trading me use hony waly technical tools helpful hoty hey aur jo trader esy tools ko use karny ka acha experience hota hay esy traders ka ye plus point hota hay aur ye tools traders ko kamyab aur professional trader banny me bahot help karty hey, useful technical tools ye hey,

    1. Technical indicators (RSI, support and resistance, Price action) es ki study be karni chaye aur use karny ka experience be hona chaye,

    2. Pending orders

    3. charts types aur time frames
    Bhai aapane Kafi Achcha knowledge aur information technical tools ke hisab Se Hamare Sath share Ki Hai ismein Hamen indicator Ka Pata Hona chahie price Action kya hai yah Hamen Pata Hona chahie candlestick kya hai Hamen iska knowledge hoga to Fir Ham apni trading ko apne liye Aasan banaa Payenge Chahat Ki types kitni hai line chart candlestick chart aur aur bar chart mein kya Fark Hai yah sab Kuchh Ham sikhenge to Fir hi Hamari trading Hamare liye bahut hi Aasan Hogi
    • #3 Collapse

      Re: Technical tools

      Forex main jab bhe kaam kia jata hy too is nain bahoot sart tools hoty hain agr aap inka istemaal achy sy kari gy too apko is main faida hoga aur jab aap is main mehnat karty hain aur dialy kaam karty hain too apko is main faida hota hy aur aoko acha prfit kil jata hy frex main
      • #4 Collapse

        Re: Technical tools

        Technical tools jo ka hamray liya kafi helpful hain jo hamain acha profit ka poont daty hain or in ko hamain use kerna chaye ya hamain apna pair per use kernna chaye jis pair per hm trading kerty hain or ager ap is ko use ker ka kam kero ga to ap ko ya kafi had tk faida da sekty hin or ap acha sa profit earn ker sekty hain
        • #5 Collapse

          Re: Technical tools

          technical anylasis or technical; anylasisd donu ko samjhna hamry liuy bhut hi importatnt sabit hota hy isliuy hamin chaiy keh hum bhut zeeda kaam krein or tmam tolls apny mind mein rahkin kabhi bhi apony mind ko negtive na bnin hamesha perfect or postive sochin
          • #6 Collapse

            Re: Technical tools

            Jin k teachnical tools achy hotty Hein unhain chahye kh hmain technical tools ko understand krein jiski base p hm struggle Kar k ak k understand krein jiski base p hmain unserious ho k Kam Ni karna or phr achii chezain daikhni hein
            • #7 Collapse

              Re: Technical tools

              han g bhi apnuy bht hi achi informations share ki hein ager hamin trading mein kamiyabi hasil kerni hy to hamin chahiy keh ham technical tools ko lazmi learn krein hamin support and resistance tp and sl ko set kerna ana chahiy mazeed trading key hwaley sey hamin sab tools ko learn kerna chahiy takeh ham achi trading kernuy mein kamiyabi hasil ker sakin.
              • #8 Collapse

                Re: Technical tools

                Dear meta trader 4 mein jitna bhi tools use ho rahay hain yeh sub humari trading ko safe rakhnay kay lye bahut zaroori hain aur humain chahyea kay hum inn tools ko apni trades mein regularly use kertay rahain ta kay humara account kabhi wash na ho aur hum achi trading ker sakain
                • #9 Collapse

                  Re: Technical tools

                  hamy forex mai kamaybe deny waly tools ko use kar ky kam karna ho ga pher he hum pasia kama saky gy forex aik acha business hain hum is mai night mai be kam kar sakty hain hum is maai day mai be kam kar saktyhain hum is mai agar bgaer learning ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga hum is mai agar tukka system sy kam kary gy to hamy siraf loss ho jy ga
                  • #10 Collapse

                    Re: Technical tools

                    Forex mein bahut sare tools hote hain aur bahut sare analysis bhi hote hain aur bahut sare indicators bhi hote hain aapko ine sab chijon ka knowledge hasil karna chahie aur experience bhi hasil karna chahie aur uske liye aapko acchi tarah se learning karte rahana chahie daily basis per acchi tarah se practis bhi karte rahana chahie
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Technical tools

                      Dear friend Jo basic hote hain chat per tools unke about Achcha knowledge Hona chahie Kyunki Jo technical analysis kiye Jaate Hain vah tools ke about hi hote hain towels ke about knowledge rakhte Honge tab hi technical analysis kar sakte hain basic Mein Aate Hain tools ko understand karna Aana chahie

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X