Market ki movement ko dekhkar nahin balki market analysis ko dekhkar trade open Karen
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Market ki movement ko dekhkar nahin balki market analysis ko dekhkar trade open Karen
    Aksar jab ham apne system ko open karte Hain to hamen market ki fast movement najar aati hai aur ham jaise hi market mein fast movement ko dekhte Hain to Ham aur aap hi apne order open kar dete hain aur hamen loss hona start ho jata hai hamen chahie ki Ham market ki movement ko dekh kar apne order ko Panna Karen balke market ke acchi tarah se analyzers karke apni tradeco open Kiya Karen kyunki market news ki vajah se bhi fast move kar sakti hai aur agar hamare analysis nahin honge aur hamari trade opposite chali jaati hai to Ham use ho jaate Hain aur hamara kafi loss ho sakta hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Market ki movement ko dekhkar nahin balki market analysis ko dekhkar trade open K

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Bonus Prince پيغام ديکھيے

    Aapki baat theek hai Hi agar Ham market mein teji dekhte Hain to Ham aankhen band karke market mein enter Ho jaate hain lekin aisa karne se hamen sirf aur sirf nuksan hi milta hai hamen kabhi aisa nahin karna chahie hamen pahle market ko acchi tarah se dekhna chahie aur agar market ko Ham samajh lete Hain to tab hi hamen market mein Koi trade karni chahie aur agar Ham market ko nahin samajhte Hain to hamen market mein Koi trade nahin karni chahie nahin to hamen sirf aur sirf nuksan hoga
    :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

    CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
    • #3 Collapse

      Re: Market ki movement ko dekhkar nahin balki market analysis ko dekhkar trade open K

      bhut hi btter sawl kiyta hy apny keh hamin market ko dhek ker nahee ba;k anylasios ker trading krein istrah hamin chaiy keh hum itnio zeeda anyklasais krein keh hamin loss bilkul bhi na ho hum jo bhui trade ksi bhi curncey ko open krein to kum lotv size use krein istrah hum ik kamyb traders ban saktyy hein
      • #4 Collapse

        Re: Market ki movement ko dekhkar nahin balki market analysis ko dekhkar trade open K

        Yes brother i agree markete ki fast movememt ko dekh ker la hi trade open nahi kerni chahye is per proper analyse k bad hi trade open karen r trade se pehly news ko zaror dekh len kium k aj kal markete wesy bhi news per boht depended hai r news ki waja se is ki movement boht fast ho jati hai to kabhi bhi markete ki movement ko dekh ker apny orders place na karen balky achy analyse k bad hi trade karen r new members akser asa hi kerty hain jis se markete trend change kerti hai to loss hota hai
        • #5 Collapse

          Re: Market ki movement ko dekhkar nahin balki market analysis ko dekhkar trade open K

          G han dear brother apny sahi baat ke hy jab bhe fprex main hum kaam karty hain too huamin isk liay pehly knowledge hasil karna hota hy jab hmary pass acha knowledge hoga too humain is main faida bhe hoga yoo humain ghaye k is maon analysis k sath trade karin naa k market ko dekh k.
          • #6 Collapse

            Re: Market ki movement ko dekhkar nahin balki market analysis ko dekhkar trade open K

            ji han bahut hi acchi baat ki hai brother Hamen Forex trading karte hue Hamesha market ko analysis karne ke bad hi trade open karni chahie aur iske sath Hamen market ki movement ko bhi check karna chahie tu Hi Ham acchi trading karke profit hassil kar sakenge
            • #7 Collapse

              Re: Market ki movement ko dekhkar nahin balki market analysis ko dekhkar trade open K

              G hy bilkuk hm market ki movmnt ko dkh kr nhi blky market ko anlysis krna chya tb hi kamyb Ho ga..... Ur hm sirf market ki movmnt ko dkh kr tread kra ga to hm loss Ho ga is lia jitna ziyada Ho saky market ko anlysis kra tb hi kamyb Ho ga...... Ugr hm bgr anlysis ky tread open kra ga to hm loss Ho skty hy is lia soch semjh kr kam kra ta ky kamyb Ho
              • #8 Collapse

                Re: Market ki movement ko dekhkar nahin balki market analysis ko dekhkar trade open K

