Policies ko amal main laen

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Policies ko amal main laen
    Dear members koi bhi bussiness hota ha uski kuch policies hoti hain jin pa amal krna parta ha isi trha forex trading main kam krny k lia asool aur polices hain jin pa amal krna bht zaroori ha otherwise agr ap neglect kren ga to apka account banned ho sakta ha hamesha jo rules hain unko follow kr k chalen. Thanks
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Policies ko amal main laen

    اصل پيغام ارسال کردہ از: rizwan5560 پيغام ديکھيے
    Dear members koi bhi bussiness hota ha uski kuch policies hoti hain jin pa amal krna parta ha isi trha forex trading main kam krny k lia asool aur polices hain jin pa amal krna bht zaroori ha otherwise agr ap neglect kren ga to apka account banned ho sakta ha hamesha jo rules hain unko follow kr k chalen. Thanks
    without planning ke kabhi bhi successful trading nahin ho sakti hai jab tak hamari planning nahin hogi aur ham apni planning per hamen nahin karenge tab tak successful trading nahin ho sakti ji hamari good planning ki vajah se hi hi hamen profit milta hai aur ham apne account ki acchi Management kar lete hain hamen apni planning nahin apne rules aur apne method per Amal karna chahie then he Ham successful ho sakte hain
    • #3 Collapse

      Re: Policies ko amal main laen

      forex aik secure business hain hamy is mai mahnet sy kam karna ho ga pher he hum pasia kama skay gy is mai koi be hamara account hack nahi kar sakta or na he hamara money koi hack kar skta hain hamy leanrig gain kar ky aik time tbale bana kar daily is maai kam karna ho ga pher paisa kama skay gy forex aik amm business ke nisbat acha business hain is mai hamara koi be boss nahi hain
      • #4 Collapse

        Re: Policies ko amal main laen

        اصل پيغام ارسال کردہ از: rizwan5560 پيغام ديکھيے
        Dear members koi bhi bussiness hota ha uski kuch policies hoti hain jin pa amal krna parta ha isi trha forex trading main kam krny k lia asool aur polices hain jin pa amal krna bht zaroori ha otherwise agr ap neglect kren ga to apka account banned ho sakta ha hamesha jo rules hain unko follow kr k chalen. Thanks
        agar humne apne account ko band nahin karvana hai to hamen acchi policy karni hogi aur hamari acchi policy yahi hai ki hamen sirf ek hi account ko istemal karna chahie aur dusra hamen apne account per rule ko follow karte hue kam karna chahie aur agar Ham rul ko follow nahin karte Hain to hamara account band ho jata hai aur hamen kafi mushkil pesh aati hai isliye hamen rule kolaj me follow karna chahie
        :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

        CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
        • #5 Collapse

          Re: Policies ko amal main laen

          is forum main pahly learning karni ho gi ta k earn karein gay aur market main is ki new policies ko apply krna ho ga atb hi hum sucess hon gay aur hamain market main bi trade kar k hi hum real main bi trade karein gay aur is k rules ko mind main rakhna ho ga tab hi hum achi trade karny main bi asani ho saky gi aur hamain market main b i trade kar k hi hum earn karein
          • #6 Collapse

            Re: Policies ko amal main laen

            Bilkul apny sahi kaha hy jab bhe forex main hum kaam karty hain too is main humain bahoot he soch samjh kar aur rules ko flow kar k kaam akrna hota hy agr hum is main kaam karnmty hainnaur mehnat karty hain too humain is sy faida hota hy kamyaabhi hasil hoti hy
            • #7 Collapse

              Re: Policies ko amal main laen

              G dear ap n bilkul thk kaha hy k hr kam k kuch na kuch rules hoty hybaur as kam ko krny kaliya aur as m kamyabi kaliya un rules ko follow krna hota hy as liya hum sb ko bhi chahiua k jb hum n pak forex forum ko join kr liya hy to ab as p kamyabinkaliya as k rules aur policies ko lazmi follow kry taky hum achi earning kr sky
              • #8 Collapse

                Re: Policies ko amal main laen

                humain es main kam akrny kay ley humain es main knowledge ho ga to he hum es main acha kam kar skty hain our es main kamjab ho skty hain forex 1 acha business hain agar hum es main apny account ko band hony say bchana chahety hain to humain es main ache policy karne ho ge our es main maeare kam karna ho gaes main hum bgir pison kay account bnaty hain
                • #9 Collapse

                  Re: Policies ko amal main laen

                  G forex ki jo bhi policies han humin un ko follow krna chahy agr hum un ko follow nhi kren gy to hmra account banned bhi ho skta hy jo jo forex k rules han humin un ko apnana chahy.
                  • #10 Collapse

                    Re: Policies ko amal main laen

                    Aap nay sahee kaha hamay forex k rules ka buhut ziqda khyal rakna chahiwy kionka agar hum is may rules ko follow nahee karangay tho wo kabhi be is say faida hasil nahee kar sakthay is liqy hamay chahiay k is may ziada say ziada rules ke taraf tawaju dy thake problems say bachay rahwy.
                    • #11 Collapse

                      Re: Policies ko amal main laen

                      Gee haan brother aap ki baat theek hai forex mein humari jo bhi policies hain humain unn per amal kerna chahyea aur unn sae faida hasil kernay ki koshish kerni chahyea aur agar humari policies forex mein kamyab nahin ho rahi hain tou humain unn ki kamyabi kay lye apnay seniors sae bhi help leni chahyea aur agar policies change kerni perain tou ker dain
                      • #12 Collapse

                        Re: Policies ko amal main laen

                        ham plan karte hain lekinn pe kaam nahi karte hain agar ham chahte hain ke ham aesa kaam kaain ke ham yahana pe earn karain to hmain apne emotions pe kaam karne ki zaroorat hai agar ham ne acha earn karna hai to sab se pehle hamin apne emotional discipline ko follow karne ki zaroroat hai agar ham aesa karain ge to hmain loss nahi ho ga
                        • #13 Collapse

                          Re: Policies ko amal main laen

                          G bilk bhai jan hum sab ko chahaye k es forum mein hum apni policies ko amal mein lain q k dostu hum es forum mein jitni bhi zyada policies bana lein aur un pe phir amal na karein tu phir us ka koi bhi faida nahi hai q k dostu humein faida tab ho ga apni policies ka jab hum en par amal karein gey
                          • #14 Collapse

                            Re: Policies ko amal main laen

                            Aslam o alikoum g han dear aap nay kafi achi bat ke hia kay forex trading main kafi achi chaz hain jis ko zaoror learn krna chahaiy aur achi trading say kafi kuch learn krna chahaiy aur achi learning aik trader kay laiy zarori hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Policies ko amal main laen

                              Is forum min. krny ky lye hmin is ke policies PE amal.krna ho ga planning ky bgher hm yab nhi ho sktyjmin.apny account ko wash hny see bchy ky lye mhnat krni ho ge hmin a chi earning krny ky lye achi learning krni ho ge markt min tread ky lye hmin forex ky rule ko follow krna ho ga acha e pdrience he hmin acha bonus Dy skta

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X