kiya forex ko learn karne kay liye well educated hona lazmi

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #136 Collapse

    je nahi aesa kuch be nahi chahie forex me kaam karne ke lie hamko bas forex ke bare me hi information chahie hoti he or woh ham khud be seekh sakte hen ke ham ne kese market ko samjna he r kese earning karni he bas hamko itni smaj honi chahie ke ham pc ka theek se use kar saken
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #137 Collapse

      Brother forex trading ko learn krnay k lia humray pass education hona lazmi ha aor sub sy jo man cheez ha k humray pass trading ka experinces ho hum kbi b experinces k trading nai kar sktay hn.yeh bhot risky market ha hum ko loss ho skta ha bhot g.
      • #138 Collapse

        asalam o alikum my dear friends ya lazmi hy ky forex form par kam karny ky leya insan well educated ho na to ni lakin haff education honi bhot lazmi hy
        • #139 Collapse

          G han ye aik asa business ha jis ki hmen agr achi learning karni ha tu us k liye hmen chahye k hm is business me well educated b hona chahye agr hmary pass itni achi taleem nahi b ha hm tb b is business ko kar sakty hain kyun k ye aik asa bsuiness ha jis se hm kafi achi tarah se earn kar sakty hain
          • #140 Collapse

            g haan main is per kahoon ga k is k liyeh educated hona bohat zarooori hai baaz oqaat hum o news peni per jati hain us k liyeh per liha hona bohat zaroori hai.
            • #141 Collapse

              اصل پيغام ارسال کردہ از: alitasleem256 پيغام ديکھيے
              kiya forex ko learn karne kay liye well educated hona lazmi agar kisi kay pas highest education nahi ho to kiya wo ye business nahi kar sakta plz i want your suggestion :confused:








              very interesting thread gee han ma tu ye he samjta ho k ye baat true hai k forex trading business ko samjna k liya well educated hona bohot zarori hai warna ye business samj nai ata hai.
              • #142 Collapse

                thanks sir for giving ans of this question bus aap seniors esi tarha se agar hum juniors ki facilitate karte rahe to inshallah hamein bhi kuch sikhne knockout melega aur aap ki data mein bhi izafa hoga
                • #143 Collapse

                  nhi, ye zaruri nhi ha k forex mein well educated hona chahiye. forex ka kaam hr koi kr skta ha mgr earning kisi ki apni kabliyat py depend krti ha k wo is kabil ha ya nhi. k forex se profit earn kr ske wasy dekha jaye to forex ka kaam itna difficult b nhi k isko hr koi join na kr ske.
                  • #144 Collapse

                    G han forex ko learn krny ky ley km az km graduation hni chaye kyo ky ap ny es ke ebook study krni hti hyn aor wo ap ke english thek na ho to nai kr skty,forex behtreen profitable business hy es may kam easy tb he hta hy jb es ko learn kr ky keya jaye.
                    • #145 Collapse

                      g han bhai jan forex trading business men success hasil krny ky liy well educated hona boht zarori hy q ky forex men english ka acha hona boht zarori hy bagher education ky ap forex trading business ko seekh nahi sakty is liy achi education hasil kren
                      • #146 Collapse

                        Agar aap well educated hain to yeh aap ka aik positive point hy keh aap easily forex ko samjh saktey hain, warna agar aap ziada educated nahi bhi hain phir bhi aap yeh business join kar saktey hain. Yeh to interest ki bat hy keh aap market ko kaisay judge kartey hain. Kuch log mindly tor pr jald pick kartey hain, un key leye forex aik acha business hy. It is for everyone and anyone can get benefits from this business.
                        • #147 Collapse

                          forex kay liye utni education honi chahiye kay app forex ko learn ker saky ager trader well educated ho gah tu woh asani say forex ko learn ker sakta hai
                          • #148 Collapse

                            in to b ham forex tradi gn ko learn kar kayis main apna experience barha saktayhain .
                            • #149 Collapse

                              nahi forex learning lrnay k liay koi mayar to maqarar nhi or na hi koi khas degree chahiye hoti hai han yh hai k ap k pass basic education hona lazmi hai jo k metric ya fsc ya f.a hai or ap ko thora bohat english k sath b intraction hona b lazmi hain or haan say bari baat k ap ka zehan thk ho jo k foran kci baat ko pick krey
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #150 Collapse

                                فوریکس ٹریڈنگ کے لئے زیادہ قابلیت کی کوئی ضرورت نہیں ہے. وہاں صرف ٹریڈنگ مارکیٹ کے بنیادی جاننے کی ضرورت ہے اور تاجر مارکیٹ کی تحریک کو جانتا ہے اور اس کا تجزیہ کر سکتے ہیں.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X