                Yes dear ap nay thk kaha hy, market hamesha movement main rehti hay kabhi ye movement fast hoti hy to kabhi slow, magar hamain trade nai rokni chahiye or market trend ko aur iskay sath analysis ko follow kar kay trading karni chahiye, us hisab say lot size kam ya ziada rkh sakty hain or behter hikmat e amli say hamesha profit earn kar sakty hain
                • #9 Collapse

                  Re: Market ki movement ko dekhkar nahin balki market analysis ko dekhkar trade open K

                  G sahi Kahaaa Hai Aaaap Ne HumEn BhoT Hi SoCh Samajh KaR Trade LaGaanj Chaahihe Or Lott siZe Bhj BhiT Hi Secure Rakhnaaa Chaahiye Q k Lott SiZe Jitnaaa SeCuRe HoGaaa oR Jitni Ehtyaat Se Hum Trading KaRen gy Utnay hi Kaaamyaabi k ChanCes Bhi Zyaada Hi hoon Gy oR aaasani Se Kaamyaabi Haaasil KaR SKsn Gy.........
                  • #10 Collapse

                    Re: Market ki movement ko dekhkar nahin balki market analysis ko dekhkar trade open K

                    Market Mair jab moment ho tu aap trade karny maie jadbazi nai Karen balky Apne Analysis Karen market my trend KY Matbik trade Karen aur tradenkarny say ply market ke new ki check Karen ager aap support and resistance say trade Karen tu baytir hai achi trade par aap risk ly sKty hai ager aap KY analysis achy hai .forz trading maie.mnoey mangment ka khal Karen zaida lulch na Karen ager aap me ak bar trade say profit Lia tu bar bar entry trade na Karen .
                    • #11 Collapse

                      Re: Market ki movement ko dekhkar nahin balki market analysis ko dekhkar trade open K

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: Bonus Prince پيغام ديکھيے
                      Aksar jab ham apne system ko open karte Hain to hamen market ki fast movement najar aati hai aur ham jaise hi market mein fast movement ko dekhte Hain to Ham aur aap hi apne order open kar dete hain aur hamen loss hona start ho jata hai hamen chahie ki Ham market ki movement ko dekh kar apne order ko Panna Karen balke market ke acchi tarah se analyzers karke apni tradeco open Kiya Karen kyunki market news ki vajah se bhi fast move kar sakti hai aur agar hamare analysis nahin honge aur hamari trade opposite chali jaati hai to Ham use ho jaate Hain aur hamara kafi loss ho sakta hai

                      Asslam o alaikum dear forex member g blkul hamain hmshaa se hi apny analysis se tarfe open krna chahiye mrkt trend ko bhi folow krna important hotaa hay is liye apny analysis ko hii prefer kiyaa karo aur usi analysis ko follow kr kayy achha trade open kr skogy jab apny aap p confidence jogaa ....
                      Visit My Profile
                      • #12 Collapse

                        Re: Market ki movement ko dekhkar nahin balki market analysis ko dekhkar trade open K

                        han g mein bhi apki bat sey agree kerta hun ke hain chahiy keh ham markeet ki movemnt ko nhi bekeh iss key analyse ko dekh ker ham iss mein rading krein movemnts per bharosa nhi kerna chahiy bekeh trend ko follow kerty huy hamin trading kerni chahiy,,
                        • #13 Collapse

                          Re: Market ki movement ko dekhkar nahin balki market analysis ko dekhkar trade open K

                          Maareet Ko Jitna ho sake time Dena chahie analysis karne chahie Kuchh time Lagani chahie Jab market Mein Koi Achcha friend mil Jayegi Itna Achcha friend nikalkar market Mein Apna Aadarsh place Karenge Itna se profit Bheem nikal Sakenge Kitna Soch samajhkar proper plan bnao trading Karenge best Kahenge
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Market ki movement ko dekhkar nahin balki market analysis ko dekhkar trade open K

                            market ko acchi tarah se dekhna aur market ko acchi tarah se nahin karna bahut jaruri Hota uske bad mein trading karni chahie jab tak aapko trading ke ke liye chhutti Na Mile tab tak aapko trading nahin karni chahie balki aapko trading se avoid karna chahie aur is tarah se aap bahut acchi tarah se trading kar payenge aur aap loss se bhi pahunch payenge

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X