Re: jalde baze mai aa kar kiya jany wala kam hamy loss deta hain
Forex business mein agr hum jald bazi mein kaam kartay han tu is se loss hi hota hai kiok agr jald bazi mein koi trade open kartay han tu is se market ko samjh nahin saktay aur market ka analysis nahin kartay is traha market ka pata nahin hota k kis tarf move karti hai aur jald bazi mein trade open kar k hum apna account wash karwa saktay han hum ko market ko soch samjh kar sabar se analysis kar k trading karni cahaiye phr hi profit earn kar saktay han

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим