kiya doosry level ki verificatoin k baad withdraw ho sakta hy

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    kiya doosry level ki verificatoin k baad withdraw ho sakta hy
    dear jesa keh ap janty hi hwin keh forex sey tradiong sey milny waly prfit ko hum withdrwa kerty hein or isk liuy pehly 3 verificatoin kerbni perti hein agher hamri 2 complte ho jaiy or 3si na hoo to kiya hum withdraw ker sakty hein ya nahee mery khyal mein to ker sakty hein .
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: kiya doosry level ki verificatoin k baad withdraw ho sakta hy

    Kiya dosri level ki verification ka bad withdraw krwa saktay hai bohat acha swal hai forex mein agar aap withdraw krwna chty hai tu aap ko apni verification complete Kar latay hai tu aap asni say withdraw krwa saktay hai asa aap ko moskal ho sakti hai
    • #3 Collapse

      Re: kiya doosry level ki verificatoin k baad withdraw ho sakta hy

      G han dear ap ki baat thik hy pakistan forex min hamin insta ko verification karty hiy hamin is ka 2 step ko verification karna bahut zaroori hy jab tak hum firex min wiasy 3 step hoty hain verification ka magr hamn forex min insta forsx ko 2 verification level karna bahut zarooei hy jab tak hum yeh nahin kanri gy tan tak hum forex min withdraw nahin kar sakty hain .
      • #4 Collapse

        Re: kiya doosry level ki verificatoin k baad withdraw ho sakta hy

        han g ho sakta hy dosrey level ki verification kernuy keuy bad ap iss mein 10 bar apna profit with draw ker sakty hein uss key bad nhi uss key bad apko third level ko verify kerwana lazmi hota hy iss liy third level ki verification lazmi kerwain aour acha profit bhi hasil krein.
        • #5 Collapse

          Re: kiya doosry level ki verificatoin k baad withdraw ho sakta hy

          markt main apni money ko withdraw karwa katy hain acocunt ko verify kar k hi hum achy say trade karny k kabil ho sakty hain aur account ko verify kar k hi hum cahi trade karny main bi koi prblm na ho saky gi aur hamain enter hony say pahly is k rules ko mind main rakh k hi hum real main bi trade karny main b i koi prblm na ho saky gi ta k loss km ho ga
          • #6 Collapse

            Re: kiya doosry level ki verificatoin k baad withdraw ho sakta hy

            Ge ha insta forex per dusre level je bad withdraw ho sakta he aur withdraw je sat hum treading nahi jarna chaya aur jab profit withdraw ho jai is je ad treading kare us waqt tak ppst karna chaya
            • #7 Collapse

              Re: kiya doosry level ki verificatoin k baad withdraw ho sakta hy

              bhai jaan humen forex tradinge se hasil hone wali profite ko withdrow karwane keley insta forex ke dono level hi veryfiy karwane parte hain kunke accounte veryffication ke bagher hum apni profite ko withdrow nehi karwa sakte or aghar dono mein se eik bhi level veryfiy nehi hoga to hum withdrow hasil nehi kar sakte
              • #8 Collapse

                Re: kiya doosry level ki verificatoin k baad withdraw ho sakta hy

                Verification level ka end tak verify hona must hota hay is k liye membrs ko timely hi yeh sab ker lena chaye or is ko late nahin kerna chaye kyun keh is k bagher kabhi bhi withdraw nahin hota hay is liye membrs ko chaye keh woh apna account time pay hi comlete ker liya kren
                • #9 Collapse

                  Re: kiya doosry level ki verificatoin k baad withdraw ho sakta hy

                  forex 1 acha business hain hum es main live kam karty hain forex main dosra level withdraw hain our hum ko es main kam karny kay ley boht mahnat karne ho ge to he hum es main sucess ho skty hain our hum es main apny kam ko aasane say kar skty hain forex 1 acha business hain hum es main part time be kam akr skty hain hum es main full time be kam akr skty hain
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: kiya doosry level ki verificatoin k baad withdraw ho sakta hy

                    Dear jab aap nay first verification level ok kar diya to phir aap ko withdraw kay liya lazmi second verification ko ok kar dayna hota hay second kay baad khi aap ko withdraw ho sakta hay jahan tak third verification level ka taluq hay to phir iss kay liya ap ko 6 months ya iss say bi ziyada ka intizar karna hota hay us kay baad ya wala level auto may aajata hay.

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X