Kia posting karna sa b knowledge ma izafa hota ha?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kia posting karna sa b knowledge ma izafa hota ha?
    Dear forex members forex aik bohot achaa or kamyab bussiness ha is forex business mein ham ko posting karni hoti ha or acha bonus hasil Kar k phr trading b Kar sakty Han is forex business mein kamyab hona k liya knowledge or experience hona bohot zaruri hai or Mara aap forex members sa sawal ha k Kia demo account k ilava ham posting Kar k b knowledge ma izafa Kar sakty han
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Kia posting karna sa b knowledge ma izafa hota ha?

    Asslam.0.Alukum...
    Dear frinds ap ny thk kaha hy agr hm koi bi kam mry jab tak us ky ilam ko nai jany gy to kabi kamayb nai hi gy hmin chay koi bi kam mrny sy ohly us ki jan kari honi chay jis sy hm apny kam ko bhtr bana pay gy aur hmsha aony kam ko acha bana pay gy
    • #3 Collapse

      Re: Kia posting karna sa b knowledge ma izafa hota ha?

      posts karna sy dosron ka knowledge mai azafa ho ga kiun ka agr hum log posts acchi karain gain posts tu koi na koi is ko pahr kar is sy kuch sekh sakta hain is lia huma is ka lia kafi mahnat karna chaya ta ka hum log is mai kamyab ho sakain or knowledge ko hasil kar sakain jis na knoweldge haisl ki wo kamyab huwa hai hamesha
      • #4 Collapse

        Re: Kia posting karna sa b knowledge ma izafa hota ha?

        G bilkul posting karny sy hamare knowledge my b izafa hta ha r st st hamare learning b achi ho jati ha daily hamare Regular posts karny sy hamara bonus b acha ata h hm posts karty hy read karty hy jo treading k lihaz sy b achi information mil jati h hm ko
        • #5 Collapse

          Re: Kia posting karna sa b knowledge ma izafa hota ha?

          Dear friend forex trading ka acha knowledge hasil karnay k liay forum pe posting aik behtreen platform hey kiun k forum pe seniors acha knowledge share kartay hen aur hum thread kar k bhi logon se acha knowledge gain kar saktay hen iss liay seniors ki threads aur posts ko ghaor se read karen tu unn se acha knowledge mil jata hey
          • #6 Collapse

            Re: Kia posting karna sa b knowledge ma izafa hota ha?

            hamain market main posts k rules ko mind main rakh k hi trade karni ho gi aru knowldge ho ga tab hi hum achi trade karny main bi asnai ho saky gi aur hamain market main bi trader bannay say pahly is k bary main learning karni ho gi tab hi hum real main bi trade kar skaty hain aur hamain market main bi information achi ho gi tab hi hum real main trade karein
            • #7 Collapse

              Re: Kia posting karna sa b knowledge ma izafa hota ha?

              G han posting karny sy bhi knowledge main izafa hota hy kun k ham jab dosray members ki threads ko read karty hain tohmary knowledge main bhi izafa hota hy aur ham un ko follow karny ki koshish bhi karty hain hmain jitna bhi kuch naya seekhny ko milta hy hmain uss pa amal karna chahaiy.
              • #8 Collapse

                Re: Kia posting karna sa b knowledge ma izafa hota ha?

                اصل پيغام ارسال کردہ از: Kubrakhan پيغام ديکھيے
                Dear forex members forex aik bohot achaa or kamyab bussiness ha is forex business mein ham ko posting karni hoti ha or acha bonus hasil Kar k phr trading b Kar sakty Han is forex business mein kamyab hona k liya knowledge or experience hona bohot zaruri hai or Mara aap forex members sa sawal ha k Kia demo account k ilava ham posting Kar k b knowledge ma izafa Kar sakty han
                Saira post karne se to aap ki knowledge mein is Safar Nahin ho sakta agar aap post karne ke sath sath dusron ki post aur rate bhi karo to aapko iska fayda Jarur Hasil Hoga isliye try karo kya Jab form per post kar rahe Hote ho to sath mein dusron ki post ko bhi read kiya karo
                • #9 Collapse

                  Re: Kia posting karna sa b knowledge ma izafa hota ha?

                  G bilkul posting krny sy hmry knowledge min izafa hota hy hum jub post ko read krty han to humin bhut sari jankari milti hy iss liay hum bhut sara faida uthaty han jis trha hum agy brhty jain gy hmry knowledge min mazeed izafa hota jay ga or hum kamyabi ki traf brhty jain gy or aik achy trader bun skty han.
                  • #10 Collapse

                    Re: Kia posting karna sa b knowledge ma izafa hota ha?

                    yes friend posting karnay sa b knowledge ma izafa hota ha q k jb hm senior members k threads aur posts read kartay hain to un sa hmain kafi help milti ha aur hmari learning b increase hoti ha jis ko use kar k hm professional trader bn patay hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Kia posting karna sa b knowledge ma izafa hota ha?

                      Dear apne bhut achi bat ke hay pak forex ma post ka rules ko mind ma rakh thrde karny hu gy aur knowledge honaa bhut zoure hay phir hum achii trde asni say kar sakty hay phir hum earning hasil kar sakty hay aur phir hum kamyab hu sakty hya knowledge aur experience ka sath emotions control ka achaa forift hasil kar sakty hay
                      • #12 Collapse

                        Re: Kia posting karna sa b knowledge ma izafa hota ha?

                        Pak form per Agar Ham proper Kam Karen to hamen Forex trading ke bare mein achcha knowledge hasel ho sakta hai kyunki ke pak forum mein bahut sare member junior bhi hai senior aur aur Agar hamen senior member Koi Forex trading ke hawale se knowledge share karta hai to hamen chahie ki Ham unki ki baton per Amal Karen aur demo account per practice Karen Taki hamen fayda Ho pak forum par bonus hasil karke Forex trading mein investment karte Hain aur Pak form per ham apni posting kamyar ko behtar Karen aur knowledge hasel karne ki koshish karen
                        • #13 Collapse

                          Re: Kia posting karna sa b knowledge ma izafa hota ha?

                          g han bilkul posting karny se knowledge he gain hota hai es liye hmain cahhye k hum apny knolwedge ko posting se gain karen jis se apko miyari posts karni hogi or apko forex main acha kam karny walay ka he knolwedge gain hota hai q k jub ap bat jeet forex ki karty hain tu apko forex k bary main boht kuch sikhny ka time mil jata hai jis se apka knolwedge bhi gain ho skta hai
                          • #14 Collapse

                            Re: Kia posting karna sa b knowledge ma izafa hota ha?

                            ji bilkul posting karne se bhi aapke knowledge mein bahut jyada izafa hota hai isliye AAP sab ko hamesha acchi tarah se posting karte rahana chahie kyunki jab tak aap acchi tarah se posting nahin karoge tab tak nahai aapko accha bonus mil payega aur na hi aapka knowledge increase Ho payega
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Kia posting karna sa b knowledge ma izafa hota ha?

                              aapane Sahi kaha ki posting karne se bhi knowledge Mein izafa Hota Hai Kyunki Ham Apna experience share kar rahe hote hain aur apne seniors ke experience ko bhi Chak kar rhy hote hain aur isase Hamen Pata Chalta Hai Ki Hamen Kitna knowledge

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X