Kam karte waqt agar Azan hone lag jaaye To hamen kya karna chahie
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Kam karte waqt agar Azan hone lag jaaye To hamen kya karna chahie

    Sab tareef Allah ki hai. Agar Azan Ho Rahi Ho to hamen Apne tumhen kam chhod Kar hamen Azan ko sune aur apni namaz ki pabandi Karen aur jo bhi kam Karen Allah ke naam Se shuru Karen to hamare kam aseania paida hogi aur hamara kam mein mushkilat nahin a sakti ham Agar Apne kam per nek Niti ke sath karen to hamara kam aasani se achieve ho sakta hai.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Kam karte waqt agar Azan hone lag jaaye To hamen kya karna chahie

      jee bhai ap ne bohat he piyari baat shair ki hai humara dunia main anay ka maksad hi ALLAH ki ibadat or makhlook e Khudaa ki khidmat hai iss liye jab azan aye to hmen sary kaam chor kar sirf azan or nmaz par dhiyaan dena chahiye phir daikhen ap k dunyavi kaam kaisy hal hoty hain hmen har haal main chahay kuch bhi ho jay nmaz kabhi nai chori chahiye phir chahy ap ko loss ho rha hai profit nmaz nai chaorni chahiye kuyn k nmaz he kamyabi ki zamanat hai iss liye isko kabhi nai chorna chahiye
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #18 Collapse

        Re: Kam karte waqt agar Azan hone lag jaaye To hamen kya karna chahie

        jee bhai ap ne bohat he piyari baat shair ki hai humara dunia main anay ka maksad hi ALLAH ki ibadat or makhlook e Khudaa ki khidmat hai iss liye jab azan aye to hmen sary kaam chor kar sirf azan or nmaz par dhiyaan dena chahiye phir daikhen ap k dunyavi kaam kaisy hal hoty hain hmen har haal main chahay kuch bhi ho jay nmaz kabhi nai chori chahiye phir chahy ap ko loss ho rha hai profit nmaz nai chaorni chahiye kuyn k nmaz he kamyabi ki zamanat hai iss liye isko kabhi nai chorna chahiye kiyun k nmaz ap par farz hai ALLAH ne rizq ka wada kia hai bakhshish ka nai phir log pata nai kiun rizq k peechay bhagty hain apny farz ko bhool kar

        اب آن لائن

        Working...
        X