trading mein na chahte howe be mistake hojate hain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    trading mein na chahte howe be mistake hojate hain
    dosto hum ne bare koshish ki ka apne mistake per kabo paya jahe per apne mistake per kabo pana mushkil kam hai mushkil tau hai per namumkin nahi hai dosto koi be kam namumkin nahi hota aur nahi insan ko kesi be kam main haar banne chahye trading mein mistake her kesi sy hote hain kesi sy zeyda tau kesi sy kam hote hain per her kesi sy hote hain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: trading mein na chahte howe be mistake hojate hain

    Je dear trading ese lae he halal hai kiu k es ma loss ka risk bhot zayada or profit ka chance bhkot kam hai, agr ham bhot b khosis karyn to loss ma pans he jaty hai, kiu k ham bhot b master ho jayn par phr b ham kio na kio galti kar he letyn hai, jo profit ko kha jati hai,
    • #3 Collapse

      Re: trading mein na chahte howe be mistake hojate hain

      bahi ya business ha hi asa agr hum is mai accha analysis kar ka trade nahi karta hain tu huma paka loss hi hota hai or hum log is mai kamyab nahi ho sakta hian is lia huma is mai agr kamayb hona hai tu huma is mai mahant karna ho gi or business ko accha tareka sy cahlana ho ga hum log is mai kabi bi aga nahi ja sakta tub tuk jub tuk hum kamyab na ho jayain
      • #4 Collapse

        Re: trading mein na chahte howe be mistake hojate hain

        han g bilkul sahi bat ki hy markeet ko ham kbhi bhi fully analyse nhi kerty hein kue keh iss ki movemnt itni strong bhi nhi hoti hy iss liy hamin chahiy keh ham pak forex forum mein good learninig key liy kaam kery rahin baki loss ko bhi profit ki trah hamin apnuy mind mein rakhna chahiy..
        • #5 Collapse

          Re: trading mein na chahte howe be mistake hojate hain

          Trading mein na chtay howay bi mistake ho jati hai Aap ki baat bilkul theek hai forex mein hum bohat koshish krtay hai mistake nahi hon pr bi ho jati hai agar hum mehnat kray gay tu hum ko business mein kamyabi hoti hai
          • #6 Collapse

            Re: trading mein na chahte howe be mistake hojate hain

            assalamu alaikum ji all member ummid karta hun aap sab khairiyat se honge Allah tala ke faslon Karam se forex business bahut accha business is mein mehnat karne jaroori hai hamen jab Tak main nahin hogi Ham kamyab nahin ho sakte ismein na chahte hue bhi Ham se mistake Ho jaati hai jab Ham jaldbaji mein kam karenge To Ham se mistake ho gai isliye main soch samajhkar fresh mind hokar star se aaram aaram se kam Karen jaldbaji na Karen
            • #7 Collapse

              Re: trading mein na chahte howe be mistake hojate hain

              g han bro hojatin hai lekin hame chaiye ke ham zyada se zyada practice kren ior pehle trading ke bare me thora bht knowledge hasil kren q ke jbi ap achi tarha se trade kr payenge or apko chaiye ke real account me kam krne se phle ap demo account me practce kren or jo jo glityan ap se demo account me hoti hai ap koshish kren ke wo gltiyan ap real account me na kren jbi ap achi tarha se trading kr payen ge
              • #8 Collapse

                Re: trading mein na chahte howe be mistake hojate hain

                Ji han bhai aapki baat bilkul theek hai Pakistan Forex Mein Na Chahte hue bhi ham jab bhe Trading karty hein Fu h say Mistake ho jaati hy Uss Mistake Say apna account wash Karwa Baithty hein Lalach Say Account Wash ho jaata hy pak forex trading business menHamen chahie Apne account ko save rakhen Ham lalach na Karen mehnat Hi Se Kam Karen
                • #9 Collapse

                  Re: trading mein na chahte howe be mistake hojate hain

                  hamy mistakes ko avoid kr ky kam kara ho ga pher he hum pasia kama skay gy forex aik acha business haain hum is mai raat mai be kam kar sakty hain hum is mai din mai be kam kar sakty hain hum is maai out off balaance account bana kar be kam kar sakty hain hum is mai agar greedyy ban ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga hm is mai apny boss ap he hot yhain
                  "The mind is everything, What you think you become"
                  • #10 Collapse

                    Re: trading mein na chahte howe be mistake hojate hain

                    ji bilkul trading mein bahut sari mistakes hoti rahti hai isliye aapko tension nahin leni chahie balki aapko achcha kam karna chahie Taki aap kamyabi hasil kar saken aur aap apni mistakes ko note karna chahie aur apni mistakes se larson hasil karte rahana chahie
                    • #11 Collapse

                      Re: trading mein na chahte howe be mistake hojate hain

                      trading main na chahty hoy be es main mistakes ho jate hain humain forex main hum kam karty haoy boht se mistakes ho jate hain es main humain chahey kay hum es main boht kheal say kam akrna ho ga to he hum es main acha kam kar skty hain forex 1 acha business hain hum es main live kam karty hain hum es main mahnat say kam kar kay hum es main boht acha bons be hasl karty hain
                      • #12 Collapse

                        Re: trading mein na chahte howe be mistake hojate hain

                        han bilkul apki bat theak ha ky forex ma trading katy va kahyn na kahyn mistake hojati ha qky ya forum ak risk forum ha or trading itni asan nahi ha isma market ki movements ka bht khyal rkhna parta ha agar hum market ka khyal nahi rakhngy tu iska humy loss hoga tu soch smjh k trade karyn hmsha taky best result gain karyn
                        • #13 Collapse

                          Re: trading mein na chahte howe be mistake hojate hain

                          G aksar aesa hi hota hai Forex main na chahte hue bhi ham se mistakes ho jati hain kyun ke mistakes tou har insan se hoti hain so ham se ager ,istakes ho jayen tou hame pareshan nahi hona chahaye balke hame mistakes ko recover ker lena chahye kyun ager ham mistakes ko timely recover ker len ge tou ap loss se bach sakte hain.
                          • #14 Collapse

                            Re: trading mein na chahte howe be mistake hojate hain

                            Han g sahi bola insan hain kbi b ghlti ho jati aksr tou ghltian bs na chahty hue b ho jati hain phir oska nuqsan bhrna lrta hai pr again na honay dena ek smjhdr aadmi ka kaam hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: trading mein na chahte howe be mistake hojate hain

                              Yes brother aapki baat bilkul jarurat hai ki Jab Ham trading Mein Hote Hain to yah ek hi insan takaja hai ki galtiyan Har kam Ho Jaati Hai but Hamen main kya karne ki jarurat hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X