carona say darna nhe larna hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    carona say darna nhe larna hai
    Aslam o alikoum g han dear aap nay achi bat ke hai kay forex trading main carona say darna nhi hai balkay hatiyat hai aur achi
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: carona say darna nhe larna hai

    اصل پيغام ارسال کردہ از: qaiserabbas786 پيغام ديکھيے
    Aslam o alikoum g han dear aap nay achi bat ke hai kay forex trading main carona say darna nhi hai balkay hatiyat hai aur achi
    Bhae us main darnay ki koi baat nahe hai but us main diekhain to ye Allah pak ka azaab hai jo k us waqt khuch mumalikk say shuro hoa tha our abhe puri dunya main pheel raha hai humean Allah pak say mafi managani chahy koin k us k phelnay ki wja say her kisam ka karobaar din ba din band hota ja raha hai to us say forex bhe mutasir hoe hai
    • #3 Collapse

      Re: carona say darna nhe larna hai

      اصل پيغام ارسال کردہ از: qaiserabbas786 پيغام ديکھيے
      Aslam o alikoum g han dear aap nay achi bat ke hai kay forex trading main carona say darna nhi hai balkay hatiyat hai aur achi
      Dear brother walaikum salam you are right but coronavirus ke market per kafi jyada impacts hai aur inki vajah se market kafi disturb ho chuki hai so hamen market mein Koi bhi trait market ke phool analysis ke bad hi open karni chahie aur hamen market mein trading ke liye fundamental analysis aur lajmi use karna chahie kyunki without fundamental analysis ke Hum kabhi successful nahin ho sakte hain aur na hi hamen good benefits mil sakte hain
      • #4 Collapse

        Re: carona say darna nhe larna hai

        Gee haan bhai aap ki baat theek hai hum aik muslim qaum hain aur agar humara yaqeen allah per kamil hai tou humain corona virus sae darnay ki zaroorat nahin hai balkay humain iss sae elaan e jang ker dena chahyea aur iss ko qurani ayaat sae khatam ker dena chahyea yehi humara deen bhi kehta hai
        • #5 Collapse

          Re: carona say darna nhe larna hai

          Dear friend Corona viras aik khatarnak waba zaroor hey lekin hamen iss se dar kar sub kuch chor nhi dena chahiay balkay ghar men beth kar bhi forex trading men kam kar saktay hen iss liay fazool ghoomnay se behtr hey forex trading ko ziyada time den tu ghar men rah kar achi earning hasil kar saktay hen
          • #6 Collapse

            Re: carona say darna nhe larna hai

            Dear apne bhut achi bat ke hay corna virus ke bhut bare bemari hay aj kal log corna virus say bhut dar rhy hay corna virus say dar naa chley oskaa mukbala karnaa chlye sirf dr naa hay too allah pak say dar naa chle
            • #7 Collapse

              Re: carona say darna nhe larna hai

              hamy conra ko cor kar apny forum mai mayre kam karna ho ga per he hum bonsu kma sky gy forex aik online bsiness hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum iss mai fll time be kam kar sakty hain hum is mai bager pasiao ky accont bana ar be kam kar sakkty hain forex paksitan mai legal ban cuka hain hum is mai bager pasiao ky account banakra be kam kar skaty hain
              • #8 Collapse

                Re: carona say darna nhe larna hai

                Gee han dear sai kaha hai corona sa darna nai larna ha ya aik virus ha agar hum is sa dar gay to hum haar jain gay lahaza hamin is sa lrna ha or muqabala karna ha is main jitni ho saky ahteyat karain or khud ko save karain tkay is virus sa lara ja saky q kay corona ke waja sa aj kal market main mandi ka rojhan ha or market kay staible na hony ke waja sa hum trade kar kay loss kar sakty hain lahaza sabar sa kam lian or Allah par bharosa rakhain
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Re: carona say darna nhe larna hai

                  forex aik international business hain ham is man live tradin karrty hain or hasm is main amount bre invest kar sakty hain hamy apny emotion or lalach ko qaboo main rakh kar is man mehant sy kam karna chahey pher hi ham kmayb hosakty hain or acha bonus hasil kar sakty hain yai aikasa business hain jis main kam karny ky liye hamy kisi be office jany ki zarort nahi hti

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X