gold ke movement or new comers

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    gold ke movement or new comers
    agar hum forex maai new hain to hamy gold mai kam athat sy karna ho ga pher he hum paassia kama saky gy forex mai gold ke movemet ko samjna asan nahi hain hamy soch samj kar risk lena ho ga forex paksitan mai legal ban cuka hain hum is maai agar tukak system sy kam kary gy to hamy loss ho jy ga hamy expertt ban ky gold mai risk lena ho ga forex aik bohat bara or acha business hain hum is mai apny boss ap he hoty hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: gold ke movement or new comers

    gold bht tezz move kr rha h r kch din c mrkeet m gold ko down dekha ja rh h islye hmen khyl c work krna chahye r zyada c zyada apne knowledge m izafa krna chahye.
    Mehnat + Knowledge × experience = SUCCESS
    • #3 Collapse

      Re: gold ke movement or new comers

      G baai agar koi be member is may new hay tho osko chahiay wo asay khalaath may apnay aap ko gold say dhor rakay kionka buhut ziada unexpected movememts ho rahe hay gold ke our osko samajna koi asaan nahee hay is liay asay halaath may hamay chahiwy hum gold say dhoor rahwy.
      • #4 Collapse

        Re: gold ke movement or new comers

        G han dear ap ki baat thik hy pakistan forex mun gold par trrading karnanbahut hi ziyada risky iis lia hamin forex min agr achi treaidng kaney hy to hum ko forsx min ziyada sy ziyada mhenat akrty hiy hum firox min achi treading kamey ka lia hum forex min acha demo account par prictice kar ka acha experince hasil ka esakyy hain jitan hum forex min avhi treading karin gy otan hi hum acha profit hasil kar sakty haim.
        • #5 Collapse

          Re: gold ke movement or new comers

          Forex mein gold ki movement bahut tezz hoti hai aur iss mein new comers apna.nuqsaan ker saktay hain unn ko forex mein soch samajh ker kaam ker saktay hain lakin phir bhi iss mein new comers kay lye kaam kernay mein risk involve hota hai forex mein gold ko zayada samajh ker kaam kerna hota hai
          • #6 Collapse

            Re: gold ke movement or new comers

            agr hum forex mai new comers han to hamy gold mai kam nahi karna chaehy hamy acha experence gain kar ky is ma kam karna ho ga pher he hum pasia kama skay g y forex aik acha business hain hum is mai raat mai be kam kar saakty hain hum is mai din mai be kam kar sakty hain hum is maai bager pasao ky account bana kar be kam kari sakty hain is mai hamara koi be boss nahi hain
            • #7 Collapse

              Re: gold ke movement or new comers

              dear g han ap nay sahe swal ko uthiya hay is main new comer ko chye k ham wo lot ko lein bhi nah agar wo letay bhi hein to in ko chye k wo is main sl aor tp ko set ker k kam ko karein agar wo is main aisa karein gay to bad main ja ker k wo is main kamyb ho saktay hein in ko chye k wo is main achay say kam ko karein nah k jaldbazi say .
              • #8 Collapse

                Re: gold ke movement or new comers

                Gold ki trading bohat hi ziadah risky ha, lakin aj kal aksar traders gold pe trading ko like kartay hain q k gold ki movement bohat ziadah hoti ha is lye gold ki trading bohat hi care k sath karni chaye, gold ki trading pe new commers ko hargiz trading ni karni chaye jab tak un ka trading experience ziadah na ho jaye, aur jin k pass small account ha woh to hargiz bhi gold pe trading na krain, agar ap k pass 500 dollar ka account ha to pher ap gold pe trading ka risk lay saktay hain lakin small lot size k saht jaisay 0.01 lot size pe,
                • #9 Collapse

                  Re: gold ke movement or new comers

                  dear forex trading main jo gold ka pair hai jis main trading krna risky hoti hai laken aghr new comers gold ki trading krna chahty hain tu wo kbhi bbhi na karen q k un ka trading ka expiernce nahi hota hai jis k loye wo risky pair ko kbh bhi manage nahi kar skty hain or un ko ayse he loss hota rahata hai tu hmain chahye k hum un ko guide karen ta k wo apni trading main risk ko kam kar skaen
                  • #10 Collapse

                    Re: gold ke movement or new comers

                    Gold major pair Hai ismein market ki mint mostly best hi hoti hai understand Karna Bada difficult ho jata hai koshish Karni chahie ke new members ko Gold per trading na Karen Kyunki market ki movement ki samajh hi nahin aati currency pair per new members ko trading Karni chahie
                    • #11 Collapse

                      Re: gold ke movement or new comers

                      forex ko join krny valy new members k lye kisi bhi pair pr experience k baghair trade krna risky hi hai chahy vo gold ho ya currency jb ap k pas axha experience nai ho ga to ap ko srf loss hi ho ga,is lye trade esy directly real account pr kbhi strt na krein balky demo pr practise krei us k bad axhi practise se ap gold pr bhi trade kr sakty hein,..
                      • #12 Collapse

                        Re: gold ke movement or new comers

                        Purush mein gold sabse Jyada risky hai aur iski movement bhi bahut fast hoti hai aajkal market movement Mein gold ki movement bahut hi down hai to newcomers is per trade open karne se bachen
                        • #13 Collapse

                          Re: gold ke movement or new comers

                          Gold ki to bilkul samajh Nahin a Rahi gold bahut Ajeeb react kar raha hai gold bahut fast job kar raha hai gold uptrend Mein Tha lekin bahut fast down side mein kar raha hai Gold per new trader acchi trading nahin kar sakta isliye chahie ki Ham Agar bacche profitable trading karna chahte hain To Hamen currency per per kam karna chahie
                          • #14 Collapse

                            Re: gold ke movement or new comers

                            Gold ki movement new commercial ki movement aajkal bahut fast hai aur is per newcomers ki trading nuksan de sakti hai newcomers ko is Waqt gold Royal per trading karne ka risk Nahin Dena chahie Kyunki unke pass Itna Achcha experience maujud nahin hai aur gold key movement per is customer traders bhi nuksan kar rahe hain isliye newcomers ko is Waqt practice ko time Dene Ki Koshish Karni chahie
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: gold ke movement or new comers

                              new comers gold per kbhi trading na krein aik to unk pas bonus bhi kam hota hy doosra unk pas trading experince nhi hota hy iss liy bhter yhi hy keh wo gold per trading ker apni mhnat waste na krein laluch na krein belkeh apna acount ko safe rakhin ziada loss sey khd ko mehfooz rakhna good trader ki first reponsibality hotii hy..

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X