Forex trading main blance equity kya hy?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex trading main blance equity kya hy?
    Dear friends main ye pochna chahta hn ky trade krty hwy blance equity say kya murad hy hmain apny account ki blance equity ko kasy manage krna chahiy?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex trading main blance equity kya hy?

    Dear ap ais market mai jab investment karty hai to ais mai ap k pass jo balance hota hai aus par ap trade kar skaty hai ais market mai ap apny account par jab trade lagaty hai to aus par ap ko agar loss ho ga to aus se ap ki equity kam ho jati hai agar aus trade par ap ko profit ho ga to aus se ap ki equity zayda ho jaye gi.
    • #3 Collapse

      Re: Forex trading main blance equity kya hy?

      Asslam.0.Alikum...
      Dear ya chez mujy bi phochni thi hmry seniors ko chay kh wo es ky bary main hmin baty ku kb ya asa kam hy jaha kuch chezy hmin samj nai ati to un ko dikhna chay jis sy hm ko mange kar paty hy.
      • #4 Collapse

        Re: Forex trading main blance equity kya hy?

        balance equity ka matlab yah hota hai ki aapki balance ka kitna hissa aapke paas available hai jiska aap use kar sakte hain to aapko apni balance equity ko acchi tarah se sambhal kar juice karna hota hai kabhi aap acchi tarah se trading kar paate Hain isliye aapko hamesha Sabra ke sath trading karna chahie
        • #5 Collapse

          Re: Forex trading main blance equity kya hy?

          Forex trading ek aisa kaam hai ki jismein balance equity ka sahi tarah se use karna bahut jaruri hota hai isliye aapko apne balance equity ko bhi acchi tarah se increase karte rahana Hota hai
          • #6 Collapse

            Re: Forex trading main blance equity kya hy?

            Dear forex.mein meta trade chart per jub aap ki trade chal rahi ho tou uss mein aap ko balance kay sath equity bhi mti hai aur yeh bhi aap ka current account balance hota hai jub aap ki trade profit mein ho tou equity barhti hai aur loss ki surat mein aap ki equity kam hoti rehti hai
            • #7 Collapse

              Re: Forex trading main blance equity kya hy?

              Jab hamari forex market main koi trade open nehi hoti tou hamara balance hi hamari equity bhi hota hai jabky agar ham forex market main kuch amount investment ker ky trade open ker lety hain tou hamari open trade main hony wala loss ya profit hamary current balance ko increase ya decrease ker raha hota hai jo hamary equity hoti hai
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Re: Forex trading main blance equity kya hy?

                اصل پيغام ارسال کردہ از: Dawood4092 پيغام ديکھيے
                Dear friends main ye pochna chahta hn ky trade krty hwy blance equity say kya murad hy hmain apny account ki blance equity ko kasy manage krna chahiy?
                balance equity ka matlab yah hota hai ki agar hamari Koi trade open hai aur usmein hamen Jo profit aur loss ho raha hota hai to vah hamari equity mein show hota hai hamare vah balance mein show nahin hota hai balance hamari vahi amount hoti hai jo Ham invest karte hain lekin jo hamara Nasha ya nuksan ho raha hota hai to vah hamari equity mein show ho raha hota hai aur vahan se Ham dekh sakte hain ki hamara current balance kitna chal raha hai
                :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

                CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL

                اب آن لائن

                Working...
                X