Crude oil k nechy jany ki Kia wjha hy?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Crude oil k nechy jany ki Kia wjha hy?
    Dosto crude oil do Hafte pahle Monday ko gap down open hua tha Jis per vah 33 level per open hua aur uske bad usne 27 level ko Touch Kiya aur use time se yah chal hi ho raha hai to iski kya vajah hai main aapko batati hun Saudi Arab ne a Rasiya ke sath contract karna tha ki Koyal ki production ko kam karte hain per vah contract Nahin Ho Saka Jiske bad Saudi Arab Mein oil ki prices cut kar di Jiski vajah se isane 700 Pips gap down open Hua aur uske bad Kuchh coronavirus ke effect ki vajah se abhi vah niche ja raha hai aur Mujhe to technically Yahi lag raha hai ki Abhi Ja 19 level Tak jaega
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Crude oil k nechy jany ki Kia wjha hy?

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Aroos پيغام ديکھيے

    Crude oil kemo down hone ke chances hai main samajhta hun k unnao Karu dial very dangerous down move kar raha hai hi aur hamen chahie ki Ham crude oil per big lot ko use na Karen agar crude oil per trading karni hai to hamen small lot ko use karna chahie kyunki karur very risky ho chuka hai aur is se hamen bahut hi jyada loss ho sakta hai
    • #3 Collapse

      Re: Crude oil k nechy jany ki Kia wjha hy?

      Jii haan dear iss ki bhot sarii wajhohat hain ..iss kii sab sy barii wajha jo ajkal chal rhii haii woh crona virus haii aur uss ky baad aur bhe mulkii contract jo sauidia aribia dosry milkon ky sath kr rhaa haii us kii wajha bhe haii ab crona ki wajha sy un p bhe effect par rhy hain ..aur hum.logon ko iss ka bhe loss ho rha hai ..markeet down hony sy humain loss ho skta haii bhot
      • #4 Collapse

        Re: Crude oil k nechy jany ki Kia wjha hy?

        G dear is waqat crude oil bahut he taizi say neechy ja raha hay, aisi position main hamain crude oil main trading karny knliye sell main trade karni chahiye or please lot size ko minimum rakhain q kay jaisy he ye upward movement kary ga to aisy he taizi say uper movement jary ga jis say traders ko again bahut loss hony kay chances hon gay.
        • #5 Collapse

          Re: Crude oil k nechy jany ki Kia wjha hy?

          Cruide oil nichy jany ki waja bhi coronoa hi hai r just oil hi nahi pori markeye corona ki waj ma se down hai r unbalance hogai hai k jis main trade kerna mushkil hai to dear ager ao demmo per is main trade keran to ye alag bat hai werna ap real account main abi trade na hi karen to behter hai r ager is per trade kerna hi hai to small lot k sath trade open karen
          • #6 Collapse

            Re: Crude oil k nechy jany ki Kia wjha hy?

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Aroos پيغام ديکھيے
            Dosto crude oil do Hafte pahle Monday ko gap down open hua tha Jis per vah 33 level per open hua aur uske bad usne 27 level ko Touch Kiya aur use time se yah chal hi ho raha hai to iski kya vajah hai main aapko batati hun Saudi Arab ne a Rasiya ke sath contract karna tha ki Koyal ki production ko kam karte hain per vah contract Nahin Ho Saka Jiske bad Saudi Arab Mein oil ki prices cut kar di Jiski vajah se isane 700 Pips gap down open Hua aur uske bad Kuchh coronavirus ke effect ki vajah se abhi vah niche ja raha hai aur Mujhe to technically Yahi lag raha hai ki Abhi Ja 19 level Tak jaega
            Crude oil bahut hi khatarnak hai aur main samajhta Hun ki hamen is pay trading nahin karni chahie kyunki Ham is per kamyab kam hi hote hain aur nuksan jyada uthate Hain iska kuchh pata nahin chalta hai aur jab movement karta hai to itni jyada khatarnak karta hai ki bahut bade bade account bhi doob jaate Hain isliye hamen isase dur rahana chahie
            :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

            CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
            • #7 Collapse

              Re: Crude oil k nechy jany ki Kia wjha hy?

              Bhai apko pta tu hai k aj Kal pori stock exchange or forex market downward trend main chl rhi hai or iski wjh Sirf or Sirf corona virus hai. Jis se hmy khud ko save krna hain.crude oil ki ab se bari wjh jis se wo down ja rha hai k aj Kal pori karobar band ho gia hai koi new contract bhi ni ho rhy yaha tak k us ny pori market ko bnd kr dia hai ab ye upward any k liye time ley gi or us k bad hi forum py upr ay gi
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Re: Crude oil k nechy jany ki Kia wjha hy?

                اصل پيغام ارسال کردہ از: Aroos پيغام ديکھيے
                Dosto crude oil do Hafte pahle Monday ko gap down open hua tha Jis per vah 33 level per open hua aur uske bad usne 27 level ko Touch Kiya aur use time se yah chal hi ho raha hai to iski kya vajah hai main aapko batati hun Saudi Arab ne a Rasiya ke sath contract karna tha ki Koyal ki production ko kam karte hain per vah contract Nahin Ho Saka Jiske bad Saudi Arab Mein oil ki prices cut kar di Jiski vajah se isane 700 Pips gap down open Hua aur uske bad Kuchh coronavirus ke effect ki vajah se abhi vah niche ja raha hai aur Mujhe to technically Yahi lag raha hai ki Abhi Ja 19 level Tak jaega

                Asslam o alaikum dear forex member ji bilkul crural bahut hi gaps open hua tha pahle aur iski vajah yahi hai ki korona virus Saudi Arabia mein bhi bahut Yad Kar Gaya Hai Aur ISI ki vajah se crural ki jo production Hai vah restricted ho gaya hai aur Iske Jo price Hai vah niche Gir Gaye Hain I think Yahi main reason Hai Jisko Jaise Iske prices Gir Gaye the ...
                Visit My Profile

                اب آن لائن

                Working...
                X