Forex trading ke jo aj kal situation hai us main
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex trading ke jo aj kal situation hai us main
    Aslam o alikoum dear trader aj kal jo situation hai too kis pair per trading krni chahiy hamain kya aap guide kr sakty hai apna knowledge share kr sakty hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex trading ke jo aj kal situation hai us main

    اصل پيغام ارسال کردہ از: qaiserabbas786 پيغام ديکھيے
    Aslam o alikoum dear trader aj kal jo situation hai too kis pair per trading krni chahiy hamain kya aap guide kr sakty hai apna knowledge share kr sakty hain
    abhe to current situation hai us main main to app ko yahi mashwara doon gee k app forex main trade na krean market normal nahe hai abhe us ko normal honay dain pher he jab ye normal technical ko follow karey ge to pher he us main app apne investment kerna trades lagana pher he us main trade ker k app ache profit kama pain gay
    • #3 Collapse

      Re: Forex trading ke jo aj kal situation hai us main

      اصل پيغام ارسال کردہ از: qaiserabbas786 پيغام ديکھيے
      Aslam o alikoum dear trader aj kal jo situation hai too kis pair per trading krni chahiy hamain kya aap guide kr sakty hai apna knowledge share kr sakty hain
      Now a days trading ki situation very dangerous hai isliye now a days trading hamen proper money management ke sath karni chahie kyunki agar hamari money management nahin hogi to know address Ham successful nahin ho sakte hain isliye proper money management ke sath work karna chahie then he Ham successful ho sakte hain otherwise Ham is business mein lose Ho jaenge
      • #4 Collapse

        Re: Forex trading ke jo aj kal situation hai us main

        For trading ma aj kel jo situation hy ap os situation ma koi bh risk na la ager ap koo risk laty bh hain to ap koi big lot ka use na kerian ap ko chaye kh ap normal kot ko use kerty rhy ra ka ap ko jo thora bahot bh profit ho ap is per hi guzara ker lo ya thora profit ho bahter hy ap ka liya ager ap zoyada lot ko usr kero ga to ager voh trade loss ma cheli gai to ap ko kafi loss ho ga
        • #5 Collapse

          Re: Forex trading ke jo aj kal situation hai us main

          Aj kal market ke halat bahoot he khrab hy us main maain kaaam karna bahoot he mushkil hoo gya hy keun k market ke movemnt ke samjh nahi aa rahe hy k trade kahan sy open kee jaye aur kia kia jaye tab he hum is main kaam kar sakty hain jab aap is mai mehnat karin gu
          • #6 Collapse

            Re: Forex trading ke jo aj kal situation hai us main

            Forex market ki jo aaj kal ki situation hai tou uss mein humain forex mein bahut zayada mohtaat rehnay ki zaroorat hai aur soch samajh ker trade kernay ki zaroorat hai forex mein aise situation mein humain jaldi nahin kerni balkay apnay knowledge aur experiance sae apni trades ko kamyab banana hai
            • #7 Collapse

              Re: Forex trading ke jo aj kal situation hai us main

              اصل پيغام ارسال کردہ از: qaiserabbas786 پيغام ديکھيے
              Aslam o alikoum dear trader aj kal jo situation hai too kis pair per trading krni chahiy hamain kya aap guide kr sakty hai apna knowledge share kr sakty hain
              aajkal bahut hi khatarnak halat chal rahe hain aur in halat mein trading karna Koi aasan Kam nahin hai ine halat mein trading karna bahut hi mushkil ho gaya hai isliye aap jab bhi Koi trade karte hain to aapko market mein acchi tarah se soch samajh Lena chahie kyunki aap ki ek chhoti si galti ki vajah se aapka account pure ka pura hi aapke hath se ja sakta hai isliye aapko chahie ke aap koi bhi trade open karte hue acchi tarah se market ko samajhkar trade open Karen
              :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

              CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
              • #8 Collapse

                Re: Forex trading ke jo aj kal situation hai us main

                G han bilkul forex trading me ajkl Jo halat Hain Market me unko deakhty huy ajkl trade open krna bht hi Mushkil Hy q k market movement change hoti rehti Hy or but hi down ja rahi Hy to analysis kr k trade open krain
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Re: Forex trading ke jo aj kal situation hai us main

                  At this situation mere khyal se Hamen kisi Bhi Pair per trade open nahin karni chahie aur kuchh din trading nahin karni chahie aur Hamen form per apni posting per focus karte hue behtarin quality wali posting karni chahie aur jab market stable Ho jaaye to hi Hamen trading karni chahie Taki Ham acchi trading kar sake

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X