Money loss karne ka khoof.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    salam to all .dosto hedging aik asi technique hay jiss ki madad ssa trader apan loss ko mitigate kar sakta hay.ya trader ko apni ghaalti ko sahi karna ka moqa hota hay.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      money loss hone ka khoff sab ko he rehta hai lekin hardworking insaan ko is business me utna perfect bana deti hai ke us ko phir is me loss ka khoff nahi rehta hai or banda phir is business me easily kaam kar pata hai or trading sahi se karne lagta hai .
      • #33 Collapse

        Forex trading main profit losss dono hain hoty hain.senior trader junior traders ko yeh he advised dety hain key money loss key dar ko mind main dal kar trade na kee jay q keay agur asy trade karny sey loss bht ho jata he us leay money loss ko dil sey nikal k trade karni chahty tu loss nahi hoga or profit hoga.
        • #34 Collapse

          bilkul maximum log jin ka online jobs mein interest hai wo ab baki sab kuch chor kar forex pe trading ki taraf ja rhy hain q k online market scammers sy bhari pari hai or forex aik aisa platform hai jis mein kuch b scam ka scene nai hai baki profit loss to har business mei chalta rehta hai
          • #35 Collapse

            G bilkul jb logon ko aik bar loss ho gyy tou pir wo kam sa kam investment sa trade trade krty hain jis sa uny kam i profit hota ha lkin wo nahi janty ka thora bhut risk bi lna chiy un ko chiy ka wo zaida investment krain ta ka uny zaida profit ho
            • #36 Collapse

              In this approach, a series of transactions with a loss is small - 2-4, and you bankrupt)). During this time do not have time to figure out what was wrong, everything happens very quickly
               
              • #37 Collapse

                dear forex trading ak asa business hai jes see ham apne tamam ke tamam deram proee kar saktee haai or kam time me zeyada see zeyada profit earning kar saktee hai
                • #38 Collapse

                  dekhen bhai jahan poe insan ko profit hota hay wahan nuksan bhi to hota hi haina toi ap ko dhayan se trading krni chahiye darna nahi chahiye agr ap darr k trading kren gy to apko zahir c baat hay loss ho hi jay ga or darr or lalach se bach k rahy gy ap tabhi kamyab ho skty hain.
                  • #39 Collapse

                    my dear forex ek best leverage base business hai is liye agar ap proper analysis k sath trading krte ho to ap achi earning kr sakte ho or loss k khauf se b bach sakte ho is liye ap jadbaazi mein trading na kro
                    • #40 Collapse

                      Assalam u alaikum friends ji haan u r right k bohut sy log samjhty hain k Forex jo hai bachon ka khail hai or yahan hum bohut kuch earn kar sakty hai mgr haeeqat main ye hai k ye aik international business hai or yahan hamesha mohtat reh ker trading karni chahye
                      • #41 Collapse

                        Forex market is online earning way. We are work the market complete working. Sothat we are work.the market and we are successful.
                        • #42 Collapse

                          main sara week he trading karta hun or friday ko trading stop kar daita hun.mery khyaal say agaar hum weekly ya daily basis pay trading karty hain to hum is main kaam kar kay achi earning lay sakty hain or is main apna career banna sakty hain.
                          • #43 Collapse

                            if you are a trader who is fearing from the loss factor then you must change your thinking level because if you will lose money then you will get a chance to improve your trading, so always consider loss as nothing or as the first step of your success
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #44 Collapse

                              forex main new logo ko bohat bari bari expectations le kar nahee aana chaey is main pehle learn karne ki zaroorat hai aor saath main demo pe practice karne ki zaroorat hai phir hi is se ham gradually kuch earn kar sakte hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X