Pak forex halka business nhi hm yahan time pass nhi mehnat krain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Pak forex halka business nhi hm yahan time pass nhi mehnat krain
    Salam to all forex mn ap ki baat pay agree krti hn pak forex halka business nhi hmen ziyada se ziyda mehnat krni chahyee hm jitni mehnat krn gy hmari earning bhi utni achi hogi hmen forex k kam ko time pas nhi smjhna chahyee hmen mehnat se aur dil laga k forex ko time dena chahye
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Pak forex halka business nhi hm yahan time pass nhi mehnat krain

    forex aik adcha business hain yai time pass nahi haain hamy ache learning gain kar ky is mai mahnet sy or lagan sy kam karna ho ga pher he hum pasaia kama skay gy forex aik acha business han hum is mai bager passaio ky account bana kar be kam kar sakty hain hum is mai agar bager leanring ky kam kary gy to hamy losss ho ga forex jasa koi or busness nahi h ain
    "The mind is everything, What you think you become"
    • #3 Collapse

      Re: Pak forex halka business nhi hm yahan time pass nhi mehnat krain

      Waslam dear apki bat thk hay, forex forum aik aisa forum hay jo mature logon k liye hy, yahan time pass karny walon ki jaga nai hy, jo sochty hain ka kuch bhi likh kay posts ka target poora kar kay ham bonus lain gay wo sara sar khud ko dhoky main rakhy hoty hain, forex forum per sirf or sirf mehnat say posting karny walon ko he bonus milta hay
      • #4 Collapse

        Re: Pak forex halka business nhi hm yahan time pass nhi mehnat krain

        hamain time ki kadr krni chahye is forum main planing karni ho gi ta k earn karien gay aur hamain market main trader bannay say pahhly is k bary main trader banany say pahhly is k bary main planing karni ho gi tab hi hum trade karein gay aur hamain markt main bi emotion ko kabo main rakna ho ga tab hi hum market main bi trade karny main bi asani ho saky gi
        • #5 Collapse

          Re: Pak forex halka business nhi hm yahan time pass nhi mehnat krain

          Yes forex bhot famous business hai, es ma bhot mehnat karna parti hai, agr ap mehnat ni kar sakty to phr ap yaha leny kiya ahye hai? Forex ma maximum chance loss ka hota hai, kiu k yaha earning ma ham bhot jaldi karty hai but earning learning k bena mumkin ni hai,
          • #6 Collapse

            Re: Pak forex halka business nhi hm yahan time pass nhi mehnat krain

            forex main hum live kam karty hain humain es main kam karny kay ley humain es main boht mahnat karne ho ge to he hum es main kamjab ho skty hain agar hum es main tuky lga kr kam karain gain to hum es main loss ho ga our humes ain boht sa huqsan be ho skta hain hum es amain kam karny kay ley humain knowledgw ka hona zrure hain to he hum es main sucess ho skty hain
            • #7 Collapse

              Re: Pak forex halka business nhi hm yahan time pass nhi mehnat krain

              G Haaaa Aaaap ki Baaat Sahi Hai Agar Hum FoRex main mEhnat se kaaam KaRen gy To ZaRoor Kaamyaab ho Jaaaen Gy To HumEn Chaahiye k Zyaada Se Zyaada TimE Den maRket ko oR Samajh KaR Trade KaRen Taakay Kaamyaabi k ChanCes Zyaada hoon Or Hum aaasani Se Trade Lagaa KaR pRofit Earn KaR SakEn....
              • #8 Collapse

                Re: Pak forex halka business nhi hm yahan time pass nhi mehnat krain

                G han forex bhut hi acha online busnes h jis main kam kat k hum achi earning karty hain is main hamin mahnat ni krni chihye kbhi bhi forex ko time pass na samjin is main mahant bhut ahm h hamin chihye k mahant k sath kam karin agr hum mahnat k sath kam karty hain tw hamin is ka bhut acha bonus milta h
                • #9 Collapse

                  Re: Pak forex halka business nhi hm yahan time pass nhi mehnat krain

                  yes forex aik bht profitable buisness ha aur ye hmain achi earning oppertunity provide karta ha ia liay hmain is ma mehnat k sath kam karna chaiay aur is ka knowledge increase kar k achay results hasil karnay chaian hmain is ma time waste nhi karna chaiay bl k time ki kadar karain
                  • #10 Collapse

                    Re: Pak forex halka business nhi hm yahan time pass nhi mehnat krain

                    Dear friends, as you said, we really should put more effort into it. It is up to us to work. We should check our target so we can earn .if we loss the time thay will be loss so we try to more best
                    • #11 Collapse

                      Re: Pak forex halka business nhi hm yahan time pass nhi mehnat krain

                      Thek kaha ap ne forex aik bohat acha online aur profitable business ha jis se bohat achy earning koi bhi kar sakta ha hame is me time pass nahi karna chahiye balke is me mehnat karne ki kushish karny chahiye ap is me jitny mehnat karo ge apko is me utna he ziyada fayida hoga
                      • #12 Collapse

                        Re: Pak forex halka business nhi hm yahan time pass nhi mehnat krain

                        Dear sir aap ki bath sahi hay laykin iss may ya kahna kay business nahi hay to ya galat hay bhai ya business hay mt5 waloon ka jiss say Insta related hay or unhone nay apna shear dala howa hay ab yahan par dosri bath ya hoi hay kay agar aap jo kaam kar rahay ho iss ka aap ko bonus milta hay matlab kay aap aik tarha say mulazmat kar rahay ho or jab aap iss paysay ko insta may laykar jaataay ho to wahan par aap broker ho jaatay ho.
                        • #13 Collapse

                          Re: Pak forex halka business nhi hm yahan time pass nhi mehnat krain

                          پاک فورس پاکستان دنیا کا عظیم ترین کاروبار ہے بعض لوگ اس کاروبار کو ٹائم پاس سمجھتے ہیں یہ ٹائم پاس نہیں ہے یہ زندگی بدل دینے والا کاروبار ہے اس میں خوب محنت کریں آپ زندگی کا فیچر بنا سکتے ہیں
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Pak forex halka business nhi hm yahan time pass nhi mehnat krain

                            bilkul theek forex trading eik online risky business hai or isko bilkul bhi easy nehi lena chahey or nahi forex trading ko eik time pass business samjana chey or jo log forex trading ko easy or time pass samajte hain woh kabhi bhi is mein kamyyab nehi ho sakte hain or jo log forex trading mein hard wark karte hain woh zaror kamyyab hote hain

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X