Forex robot humare pore account ko wash kar deite hin.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex robot humare pore account ko wash kar deite hin.
    Forex trading min hum es lei ate hin k hum kafi bari raqam earn karin aur buhat ziayda profit bhi lin es min aa kar humin buht sare tareeqon ki trading karne ka moqa milta he. jeise k hum robots waghira ko bhi use kar k es karobar min earning kar sakte hin magar meiri observation aur experience ye he k ye robot humara pora account hi wash kar deite hin.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    ji ha bilkul aap nay sahi kaha hay kay aap agar robot use kartay ho to robot bohat zayada risky hay kyu kay robot market ko nahi deekhta wo bas trade lagata jata hay jo aap nay set kya hota hay our bil aakhir aap ka account wash ho jata hay is lye aap ko chahiye kay manual trading karay.
    • #3 Collapse

      asalam o alaikum dear members g thek kahan k robot risky hot e hain aur hamein unk kam ka trika nahi pata hta k wo kis hisab se trade lagte hain is lie ni kerna chay
      • #4 Collapse

        Yes ho sakta he asa ho q ke men ne rbot use nahi kia wese bhi men to rebot trading ko fazool samjhta hun q ke us men loss profit 2onu ho sakte hen.
        • #5 Collapse

          shyd ap is bare me theek ho but mujhe me agar ap ko sachi batao tu mujh erobot ka kuch pta nahi hai mujhe ap ky post se he is bare me pta chl hai abi is ky alwa mujhe is bare me kuch pta nahi hai abi q ky mane abi tak koi b trading nahi ki hai
          • #6 Collapse

            bhai ap ny thk kaha ha robot poray account ko wash kar daita ha woh robot 2 number hoty hain agr ap achy robot purchase kary to ap ka account kabi b wash nahe ho ga
            • #7 Collapse

              forex bobot johhain ..un pr to hmain bilkul bhi belive ni krna chaiye..q k apko ni pta k jo robot ap use krny waly hain wo accurate hoga bhi ya ni..so robot trading nahin krni chaiye.
              • #8 Collapse

                jee haan hamain hamaary senior aksar yehi bataaty hain k robot aksar logon k account wash karwa dety hain in robot k problem se door hi raha jaaye to zyaada achaa hai yeh theek nahi hai...
                • #9 Collapse

                  robots ki trading k bare maen mujhe to kuch bhi pata nahi hae kiunk my dear friend mujhe to abhi forex trading mein aj doosra din hae aur abhi forum per posting ka bhi doosra din hi hae.....
                  • #10 Collapse

                    robot say aisa ho sakta hai ye aik good business hai lekin is ko bahut ziyada mehnat say kia jata hai aur is ko khud krna sab say munasib hai ye business bahut ziyada profit bhi dy sakta hai lekin kafi mehnat say kaam krna ho ga tb aap success ho jao gay
                    • #11 Collapse

                      dear robot say hum ko aksar loss ho jata hia keyo ka robot jab high impact ki koi news hoti hai tu us wak wo currency pair ki trend ko thek sa samaj na pata aur hamari trade ko kafe negative mai la jata hai.
                      • #12 Collapse

                        assalamu alaikum dear jab see me ne trading start ke hai nato me ne kabi robot trading ke hai or nahi is ke practice ke hai is leye mujhee is ke baree me koee information nahi hai
                        • #13 Collapse

                          forex robot hamarey purey account ko wash kardety hin ya nahe is ka barey me to ma ne kabhe nahe suna magar ho sakta hay k aysa ho is me mera koi tajarba nahe hay .....
                          • #14 Collapse

                            Forex main robot aj tak use nahe kiay hain but o think jesi app setting karein gy wesay he wo kaam karein gy so ager app manual trading karein to zeada best rahy ga
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              ji bilkul dear mai bi robot use kar suka ho lakin mughe khud koi faida nahi hua forex mai kuch robot hai to theak se kam karte hai lakin us ko purchase karna parta hai jo free ke robot hai un ko use karne se loss hota hai ..........

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X